Huzoor Jante Hai naat lyrics & videos {حضور جانتےھیں}

Urdu Naat

Huzoor Jante Hai with Lyrics and Video in Urdu  got  fame with voice of famous Owais Raza Qadri. Huzoor Jante Hai-حضور جانتے ھیںNaat in Urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Huzoor Jante Hai are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Naat  Owais Raza Qadri tribute to The The Holy prophet muhammad (P.B.U.H) for  the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Naat is recorded in studio with soft melodious voice of Owais Raza Qadri.

Huzoor Jante Hai | Owais Raza Qadri  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu Naat is exclusively describes the hazoor janty he wo dilo sy b zeada qreeb he and available with out duff. This Naat  is praised with very SoftWithout Zikar. Huzoor Jante Haiis originally recited by Owais Raza Qadri and got fame but now it is available in voice of Owais Raza Qadrisafa islamic.

Huzoor Jante Hai is  Urdu Naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi  language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Huzoor Jante Hai lyrics in Roman/English

Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzur Jante Hen

Teri Ata Se Khudea Huzur Jante Hen

 

Khuda Ko Dekha Nahi Aur Eik Man Liya

Ke Jante The Sahaba Huzur Jante Hein

 

Munafiqoon Ka Aqeeda Woh Gaibdan Nahi

Aur Sahabiyoon Ka Aqeeda Huzur Jante Hen

 

Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Naat Lyrics

Aie Ilm E Ghaib Ke Munkir Khuda Ko Dekha Hai

Aur Tujhe Bhi Kehna Padega Huzur Jante Hen

 

Khabar Bhi Hai? Ke Khabar Sabki Hai Unhein Kab Se

Ke Jab Na Ab Tha Na Kab Tha Huzur Jante Hen

 

Kai Unke Hath Mein Kya Kya Tujhe Khabar Na Mujhe

Khuda Ne Kitna Nawaza Huzur Jante Hen

 

Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzur Jante Hen Naat Lyrics

Woh Mominoon Ki To Janoon Se Bhi Kareeb Huye

Kahan Se Kisne Pukara Huzur Jante Hen

 

Isiliye To Sulea Hai Apne Pehlu Mein

Ke Yar E Ghar Ka Rutba Huzur Jante Hen

 

Umar Ne Tan Se Juda Kar Diya Tha Sar Jis Ka

Woh Apna Hai Ke Parea Huzur Jante Hen

 

Nabi Ka Faisla Na Man Kar Woh Jan Se Gaye

Mizaj Umar Ka Hai Kaisa Huzur Jante Hen

 

Wohi Hai Paikare Sharmo Hayao Zul Nuraian

Maqam Unki Hea Ka Huzur Jante Hen

Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzur Jante Hen Naat Lyrics

Hen Jiske Moula Huzur Uske Hen Ali Moula

Abu Turab Ka Rutba Huzur Jante Hen

 

Yeh Khud Shaheed Hen Bete Nawase Pote Shaheed

Ali Ki Shan E Yagana Huzur Jante Hen

 

Main Unki Bat Karoon Yeh Nahi Meri Auqat

Ke Shan E Fatma Zahra Huzur Jante Hen

 

Jina Mein Kaun Hen Sardar Nojawanon Ke

Hasan Hussain Ke Nana Huzur Jante Hen

 

Malaika Ne Kiya Youn To Sajda Adam Ko

Dar Asal Kis Ko Tha Sajda Huzur Jante Hen

 

Kahan Marein Ge Abu Jahal O Utba O Sheiba

Ke Jang E Badr Ka Naqsha Huzur Jante Hen

 

Woh Kitna Fasla Tha Aur Kalam Tha Kaisa

Ao Adna Aur Ma Aoha Huzur Jante Hen

 

Mile The Rah Me 9 Bar Kis Liye Musa

Yeh Deed E Haq Ka Bahana Huzur Jante Hen

 

Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzur Jante Hen Naat Lyrics

Me Chup Khara Hoon Mawaja Pe Sar Jhuki Huye

Sunaon Kaise Fasana Huzur Jante Hen

 

Chupa Rahe Hai Lagatar Mere Aiyboon Ko

Main Kis Qadar Houn Kameena Huzur Jante Hen

Khuda Hi Jane UBAID Unko Hai Pata Kiya Kiya

 

Hamein Pata Hai Bus Itna Huzur Jante Hen

Nahi Hai Zade Safar Pas Jin Ghulamon Ke

 

Unhein Bhi Dar Pe Bulana Huzur Jante Hen

Haran Ne Oonth Ne Chiryoon Ne Ki Yehi Faryad

 

Ke Unke Gham Ka Madawa Huzur Jante Hen

Teri Ata Se Khudaya Huzur Jante Hen

 

Nahi Hai Zad E Safar Pass Jin Ghulamoon Ke

Unhein Bhi Dar Pe Bulana Huzur Jante Hen

 

Huzoor Jante Hai lyrics in Urdu/Arabic (حضور جانتے ھیں)

 

Owais Raza Qadri is a very Famous naat  recite  have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Owais Raza Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:huzoor jante hain,

huzoor jante hain lyrics,

huzoor jante hain hafiz tahir qadri,

huzoor jante hain by owais raza qadri,

huzoor jante hain whatsapp status,

huzoor jante hain sarwar hussain naqshbandi,

huzoor jante hain tahir qadri,

huzoor jante hain lyrics english,

huzoor jante hai status,

huzoor jante hai whatsapp status,

huzoor jante hain owais raza qadri,

huzoor jante hain owais qadri,

hai kaun aashiq huzoor jante hain,

huzoor jante hain kahan hai,

hai jo hoga huzoor jante hain,

huzoor jante hain naat,

huzoor jante hain naat status,

huzoor jante hain naat whatsapp status,

huzoor jante hain naat aamir liaquat,

huzoor jante hain naat lyrics,

huzoor jante hain naat sharif dilbar shahi,

huzoor jante hain naat owais qadri,

huzoor jante hain naat rahat fateh ali khan,

huzoor jante hai qari rizwan,

huzoor jante hain zulfiqar hussaini,

huzoor jante hain zohaib ashrafi,

huzoor jante hain zabeeb masood,

huzoor jante hain syed zabeeb

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *