Aya hai Bulawa Mujhe Dar Bar e Nabi Se lyrics & videos {ایا ھے بلاوا مجھے}

Urdu Naat

Aya hai Bulawa Mujhe Dar Bar e Nabi Se with Lyrics and Video in Urdu  got  fame with voice of famous Owais Raza Qadri. Aya hai Bulawa Mujhe Dar Bar e Nabi Se-ایا ھے بلاوا مجھےkalam in Urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Aya hai Bulawa Mujhe Dar Bar e Nabi Se are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this kalam  Owais Raza Qadri tribute to The The Holy prophet muhammad (P.B.U.H) for  the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This kalam is recorded in studio with soft melodious voice of Owais Raza Qadri.

Aya hai Bulawa Mujhe Dar Bar e Nabi Se | Owais Raza Qadri  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu kalam is exclusively describes the Aya hai Bulawa Mujhe Dar Bar e Nabi Se and available with out duff. This kalam  is praised with very joshwith  zikar. Aya hai Bulawa Mujhe Dar Bar e Nabi Seis originally recited by Owais Raza Qadri and got fame but now it is available in voice of Owais Raza Qadrisafa islamic.

Aya hai Bulawa Mujhe Dar Bar e Nabi Se is  Urdu kalam available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi  language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Aya hai Bulawa Mujhe Dar Bar e Nabi Se lyrics in Roman/English

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi (saw) se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Har aah gayi arsh pe ye aah ki qismat

Har ashq pe ek khuld hai har ashq ki qeemat

Tohfa ye mila hai mujhe sarkar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Shukr-e-Khuda ke aaj ghadi us safar ki hai

Jis par nisaar jaan falah-o-zafar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Garmi hai tap hai dard hai kulfat safar ki hai

Na shukr ye tu dekh azimat kidhar ki hai

Lutten hain mare jaaten hain yun hi suna ke ye

Har bar bhi wo aman ke ghairat hazar ki hai

Hamko to apne saye me aaram hi se laye

Hile bahane walon ko ye raah dar ki hai

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Maah-e-Madeena apni tajalli ata kare

Ye dhalti chandni to pahar do pahar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Uske toofail haj bhi khuda ne kara diye

Asl-e-murad hazri us paak dar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Kaabe ka naam tak na liya taiba hi kaha

Poochha tha hamse jisne bhi nuhzat kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Un par darud jinko hajar tak karen salam

Un par salam jinko tahiyat shajar ki hai

Un Par darud jinko kasen be kasan kahe

Un Par salam jinko khabar be khabar ki hai

Jinn-o-bashar salam ko hazir hai assalam

Ye bargaah malike jinn-o-bashar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Shams-o-qamar salam ko hazir hai assalam

Khoobi unhin ki jut se shams-o-qamar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Sango shajar salam ko hazir hai assalam

Kalme se tar zaban darakht-o-hajar ki hai

Sab bahr-o-bar salam ko hazir hai assalam

Kamli unhi ke naam to har bahr-o-bar ki hai

Arz-o-asar salam ko hazir hai assalam

Maljan ye bargaah duaon asar ki hai

Shorida sar salam ko hazir hai assalam

Rahat unhin ke qadmon me shorida sar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Khasta jigar salam ko hazir hai assalam

Marham yahin ki khak to khasta jigar ki hai

Sab khushk-o-tar salam ko hazir hai assalam

Ye jalwah gah malike har khush-o-tar ki hai

Sab Karr-o-bar salam ko hazir hai assalam

Toti yahin to khak pe har karr-o-farki hai

Ahl-e-nazar salam ko hazir hai assalam

Ye gard hi to surma sab ahl-e-nazar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

 

Aya hai Bulawa Mujhe Dar Bar e Nabi Se lyrics in Urdu/Arabic (ایا ھے بلاوا مجھے)

 

Owais Raza Qadri is a very Famous naat  recite  have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Owais Raza Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:aya hai bulawa mujhe darbar e nabi se,

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se status,

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se,

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se naat,

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se naat by awais raza qadri,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se owais qadri,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se ringtone,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se lyrics,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se ahmed raza qadri

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *