Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Lyrics and Video (آیا ھے بلاوا)

Urdu Naat

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous Mehmood ul hassan Ashrafi. Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se-آیا ھے بلاوا Naat in Urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Naat Mehmood ul hassan Ashrafi tribute to The Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi sefor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Naat is recorded Live in mahfil with soft melodious voice of Mehmood ul hassan Ashrafi.

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se | Mehmood ul hassan Ashrafi  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu Naat  exclusively describes the Paigham saba layi hai yeh Gulzaar e Nabi se

Aaya hai bulawa mujhe Darbar e Nabi se

Har aah gaee arsh peh yeh aah ki qismat

Har ashk peh ik khuld he her ashk ki qimat and available Without duff. This Naat is praised with very soft With zikar. Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se is originally recited by Mehmood ul hassan Ashrafi and got fame but now it is available in voice of Mehmood ul hassan Ashrafi live in mahfil in 2020.

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se is Urdu Naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se lyrics in Roman/English

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi (saw) se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Har aah gayi arsh pe ye aah ki qismat

Har ashq pe ek khuld hai har ashq ki qeemat

Tohfa ye mila hai mujhe sarkar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Shukr-e-Khuda ke aaj ghadi us safar ki hai

Jis par nisaar jaan falah-o-zafar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Garmi hai tap hai dard hai kulfat safar ki hai

Na shukr ye tu dekh azimat kidhar ki hai

Lutten hain mare jaaten hain yun hi suna ke ye

Har bar bhi wo aman ke ghairat hazar ki hai

Hamko to apne saye me aaram hi se laye

Hile bahane walon ko ye raah dar ki hai

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Maah-e-Madeena apni tajalli ata kare

Ye dhalti chandni to pahar do pahar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Uske toofail haj bhi khuda ne kara diye

Asl-e-murad hazri us paak dar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Kaabe ka naam tak na liya taiba hi kaha

Poochha tha hamse jisne bhi nuhzat kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Un par darud jinko hajar tak karen salam

Un par salam jinko tahiyat shajar ki hai

Un Par darud jinko kasen be kasan kahe

Un Par salam jinko khabar be khabar ki hai

Jinn-o-bashar salam ko hazir hai assalam

Ye bargaah malike jinn-o-bashar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Shams-o-qamar salam ko hazir hai assalam

Khoobi unhin ki jut se shams-o-qamar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Sango shajar salam ko hazir hai assalam

Kalme se tar zaban darakht-o-hajar ki hai

Sab bahr-o-bar salam ko hazir hai assalam

Kamli unhi ke naam to har bahr-o-bar ki hai

Arz-o-asar salam ko hazir hai assalam

Maljan ye bargaah duaon asar ki hai

Shorida sar salam ko hazir hai assalam

Rahat unhin ke qadmon me shorida sar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Khasta jigar salam ko hazir hai assalam

Marham yahin ki khak to khasta jigar ki hai

Sab khushk-o-tar salam ko hazir hai assalam

Ye jalwah gah malike har khush-o-tar ki hai

Sab Karr-o-bar salam ko hazir hai assalam

Toti yahin to khak pe har karr-o-farki hai

Ahl-e-nazar salam ko hazir hai assalam

Ye gard hi to surma sab ahl-e-nazar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Bhaati nahin hamdam mujhe jannat ki jawani

Sunta nahin zahid se main hooron ki kahani

Ulfat hai mujhe saya-e-deeware Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Ye pyari pyari kyari khana baab ki

Sar jiske aab-o-taab se atish safar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Jannat me aake naar jaat nahin koi

 

Shukr-e-khuda naweed na to zafar ki hai

Ulfat hai mujhe saaya-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Momin hoon mominon pe rauqurraheem ho

Saail hoon saailon ko khushi lanazar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Jin jin muradon ke liye ahbab ne kaha

Peshe khabeer kya mujhe hajat qabar ki hai

Aa kuchh suna de ishq ke bolon me ae Raza

Mushtaq tab’a lazzaten sauzen jigar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Bhini suhani subh me thandhak jigar ki hai

Kaliyan khili thin ruh ki hawa ye kidhar ki

Ubti hui andar me ada kis sahar ki hai

Chubhti hui jigar me sada kis gajar ki hai

Dalen hari hari hain to balen bhari bhari

Kishten amal pari hai ye barish kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Ham jayen aur qadam se lipat kar haram kahen

Sounpa khuda ko tujh ko ye azmat safar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Ham gird-e-kaaba phirte the kal tak aur aaj wo

Ham par nisaar hai ye iradat kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Kalak jabeen ki sajdahe har se chhuraoge

Mujh ko bhi le chalo ye tamanna hajar ki hai

Dooba hua hai shouq me zam zam aur aankh se

Jhalen baras rahen ye hasrat kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

 

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se lyrics in Urdu/Arabic (آیا ھے بلاوا)

یغام صباء لائی ہے گلزار نبی ( سا ) سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ہر آہ گئی عرش پہ یہ آہ کی قسمت

ہر اَشْک پہ اک خلد ہے ہر اَشْک کی قیمت

تحفہ یہ ملا ہے مجھے سرکار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

شکر خدا كے آج گھڑی اس سفر کی ہے

جس پر نثار جان فاعلہ ظفر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

گرمی ہے ٹپ ہے دَرْد ہے کلفت سفر کی ہے

نا شکر یہ تو دیکھ عزیمت کدھر کی ہے

لوتتین ہیں مرے جاتین ہیں یوں ہی سنا كے یہ

ہر بار بھی وہ امن كے غیرت حضر کی ہے

ہم کو تو اپنے سائے میں آرام ہی سے لائے

ہیلے بہانے والوں کو یہ راہ دَر کی ہے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ماہ مدینہ اپنی تجلی‎‎ عطا کرے

یہ ڈھلتی چاندنی تو پہاڑ دو پہاڑ کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

اسکے توفایل حج بھی خدا نے کرا دیئے

اصل مراد حاضری اس پاک دَر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

کعبے کا نام تک نا لیا تائبہ ہی کہا

پوچھا تھا ہم سے جس نے بھی نوحزات کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ان پر درود جن کو ہجر تک کریں سلام

ان پر سلام جن کو تاحیات شجر کی ہے

ان پر درود جن کو کاسین بے کسان کہے

ان پر سلام جن کو خبر بے خبر کی ہے

جن بشر سلام کو حاضر ہے اسلام

یہ بارگاہ مالیکی جن بشر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

شمس کمر سلام کو حاضر ہے اسلام

خوبی انحین کی جٹ سے شمس کمر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

سانجو شجر سلام کو حاضر ہے اسلام

کلمے سے تر زبان درخت ہجر کی ہے

سب بھر بار سلام کو حاضر ہے اسلام

کملی انہی كے نام تو ہر بھر بار کی ہے

ارض اثر سلام کو حاضر ہے اسلام

مالجان یہ بارگاہ دعاؤں اثر کی ہے

شوریدہ سَر سلام کو حاضر ہے اسلام

راحت انحین كے قدموں میں شوریدہ سَر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

خستہ جگر سلام کو حاضر ہے اسلام

مرہم یہیں کی خاک تو خستہ جگر کی ہے

سب خشک تر سلام کو حاضر ہے اسلام

یہ جالواح گاہ مالیکی ہر خوش تر کی ہے

سب کر بار سلام کو حاضر ہے اسلام

طوطی یہیں تو خاک پہ ہر کر فارکی ہے

اہل نظر سلام کو حاضر ہے اسلام

یہ گرد ہی تو سرمہ سب اہل نظر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

بھاتی نہیں ہمدم مجھے جنت کی جوانی

سنتا نہیں زاہد سے میں ہوورون کی کہانی

الفت ہے مجھے سایہ دییواری نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

یہ پیاری پیاری کیاری كھانا باب کی

سَر جسکے آب تاب سے آتش سفر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

جنت میں آکے نار جات نہیں کوئی

شکر خدا ناویید نا تو ظفر کی ہے

الفت ہے مجھے سایہ نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

مومن ہوں مومنوں پہ راوقوراحییم ہو

سیل ہوں ساایلون کو خوشی لانازار کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

جن جن مرادوں كے لیے احباب نے کہا

پیشی خَبِیر کیا مجھے حاجت قبر کی ہے

آ کچھ سنا دے عشق كے بولوں میں اے رضا

مشتاق تب ’ آ لازاتین ساوزین جگر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

بھینی سہانی صبح میں تھاندحاک جگر کی ہے

کلیاں کھلی تھیں روح کی ہوا یہ کدھر کی

ابتی ہوئی اندر میں اڈا کس سحر کی ہے

چبھتی ہوئی جگر میں سدا کس گاجر کی ہے

ڈالیں ہاری ہاری ہیں تو بالیں بھری بھری

کیشتین عمل پری ہے یہ بارش کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ہَم جائیں اور قدم سے لپٹ کر حرام کہیں

سوونپا خدا کو تجھ کو یہ عظمت سفر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ہَم گرد کعبہ پھرتے تھے کل تک اور آج وہ

ہَم پر نثار ہے یہ اِرادَت کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

کالک جبیں کی ساجداحی ہر سے چحوراوجی

مجھ کو بھی لے چلو یہ تمنا ہجر کی ہے

ڈوبا ہوا ہے شوق میں زم زم اور آنکھ سے

جحالین برس رہیں یہ حسرت کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

 

Mehmood ul hassan Ashrafi is a very Famousnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Mehmood ul hassan Ashrafi always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:aaya hai bulawa mujhe darbare nabi se,

aaya hai bulawa mujhe darbare nabi se naat,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se lyrics,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se mp3,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se gazal,

gulzar nabi se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se imran abbas,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se lyrics in urdu,

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se naat,

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se naat by awais raza qadri,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se naat status,

naat aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se lyrics,

aaya hai bulawa mujhe darbar nabi se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *