Ishq Kay Rang Mein Lyrics and Video (عشق كے رنگ میں رنگ جائیں)
Ishq Kay Rang Mein with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous Muhammad Tahir Qadri. shq Kay Rang Mein-عشق كے رنگ میں رنگ جائیں Kalam in Urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of shq Kay Rang Mein are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Kalam Muhammad Tahir Qadri tribute to The shq Kay Rang Meinfor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Kalam is recorded live Eagle Stereo in mehfil with soft melodious voice of Muhammad Tahir Qadri.
Ishq Kay Rang Mein | Muhammad Tahir Qadri | Urdu Lyrics & Video
This Urdu Kalam exclusively describes the Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar to khulte hein ghulaamon pe wo asraar ke rehte hein wo towseef o sana e shahe abraar me har lehzaa Guhar baar and available without duff. This Kalam is praised with very Josh without ziker. shq Kay Rang Mein is originally recited by Muhammad Tahir Qadri and got fame but now it is available in voice of Muhammad Tahir Qadri live in mehfil in 2020.
shq Kay Rang Mein is Urdu Kalam available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.
shq Kay Rang Mein lyrics in Roman/EnglishIshq ke rang me rang jaein jab afkaar to khulte hein ghulaamon pe wo asraar ke rehte hein wo towseef o sana e shahe abraar me har lehzaa Guhar baar Warna Wo Sayyid e Aali Nasabi han Wohi Ummi Laqabi Hashmi o Muttalabi o Arabi o Qarashi o Madani aur kahan hum se gunahgaar Aarzoo ye he ke ho qualb muattar wo mutahhar wo munawwar wo mujalla wo musaffa dure aalaa jo nazar aae kahin jalwaae roo e shahe abraar Jin ke qadmon ki chamak chaand sitaaron me nazar aae jidhar se wo guzar jaae wohi raah chamak jae damak jae mahak jae bane rownaq e gulzaar Soongh lun khushbue geisoue Muhammad wo siya zulf nahin jis ke muquaabil ye banafsha ye suyunti ye chambeli ye gule laalaa o champaa ka nikhaar Jis ki nakhat pe hein qurbaan gul o barg o saman naafa e aahoo e khutan baad e chaman boo e chaman naaz e chaman noor e chaman rang e chaman saaraa chaman zaar Ik shahanshah ne bakhshe jo samarkand o bukhaaraa kissi mehboob ke rukhsaar ke til par magar ay Sayyid e Aalam teri namos teri azmat par Ay Rasool e Madani aik nahin laakhon hein qurbaan gahe ishq ke har koocha o bazaar me sar apnaa hatheli pe liye phirte hein karne ko nisaar Aap ke zikr me hein naghma saraa sare hadii/hudaa khuwane arab naghma nigaaraane ajam shawkate alfaaz adab azmate kirtaas o qalam baate sabaa mohje naseen Dahne bulbule shiri lahane umriyo toti shabe mahtaab sitaare malak o hoor jinaa jin ki nawaon me duroodon ka hisaar Warafahnaa lakazikrak ki iss aayaa e towseef ki towseef me tafseer me tashreeh me tawzeeh me tazmeen main har ehd ki shaamil he zabaan Labe Hassan o Ravaahaa wa labe Fatemah Zahraa o Ali aabide bimaar Busairi dahane urfi o jaame labe saadi o razaa sab sarshaar Ishq ke rang me rang jaae muhajir ho ke pakhtoun balonchi ho ke punjabi o sindhi ho k gujrati k memon kissi khitte ki qabeeley ki zaban is se nahin koyi sarokaar Jaamae ishqe Mohammad jo pehen letaa he har khar ko wo phool banaa letaa he dunyaa ko jhukaa leta he kartaa he zamaane ko muhabbat ka shikaar Ye muhaajir ki he saf aur ye punjaabi ki pakhtoun ki sindhi ki balonchi ki juda parh ke dikhao to kisi shehr ki masjid me kabhi aisi namaz Haram e kaba me arafat ke maidaan me ya Roza e Sarkaar pe kyun shaane milaate ho wahan karte nahi rang ka aur nasl ka tum apni shumaar Aye Adeeb Ab yun hi alfaaz ke ambaar me ham doobte reh jaein magar haq ki sanaa goyi adaa phir bhi naa kar paein ye jazbaat o zabaan o qalam o fikr o khayaal Unki midhat to Malaaik ka wazifaa he Sahaaba ka tariqaa he ibaadat ka saleeqaa he ye khaaliq ka pasandeeda he Quran ka he iss me shiyaar
| Ishq Kay Rang Mein lyrics in Urdu/Arabic (عشق كے رنگ میں رنگ جائیں)عشق كے رنگ میں رنگ جائیں جب افکار تو کھولتی ہیں غلاموں پہ وہ اصرار كے رہتے ہیں وہ توصییف و ثناء شاہی ابرار میں ہر لیحزا گہار باڑ ورنہ وہ سید آلی نصابی ہاں وہی وممی لاقابی ہاشمی و موتتالابی و عربی و قاراشی و مادانی اور کاہان ہم سے گناہ گار آرزو یہ ہے كے ہو قوالب معطر وہ موتاہار وہ منور وہ مجلہ وہ مسافا دوری الا جو نظر آئے کہیں جالوای رُو شاہی ابرار جن كے قدموں کی چمک چاند ستاروں میں نظر آئے جدھر سے وہ گزر جائے وہی راہ چمک جائے دمک جائے مہک جائے بنے رووناق گلزار سونگھ لوں خوشبو اے جییسووی محمد وہ سیا زلف نہیں جس كے مقابل یہ بنفشہ یہ سویونتی یہ چنبیلی یہ گلی لالہ و چامپا کا نکھار جس کی نخت پہ ہیں قربان گل و برگ و سامان نفع آہو خوتان بَعْد چمن بو چمن ناز چمن نور چمن رنگ چمن سارا چمن زار اک شاہانشاہ نے بخشے جو سامارکاند و بوخارا کسی محبوب كے رخسار كے تل پر مگر اے سید عالم تیری ناموس تیری عظمت پر اے رسول مادانی ایک نہیں لاکھوں ہیں قربان گہے عشق كے ہر کوچا و بازار میں سَر اپنا ہتھیلی پہ لیے پھرتے ہیں کرنے کو نثار آپ كے ذکر میں ہیں نغمہ سراع سارے حادی / حودا خووانی ارب نغمہ نیجاراانی اجام شاوکاتی الفاظ ادب آزماتی کیرتاس و قلم باتیں صباء محجی ناسین داحنی بولبولی شیری لاحانی ومریو طوطی شب مہتاب ستارے ملك و حور جنا جن کی ناواون میں دورودون کا حصار وارافاحنا لاکازیکراک کی اِس آیا تووسییف کی تووسییف میں تفصیر میں تشریح میں تاوزییح میں تازمین میں ہر عہد کی شامل ہے زباں لابی حسن و راواحا وا لابی فاتیماح زاحرا و الی آبیدی بیمار بوسایری دھانے عرفی و جامی لابی سادی و رضا سب سرشار عشق كے رنگ میں رنگ جائے مہاجر ہو كے پاختون بالونچی ہو كے پنجابی و سندھی ہو کے گجراتی کے میمن کسی خیتتی کی قبیلے کی زبان اِس سے نہیں کوئی سروکار جامای عشق محمد جو پہن لیتا ہے ہر خر کو وہ پھول بنا لیتا ہے دنیا کو جھکا لیتا ہے کرتا ہے زمانے کو محبت کا شکار یہ موحااجیر کی ہے صف اور یہ پنجاابی کی پاختون کی سندھی کی بالونچی کی جدا پڑھ كے دکھاؤ تو کسی شہر کی مسجد میں کبھی ایسی نماز حرام کعبہ میں عرفات كے میدان میں یا روزہ سرکا ر پہ کیوں شانے ملاتے ہو وہاں کرتے نہیں رنگ کا اور نسل کا تم اپنی شمار آئے اَدِیْب اب یوں ہی الفاظ كے انبار میں ہَم ڈوبتے رہ جائیں مگر حق کی صناع گوئی ادا پِھر بھی نا کر پائین یہ جذبات و زباں و قلم و فکر و خیال انکی مدحت تو مالاایک کا وازیفا ہے ساحاابا کا طریقہ ہے عبادت کا سالییقا ہے یہ خالق کا پسندیدہ ہے قرآن کا ہے اِس میں شعار
|
Muhammad Tahir Qadri is a very Famousnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Muhammad Tahir Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.
Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.
Users also Searched for:ishq kay rang mein rang jao mere yaar, ishq kay rang mein rang jao, ishq kay rang mein, ishq ke rang, ishq k rang me, ishq ke rang mein by ahmed raza qadri, ishq ke rang mein by owais qadri, ishq ke rang mein bhajan, ishq k rang, ishq ke rang mein, ishq ke rang mein gojol, ishq ke rang mein rang gayi re, ishq ke rang mein ishq ke rang mein, ishq ke rang mein rang jao mere yaar, ishq ke rang mein rang jao mere yaar status, ishq ke rang mein rang jao mere yaar hafiz abu bakar, ishq ke rang mein rang jao mere yaar ahmed raza qadri, ishq ke rang mein rang jao mere yaar lyrics, ishq ke rang mein rang jao mere yaar ringtone, ishq ke rang mein rang jao mere yaar asjad raza, ishq ke rang mein rang jao mere yaar tabish rehan, ishq ke rang mein lyrics, ishq ke rang mein rang le, ishq ke rang mein naat, ishq ke rang mein naat sharif, owais qadri ishq ke rang mein rang jao, ishq ke rang mein rang, ishq ke rang mein rang jao mere yaar whatsapp status, ishq ke rang mein rang jao mere yaar original, ishq ke rang me rang jao, ishq ke rang mein urdu ghazal, ishq ke rang mein rang jao yaar, |
“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”