Dekhne Ko Ya Muhammad Yoon To Kya Dekha Nahi Lyrics and Video (دیکھنے کو یا محمد یوں تو کیا دیکھا نہیں)

Urdu Naat

Dekhne Ko Ya Muhammad Yoon To Kya Dekha Nahi with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous Zohaib Ashrafi. Dekhne Ko Ya Muhammad Yoon To Kya Dekha Nahi-دیکھنے کو یا محمد یوں تو کیا دیکھا نہیں naat in urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Dekhne Ko Ya Muhammad Yoon To Kya Dekha Nahi are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this naat Zohaib Ashrafi tribute to The Dekhne Ko Ya Muhammad Yoon To Kya Dekha Nahifor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This naat is recorded AL-Ghosia production at mehfil with soft melodious voice of Zohaib Ashrafi.

Dekhne Ko Ya Muhammad Yoon To Kya Dekha Nahi | Zohaib Ashrafi  | urdu Lyrics & Video

This urdu naat  exclusively describes the is naat ma shayir apny habeeb k shan bayan kr rha ha and available without duff. This naat is praised with very soft with zikr. Dekhne Ko Ya Muhammad Yoon To Kya Dekha Nahi is originally recited by Zohaib Ashrafi and got fame but now it is available in voice of Zohaib Ashrafi AL-Ghosia production.

Dekhne Ko Ya Muhammad Yoon To Kya Dekha Nahi is urdu naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Dekhne Ko Ya Muhammad Yoon To Kya Dekha Nahi lyrics in Roman/English

Tazeem se leta hai khuda naam e muhammad

Kya naam hai e salle allah naam e muhammad

Allah kare uspe haraam aatishe do zakh

Jis shakhs ke ho dil pe likha naam e muhammad

Jis dil mein muhammad ki muhabbat nahi hoti

Us par kabhi allah ki rehmat nahi hoti

Mere ye aqeeda hai agar zikr khuda mein

Ye naam na shaamil hoibaadat nahi hoti

Khuda ka noor tujh mein hoo ba hoo hai

Khuda pinha roo ba roo hai

Teri azmat ka andaaza ho kisko

Khuda hai aur khuda ke baad tu hai

Dekhne ko ya muhammad yun to kya dekha nahi

Haan magar mehboob koi aap sa dekha nahi

Rasool aur bhi aaye zamaane mein lekin

Koi aap sa dekha nahi

Tumhara saani rasaalat mein aab ho na saka

Tumhara kahin bhi koi jawaab ho na saka

Rasool aur bhi aaye jahaan mein lekin

Koi bhi sahib e ummul ki taab ho na saka

Jisne dekhe nain matwale tere

Maston mein khud wo na ho to kya kare

Ik nazar jo dekh le kehta phire

Har har kundal kundal utte

Aashiq da dil dole

Husn tere di sifat ke aakhan

Kaafir kalma bole

Phire zamane mein chaar janib

Nigar e yakta tumhi ko dekha

Yun to isa bhi hain musa bhi hain yusuf bhi magar

Tumsa tumhi ko dekha

Dekha bahut nigah e talab ko mila nahi

Tumse tumhi ho tumsa koi doosra nahi

Haseen dekhe jameel dekhe

Par ek tumsa tumhi ko dekha

Roya shab e hijra mein nahut ashq bahaaya

itne mein musavvir ko zara reham jo aaya

nakshe kayin tasveeron ke wo saamne laaya

bola ke ye yusuf hain ye isa hain ye musa

maine kaha inmein se kisi par nahin shaida

jab saamne laaya wo shabihe shaah e waala

besaakhta us waqt zubaan se meri nikla

mukh chand badar shah shaani e

maththe chamke laat noorani e

kali zulf te ankh mastaani e

makhbool ankhi in mad bhariyan

teri soorat nu main jaan aakhan

jaan aage jaan jahaan akhan

sach aakhan te rabb di shaan aakhan

jis shaan ton shaanan sab baniyan

subhanallah mah aasan ka mah akmal ka

kithe mehar ali kithe teri sana

gustaakh ankhi kithe jaa lariyan

ik se ik badhkar haseen dekhe magar ya mustafa

tumse badhkar husn wala doosra dekha nahi

meem ka parda utha kar wo nigah e shauk se

mustafa ko dekh le jisne khuda dekha nahi

 

 

Dekhne Ko Ya Muhammad Yoon To Kya Dekha Nahi lyrics in Urdu/Arabic (دیکھنے کو یا محمد یوں تو کیا دیکھا نہیں)

 

تعظیم سے لیتا ہے خدا نام محمد

کیا نام ہے صلی اللہ نام محمد

اللہ کرے اُس پے حرام آتشی دو زاخ

جس شخص كے ہو دِل پہ لکھا نام محمد

جس دِل میں محمد کی محبت نہیں ہوتی

اس پر کبھی اللہ کی رحمت نہیں ہوتی

میرے یہ عقیدہ ہے اگر ذکر خدا میں

یہ نام نا شامل ہویباادات نہیں ہوتی

خدا کا نور تجھ میں ہوں با ہوں ہے

خدا پنہاں رُو با رُو ہے

تیری عظمت کا انداذہ ہو کس کو

خدا ہے اور خدا كے بَعْد تو ہے

دیکھنے کو یا محمد یوں تو کیا دیکھا نہیں

ہاں مگر محبوب کوئی آپ سا دیکھا نہیں

رسول اور بھی آئے زمانے میں لیکن

کوئی آپ سا دیکھا نہیں

تمہارا ثانی راساالت میں آب ہو نا سکا

تمہارا کہیں بھی کوئی جواب ہو نا سکا

رسول اور بھی آئے جہاں میں لیکن

کوئی بھی صاحب وممول کی تاب ہو نا سکا

جس نے دیکھے نین ماتوالی تیرے

ماستون میں خود وہ نا ہو تو کیا کرے

اک نظر جو دیکھ لے کہتا پھری

ہر ہر کنڈل کنڈل اٹھی

عاشق دا دِل ڈول

حُسْن تیرے ڈی صفات كے اکھاں

کافر کلمہ بولے

پھری زمانے میں چھاڑ جانب

نگار یكتا تمہی کو دیکھا

یوں تو ایسا بھی ہیں موسی بھی ہیں یوسف بھی مگر

تم سا تمہی کو دیکھا

دیکھا بہت نگاہ طلب کو ملا نہیں

تم سے تمہی ہو تم سا کوئی دوسرا نہیں

حَسِین دیکھے جمیل دیکھے

پر اک تم سا تمہی کو دیکھا

رویا شب ہجرا میں ناحوت اشک بہایا

اتنے میں مسایر کو ذرا رحم جو آیا

ناکشی کایین تصویروں كے وہ سامنے لایا

بولا كے یہ یوسف ہیں یہ ایسا ہیں یہ موسی

میں نے کہا ان میں سے کسی پر نہیں شیدا

جب سامنے لایا وہ شابیحی شاہ والا

بے ساختہ اس وقت زبان سے میری نکلا

مکھ چند بدر شاہ شانی

ماتحتحی چمکے لات نورانی

کالی زلف طے آنکھ ماستانی

مکھبول انخی ان مد بحاریان

تیری صورت نوں میں جان اکھاں

جان آگے جان جہاں اکھن

سچ اکھاں طے رب ڈی شان اکھاں

جس شان توں شاانان سب بنیان

سبحان اللہ ماہ آسان کا ماہ اکمل کا

کہتی مہر الی کہتی تیری ثناء

گستاخ انخی کہتی جا اریان

اک سے اک بڑھ کر حَسِین دیکھے مگر یا مصطفی

تم سے بڑھ کر حُسْن والا دوسرا دیکھا نہیں

میم کا پردہ اٹھا کر وہ نگاہ شوق سے

مصطفی کو دیکھ لے جس نے خدا دیکھا نہیں

 

 

Zohaib Ashrafi is a very famousnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Zohaib Ashrafi always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:dekhne ko ya muhammad yun to kya dekha nahi

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *