Aya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se Lyrics and Video (آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے)

Urdu Naat

Aya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous Muhammad Tahir Qadri. Aya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se-آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے Naat in Urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Aya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Naat Muhammad Tahir Qadri tribute to The Aya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Sefor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Naat is recorded live  Eagle Stereo in mehfil with soft melodious voice of Muhammad Tahir Qadri.

Aya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se | Muhammad Tahir Qadri  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu Naat  exclusively describes the Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Har aah gayi arsh pe ye aah ki qismat

Har ashq pe ek khuld hai har ashq ki qeema and available without duff. This Naat is praised with very Josh with ziker. Aya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se is originally recited by Muhammad Tahir Qadri and got fame but now it is available in voice of Muhammad Tahir Qadri live in mehfil in 2020.

Aya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se is Urdu Naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Aya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se lyrics in Roman/English

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi (saw) se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Har aah gayi arsh pe ye aah ki qismat

Har ashq pe ek khuld hai har ashq ki qeemat

Tohfa ye mila hai mujhe sarkar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Shukr-e-Khuda ke aaj ghadi us safar ki hai

Jis par nisaar jaan falah-o-zafar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Garmi hai tap hai dard hai kulfat safar ki hai

Na shukr ye tu dekh azimat kidhar ki hai

Lutten hain mare jaaten hain yun hi suna ke ye

Har bar bhi wo aman ke ghairat hazar ki hai

Hamko to apne saye me aaram hi se laye

Hile bahane walon ko ye raah dar ki hai

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Maah-e-Madeena apni tajalli ata kare

Ye dhalti chandni to pahar do pahar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Uske toofail haj bhi khuda ne kara diye

Asl-e-murad hazri us paak dar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Kaabe ka naam tak na liya taiba hi kaha

Poochha tha hamse jisne bhi nuhzat kidhar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Un par darud jinko hajar tak karen salam

Un par salam jinko tahiyat shajar ki hai

Un Par darud jinko kasen be kasan kahe

Un Par salam jinko khabar be khabar ki hai

Jinn-o-bashar salam ko hazir hai assalam

Ye bargaah malike jinn-o-bashar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Shams-o-qamar salam ko hazir hai assalam

Khoobi unhin ki jut se shams-o-qamar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Sango shajar salam ko hazir hai assalam

Kalme se tar zaban darakht-o-hajar ki hai

Sab bahr-o-bar salam ko hazir hai assalam

Kamli unhi ke naam to har bahr-o-bar ki hai

Arz-o-asar salam ko hazir hai assalam

Maljan ye bargaah duaon asar ki hai

Shorida sar salam ko hazir hai assalam

Rahat unhin ke qadmon me shorida sar ki hai

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se

Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Khasta jigar salam ko hazir hai assalam

Marham yahin ki khak to khasta jigar ki hai

 

Aya Hai Bulawa Mujhe Darbar e Nabi Se lyrics in Urdu/Arabic (آیا ھے بلاوا)

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ہر آہ گئی عرش پہ یہ آہ کی قسمت

ہر اَشْک پہ اک خلد ہے ہر اَشْک کی قیمت

تحفہ یہ ملا ہے مجھے سرکار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

شکر خدا كے آج گھڑی اس سفر کی ہے

جس پر نثار جان فاعلہ ظفر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

گرمی ہے ٹپ ہے دَرْد ہے کلفت سفر کی ہے

نا شکر یہ تو دیکھ عزیمت کدھر کی ہے

لوتتین ہیں مرے جاتین ہیں یوں ہی سنا كے یہ

ہر بار بھی وہ امن كے غیرت حضر کی ہے

ہم کو تو اپنے سائے میں آرام ہی سے لائے

ہیلے بہانے والوں کو یہ راہ دَر کی ہے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ماہ مدینہ اپنی تجلی‎‎ عطا کرے

یہ ڈھلتی چاندنی تو پہاڑ دو پہاڑ کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

اسکے توفایل حج بھی خدا نے کرا دیئے

اصل مراد حاضری اس پاک دَر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

کعبے کا نام تک نا لیا تائبہ ہی کہا

پوچھا تھا ہم سے جس نے بھی نوحزات کدھر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ان پر درود جن کو ہجر تک کریں سلام

ان پر سلام جن کو تاحیات شجر کی ہے

ان پر درود جن کو کاسین بے کسان کہے

ان پر سلام جن کو خبر بے خبر کی ہے

جن بشر سلام کو حاضر ہے اسلام

یہ بارگاہ مالیکی جن بشر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

شمس کمر سلام کو حاضر ہے اسلام

خوبی انحین کی جٹ سے شمس کمر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

سانجو شجر سلام کو حاضر ہے اسلام

کلمے سے تر زبان درخت ہجر کی ہے

سب بھر بار سلام کو حاضر ہے اسلام

کملی انہی كے نام تو ہر بھر بار کی ہے

ارض اثر سلام کو حاضر ہے اسلام

مالجان یہ بارگاہ دعاؤں اثر کی ہے

شوریدہ سَر سلام کو حاضر ہے اسلام

راحت انحین كے قدموں میں شوریدہ سَر کی ہے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

خستہ جگر سلام کو حاضر ہے اسلام

مرہم یہیں کی خاک تو خستہ جگر کی ہے

 

Muhammad Tahir Qadri is a very Famousnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Muhammad Tahir Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se,

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se naat,

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se naat by awais raza qadri,

aaya hai bulawa mujhe darbar e nabi se status,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se mp3,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se lyrics,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se ringtone,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se whatsapp status,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se ahmed raza qadri,

naat aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se,

aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se veena malik,

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

 

Leave a Reply