Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se Lyrics and Video(آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے)

Owais Raza Qadri

Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous Owais Raza Qadri Sb. Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se-آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے naat in urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this naat Owais Raza Qadri Sb tribute to The Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Sefor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This naat is recorded recoded in studio with soft melodious voice of Owais Raza Qadri Sb.

Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se | Owais Raza Qadri Sb  | urdu Lyrics & Video

This urdu naat  exclusively describes the Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se and available without duff. This naat is praised with very josh with zikar. Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se is originally recited by Owais Raza Qadri Sb and got fame but now it is available in voice of Owais Raza Qadri Sb .

Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se is urdu naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se lyrics in Roman/English

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi (saw) se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Har aah gayi arsh pe ye aah ki qismat

Har ashq pe ek khuld hai har ashq ki qeemat

Tohfa ye mila hai mujhe sarkar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Shukr-e-Khuda ke aaj ghadi us safar ki hai

Jis par nisaar jaan falah-o-zafar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Garmi hai tap hai dard hai kulfat safar ki hai

Na shukr ye tu dekh azimat kidhar ki hai

Lutten hain mare jaaten hain yun hi suna ke ye

Har bar bhi wo aman ke ghairat hazar ki hai

Hamko to apne saye me aaram hi se laye

Hile bahane walon ko ye raah dar ki hai

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Maah-e-Madeena apni tajalli ata kare

Ye dhalti chandni to pahar do pahar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Uske toofail haj bhi khuda ne kara diye

Asl-e-murad hazri us paak dar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Kaabe ka naam tak na liya taiba hi kaha

Poochha tha hamse jisne bhi nuhzat kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Un par darud jinko hajar tak karen salam

Un par salam jinko tahiyat shajar ki hai

Un Par darud jinko kasen be kasan kahe

Un Par salam jinko khabar be khabar ki hai

Jinn-o-bashar salam ko hazir hai assalam

Ye bargaah malike jinn-o-bashar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Shams-o-qamar salam ko hazir hai assalam

Khoobi unhin ki jut se shams-o-qamar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Sango shajar salam ko hazir hai assalam

Kalme se tar zaban darakht-o-hajar ki hai

Sab bahr-o-bar salam ko hazir hai assalam

Kamli unhi ke naam to har bahr-o-bar ki hai

Arz-o-asar salam ko hazir hai assalam

Maljan ye bargaah duaon asar ki hai

Shorida sar salam ko hazir hai assalam

Rahat unhin ke qadmon me shorida sar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Khasta jigar salam ko hazir hai assalam

Marham yahin ki khak to khasta jigar ki hai

Sab khushk-o-tar salam ko hazir hai assalam

Ye jalwah gah malike har khush-o-tar ki hai

Sab Karr-o-bar salam ko hazir hai assalam

Toti yahin to khak pe har karr-o-farki hai

Ahl-e-nazar salam ko hazir hai assalam

Ye gard hi to surma sab ahl-e-nazar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Bhaati nahin hamdam mujhe jannat ki jawani

Sunta nahin zahid se main hooron ki kahani

Ulfat hai mujhe saya-e-deeware Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Ye pyari pyari kyari khana baab ki

Sar jiske aab-o-taab se atish safar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Jannat me aake naar jaat nahin koi

Shukr-e-khuda naweed na to zafar ki hai

Ulfat hai mujhe saaya-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Momin hoon mominon pe rauqurraheem ho

Saail hoon saailon ko khushi lanazar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Jin jin muradon ke liye ahbab ne kaha

Peshe khabeer kya mujhe hajat qabar ki hai

Aa kuchh suna de ishq ke bolon me ae Raza

Mushtaq tab’a lazzaten sauzen jigar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Bhini suhani subh me thandhak jigar ki hai

Kaliyan khili thin ruh ki hawa ye kidhar ki

Ubti hui andar me ada kis sahar ki hai

Chubhti hui jigar me sada kis gajar ki hai

Dalen hari hari hain to balen bhari bhari

Kishten amal pari hai ye barish kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Ham jayen aur qadam se lipat kar haram kahen

Sounpa khuda ko tujh ko ye azmat safar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Ham gird-e-kaaba phirte the kal tak aur aaj wo

Ham par nisaar hai ye iradat kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Kalak jabeen ki sajdahe har se chhuraoge

Mujh ko bhi le chalo ye tamanna hajar ki hai

Dooba hua hai shouq me zam zam aur aankh se

Jhalen baras rahen ye hasrat kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Farsa ke jane walon pe gauhar karoon nisaar

Abre karam se arz ye mizab-e-zar ki hai

Aaghosh shouq kholenge jinke liye hakeem

Wo phir ke dekhten nahin ye dhun kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi (saw) se

Haan haan rahe madeena hai ghafil zara to jaag

O paaon rakhne wale ye jaa chashm-o-sar ki hai

Waaroon qadam qadam ye har dam hai jaan lo

Ye rahe jaan fiza mere maula kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Har aah gayi arsh pe ye aah ki qismat

Har ashq pe ek khuld hai har ashq ki qeemat

Tohfa ye mila hai mujhe sarkar-e-Nabi (saw) se

Ghadiyan gini hain barson ki ye shubh ghadi phiri

Mar mar ke phir ye sil mere seene se sar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Allahu akbar apne qadam our ye khak-e-paak

Hasrat malaaika ko jahan wazhe sar ki hai

Miraj ka sama hai kahan pahunche zahiron

Kursi se unchi kursi isi paak dar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Sauden ka qiran hai pahlu maah me

Jhurmut ki qataren tajalli qamar ki hai

Mahboob-e-rabb-e-arsh hai is sabz khubb me

Pahlu me jalwa gah atiq-o-umar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Chhaye malaaika ne lagatar hai darud

Badle hain pahre badle me barish turar ki hai

Sattar hazar subh hain sattar hazar shaam

Kyun bandagi ye zulfon aathon pahar ki hai

Jo ek baar aye dobara na ayenge

Rukhsat ki bargah se bas is qadar ki hai

Tadpa kare badal ke phir aana kahan naseeb

Be hukm kab majal parinde ko par ki hai

Ae wahe bekasi ye tamnna ke ab ummeed

Din ko na shaam ki hai na shab ko sahar ki hai

Ye badliyan na ho to caroron ki aas jaye

Our bargah marhamaten aam tar ki hai

Mahsoom to hai umr me sirf ek bar bar

aasi pare rahe to salakh umr bhar ki hai

Zinda rahe to hazri-e-bargah naseeb

Mar jayen to hayat-e-abad aish ghar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Kyun tajdaron khawab me dekhi kabhi ye shae

Jo aaj jholiyon me gadayan-e-dar ki hai

Taiba me mar ke thandhe chale jaao aankhen band

Seedhi sadak ye shahar shafaat nagar ki hai

Aasi bhi hai chaheete ye taiba hai zahidon

Makka nahi ke jaanch jahan khair-o-shar ki hai

Kaaba hai bashatan arjumanaara dulhan magar

Saari bahar dulhan-o-dulha ke ghar ki hai

Kaaba dulhan hai turbate athar nahi dulhan

Ye rashke aftab hai ho ghairat qamar ki hai

Dono bani sajeeli ya neeli bani magar

Jo pi ke paas hai wo suhagan kawer ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Itna ajab bulandi ye jannat pe kis liye

Dekha nahi ke bheekh ye kis unche ghar ki hai

Arsh-e-bari pe kyun na ho firdous ka dimag

Utri hui shabih tere baam-o-dar ki hai

Wo khund jisme utregi abrar ki barat

Adna nichhwar usme mere dulha ki sar ki hai

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Uff behayaiyan ke ye muh aur tere huzoor

Haan tu kareem hai teri khu dar guzar ki hai

Tujh se chhupaun muh to karun kiske samne

Kya aur bhi kisi se tawaqqo nazar ki hai

Jaaun kahan pukarun kise kis ka muh taku

Kya pursi shor jaan bhi sage behunar ki hai

Uff behayaiyan ke ye muh aur tere huzoor

Haan tu kareem hai teri khu dar guzar ki hai

Tujh se chhupaun muh to karun kiske samne

Kya aur bhi kisi se tawaqqo nazar ki hai

Jaaun kahan pukarun kise kis ka muh taku

Kya pursi shor jaan bhi sage behunar ki hai

Mujrim bulaye aaye hain jaan ho gaye goaab

Phir rag ye sham kareemo ke dar ki hai

Sarkar ham gawaaron me tarze adab kahan

Ham ko to bas tameez yehi bheekh bhar ki hai

Labwahe aankhe band hai phaili hai jholiyan

Kitne maze ki bheekh tere paak dar ki hai

Mangenge mange jayenge muh payi payenge

Sarkar me na na hai na hajat agar ki hai

Mangta ka haath uthte hi data ki den thi

Doori qubool-o-arz me bas haath bhar ki hai

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Jannat na de teri ruyyat ko khair se

Is gul ke aage kisko hawas bar ghour ki hai

Sharbat na de to kare baat lutf se

Ye shahad ho to phir kise parwah shakkar ki hai

Sanki wo dekh bad shafaat ki de hawa

Ye aabroo raza tere daman-e-dar ki hai

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

 

Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se lyrics in Urdu/Arabic (آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے)

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی ( سا ) سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ہر آہ گئی عرش پہ یہ آہ کی قسمت

ہر اشک پہ اک خلد ہے ہر اشک کی قیمت

تحفہ یہ ملا ہے مجھے سرکار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

شکر خدا كے آج گھڑی اس سفر کی ہے

جس پر نثار جان فاعلہ ظفر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

گرمی ہے ٹپ ہے درد ہے کلفت سفر کی ہے

نا شکر یہ تو دیکھ عزیمت کدھر کی ہے

لوتتین ہیں مرے جاتین ہیں یوں ہی سنا كے یہ

ہر بار بھی وہ امن كے غیرت ہزار کی ہے

ہم کو تو اپنے سائے میں آرام ہی سے لائے

ہیلے بہانے والوں کو یہ راہ دَر کی ہے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ماہ مدینہ اپنی تجلی‎‎ عطا کرے

یہ ڈھلتی چاندنی تو پہاڑ دو پہاڑ کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

اسکے توفایل حج بھی خدا نے کرا دیئے

اصل مراد حاضری اس پاک دَر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

کعبے کا نام تک نا لیا تائبہ ہی کہا

پوچھا تھا ہم سے جس نے بھی نوحزات کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ان پر درود جن کو ہجر تک کریں سلام

ان پر سلام جن کو تاحیات شجر کی ہے

ان پر درود جن کو کاسین بے کسان کہے

ان پر سلام جن کو خبر بے خبر کی ہے

جن بشر سلام کو حاضر ہے اسلام

یہ بارگاہ مالیکی جن بشر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

شمس کمر سلام کو حاضر ہے اسلام

خوبی انحین کی جٹ سے شمس کمر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

سانجو شجر سلام کو حاضر ہے اسلام

کلمے سے تر زبان درخت ہجر کی ہے

سب بھر بار سلام کو حاضر ہے اسلام

کملی انہی كے نام تو ہر بھر بار کی ہے

عرض اثر سلام کو حاضر ہے اسلام

مالجان یہ بارگاہ دعاؤں اثر کی ہے

شوریدہ سَر سلام کو حاضر ہے اسلام

راحت انحین كے قدموں میں شوریدہ سَر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

خستہ جگر سلام کو حاضر ہے اسلام

مرہم یہیں کی خاک تو خستہ جگر کی ہے

سب خشک تر سلام کو حاضر ہے اسلام

یہ جالواح گاہ مالیکی ہر خوش تر کی ہے

سب کر بار سلام کو حاضر ہے اسلام

طوطی یہیں تو خاک پہ ہر کر فارکی ہے

اہل نظر سلام کو حاضر ہے اسلام

یہ گرد ہی تو سرمہ سب اہل نظر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

بھاتی نہیں ہمدم مجھے جنت کی جوانی

سنتا نہیں زاہد سے میں ہوورون کی کہانی

الفت ہے مجھے سایہ دییواری نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

یہ پیاری پیاری کیاری كھانا باب کی

سَر جسکے آب تاب سے آتش سفر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

جنت میں آکے نار جات نہیں کوئی

شکر خدا ناویید نا تو ظفر کی ہے

الفت ہے مجھے سایہ نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

مومن ہوں مومنوں پہ راوقوراحییم ہو

سیل ہوں ساایلون کو خوشی لانازار کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

جن جن مرادوں كے لیے احباب نے کہا

پیشی خَبِیر کیا مجھے حاجت قبر کی ہے

آ کچھ سنا دے عشق كے بولوں میں اے رضا

مشتاق تب ’ آ لازاتین ساوزین جگر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

بھینی سہانی صبح میں تھاندحاک جگر کی ہے

کلیاں کھلی تھیں روح کی ہوا یہ کدھر کی

ابتی ہوئی اندر میں ادا کس سحر کی ہے

چبھتی ہوئی جگر میں سدا کس گاجر کی ہے

ڈالیں ہاری ہاری ہیں تو بالیں بھری بھری

کیشتین عمل پری ہے یہ بارش کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ہَم جائیں اور قدم سے لپٹ کر حرام کہیں

سوونپا خدا کو تجھ کو یہ عظمت سفر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ہَم گرد کعبہ پھرتے تھے کل تک اور آج وہ

ہَم پر نثار ہے یہ اِرادَت کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

کالک جبیں کی ساجداحی ہر سے چحوراوجی

مجھ کو بھی لے چلو یہ تمنا ہجر کی ہے

ڈوبا ہوا ہے شوق میں زم زم اور آنکھ سے

جحالین برس رہیں یہ حسرت کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

فارسہ كے جانے والوں پہ گوہر کروں نثار

ابرِ کرم سے عرض یہ میزاب زَر کی ہے

آغوش شوق کھولینگے جنکے لیے حکیم

وہ پِھر كے دیختین نہیں یہ دھن کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی ( سا ) سے

ہاں ہاں رہے مدینہ ہے غافل ذرا تو جاگ

و پاؤں رکھنے والے یہ جا چشم سَر کی ہے

واروں قدم قدم یہ ہر دم ہے جان لو

یہ رہے جان فضا میرے مولا کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ہر آہ گئی عرش پہ یہ آہ کی قسمت

ہر اشک پہ اک خلد ہے ہر اشک کی قیمت

تحفہ یہ ملا ہے مجھے سرکار نبی ( سا ) سے

گھادیان جینی ہیں برسوں کی یہ شبھ گھڑی پھری

مر مر كے پِھر یہ سل میرے سینے سے سَر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

اللہ اکبر اپنے قدم اور یہ خاک پاک

حسرت مالاایکا کو جہاں واضح سَر کی ہے

معراج کا سماں ہے کہاں پہنچے زاحیرون

کرسی سے اونچی کرسی اسی پاک دَر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ساودین کا کرن ہے پہلو ماہ میں

جحورموت کی قاتارین تجلی‎‎ کمر کی ہے

محبوب رب عرش ہے اِس سبز خوبب میں

پہلو میں جلوہ گاہ عاتك عمر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

چھائے مالاایکا نے لگاتار ہے درود

بدلے ہیں پہری بدلے میں بارش تورار کی ہے

ستر ہزار صبح ہیں ستر ہزار شام

کیوں بندگی یہ زلفوں آٹھوں پہاڑ کی ہے

جو اک بار آئے دوبارہ نا آئینگے

رخصت کی بارگاہ سے بس اِس قدر کی ہے

تڑپا کرے بَدَل كے پِھر آنا کہاں نصیب

بے حکم کب مجال پرندے کو پر کی ہے

اے واہے بے کسی یہ تمنا كے اب امید

دن کو نا شام کی ہے نا شب کو سحر کی ہے

یہ بدلیاں نا ہو تو کارورون کی آس جائے

اور بارگاہ مرحاماتین عام تر کی ہے

محسوم تو ہے عمر میں صرف اک بار بار

ایسی پرے رہے تو سلاخ عمر بھر کی ہے

زندہ رہے تو حاضری بارگاہ نصیب

مر جائیں تو حیات آباد عیش گھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

کیوں تاجدارون خواب میں دیکھی کبھی یہ شای

جو آج جحولیون میں جادایان دَر کی ہے

تائبہ میں مر كے تھاندحی چلے جاؤ آنکھیں بند

سیدھی سڑک یہ شہر شفاعت نگر کی ہے

ایسی بھی ہے چاحییتی یہ تائبہ ہے زاہدوں

مکہ نہیں كے جانچ جہاں خیر شر کی ہے

کعبہ ہے باشاتان ارجومانارا دلہن مگر

ساری باہر دلہن دلہا كے گھر کی ہے

کعبہ دلہن ہے تورباتی اٹھار نہیں دلہن

یہ رشکِ آفتاب ہے ہو غیرت کمر کی ہے

دونوں بنی ساجییلی یا نیلی بنی مگر

جو پی كے پاس ہے وہ سہاگن کاویر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

اتنا عجب بلندی یہ جنت پہ کس لیے

دیکھا نہیں كے بحییخ یہ کس اُونچے گھر کی ہے

عرش بڑی پہ کیوں نا ہو فردوس کا دماغ

اتری ہوئی شبیہہ تیرے بام دَر کی ہے

وہ خوند جس میں اتریجی اَبْرار کی بارات

ادنہ نیچحوار اس میں میرے دلہا کی سَر کی ہے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

اُف بیحایایان كے یہ منہ اور تیرے حضور

ہاں تو کریم ہے تیری خو دَر گزر کی ہے

تجھ سے چحوپاون منہ تو کروں کس کے سامنے

کیا اور بھی کسی سے توقع نظر کی ہے

جاؤں کہاں پکاروں کسی کس کا منہ تاکو

کیا پرسی شور جان بھی سگے بے ہنر کی ہے

اُف بیحایایان كے یہ منہ اور تیرے حضور

ہاں تو کریم ہے تیری خو دَر گزر کی ہے

تجھ سے چحوپاون منہ تو کروں کس کے سامنے

کیا اور بھی کسی سے توقع نظر کی ہے

جاؤں کہاں پکاروں کسی کس کا منہ تاکو

کیا پرسی شور جان بھی سگے بے ہنر کی ہے

مجرم بلائے آئے ہیں جان ہو گئے جوااب

پِھر رگ یہ شام کاریمو كے دَر کی ہے

سرکار ہَم جاوارون میں تارزی ادب کہاں

ہَم کو تو بس تمیز یہی بحییخ بھر کی ہے

لابواحی آنکھیں بند ہے پھیلی ہے جحولیان

کتنے مزے کی بحییخ تیرے پاک دَر کی ہے

مانگیں گے مانگے جائینگے منہ پائی پائینگے

سرکار میں نا نا ہے نا حاجت اگر کی ہے

مانگتا کا ہاتھ اٹھتے ہی داتا کی دیں تھی

دوری قبول عرض میں بس ہاتھ بھر کی ہے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

جنت نا دے تیری روییات کو خیر سے

اِس گل كے آگے کس کو ہوس بار غور کی ہے

شربت نا دے تو کرے بات لطف سے

یہ شہد ہو تو پِھر کسی پرواہ شکار کی ہے

سنکی وہ دیکھ بعد شفاعت کی دے ہوا

یہ آبْرُو رضا تیرے دامن دَر کی ہے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

 

Owais Raza Qadri Sb is a very Famousnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Owais Raza Qadri Sb always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se lyrics in urdu

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se veena malik

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se naat

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se mp3 download

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se ahmed raza

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se by nayyara noor

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se shamshad begum

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se aaya hai bulawa mujhe darbar

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se mp3

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se lyrics

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se download

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se darbar nabi se

naat aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se darbar-e-nabi se

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se free download

gulzar nabi se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se

naat aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se lyrics

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi lyrics

lyrics of aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se naat sharif

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se owais qadri

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se ringtone download

aaya hai bulawa mujhe darbare nabi se

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se video

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se written

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se youtube

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *