Mere Muhammad Bane Hai Dulha Lyrics and Video (میرے محمد بنے ہے دلہا)

Urdu Naat

Mere Muhammad Bane Hai Dulha with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous Hafiz Tahir Qadri. Mere Muhammad Bane Hai Dulha-میرے محمد بنے ہے دلہا naat in urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Mere Muhammad Bane Hai Dulha are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this naat Hafiz Tahir Qadri tribute to The Mere Muhammad Bane Hai Dulhafor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This naat is recorded Al-Ghosia production at mehfil with soft melodious voice of Hafiz Tahir Qadri.

Mere Muhammad Bane Hai Dulha | Hafiz Tahir Qadri  | urdu Lyrics & Video

This urdu naat  exclusively describes the is naat ma shayir Muhammd SWS k tareef krty hoya unki shan bayan kr rhy han and available without duff. This naat is praised with very soft with zikr. Mere Muhammad Bane Hai Dulha is originally recited by Hafiz Tahir Qadri and got fame but now it is available in voice of Hafiz Tahir Qadri AL-Ghosia production.

Mere Muhammad Bane Hai Dulha is urdu naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Mere Muhammad Bane Hai Dulha lyrics in Roman/English

Su-e-Muntaha Wo chale Nabi

Koi had hai Unke Ururz ki

Balagal Ulabi Kamalihi

Hai saf-arah sab Hoor Malak

Aur Gilma Khuld sajate hein

Ek dhoom hai Arshe Aazam par

Mehman Khuda ke aate hein

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Ya Mustafa Ya Mujtaba

Salle Ala Mere Aaqa

Hai Aaj Falak Roshan Roshan

Hein Taare bhi jagmag jagmag

Mehboob Khuda ke aate hein

Mehboob Khuda ke aate hein

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Wo Sarware Kishware Risalat

Jo Arsh par Jalwaghar hue the

Naye Nirale Tarab ke Saman

Arab ke Mehman ke liye the

Waha falak par yaha zameen mein

Rachi thi shadi machi thi dhoomein

Udhar se Anwar hanste aate

Idhar se Naf’hat uth rahe the

Utar kar Unke Rukh ka sadqa

Wo noor ka bant raha tha badah

Ke Chand Suraj machal machal kar

Jabeen ki khairat mangate the

Wahi to ab tak chhalak raha hai

Wahi to Joban tapak raha hai

Nahane mein jo gira tha pani

Katore Taaron ne bhar liye the

Bacha Jo Talwon ka Unke Dhowan

Bana Wo Jannat ka Rango Rogan

Jinhone Dulha ki payi Utran

Wo Fool Gulzare Noor ke the

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Qurban hai Shano Azmat par

Soye hein chain se bistar par

Jibrile Ameen hazir hokar

Me’raj ka Muzda sunate hein

Jibril Buraq saja kar ke

Firdose Bari se le aaye

Barat Firishton ki aayi

Me’raj ko Dulha jate hein

Hai saf-arah sab Hoor Malak

Aur Gilma Khuld sajate hein

Ek dhoom hai Arshe Aazam par

Mehman Khuda ke aate hein

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Gubar ban kar nisar jaaun

Kahan ab Us rah-guzar ko paoon

Hamare Dil Hooriyon ki Aankhein

Firishton ke par jahan lage the

Bahar hai Shadiyon Mubarak

Chaman ko Aabadiyan Mubarak

Malak Falak Apni Apni leh mein

Ye Ghar-ana Dil ka bolte the

Khushi ke Badal Umat ke aaye

Dilon ke Taoos rang laye

Wo Nagma-e-Naat ka sama tha

Haram ko khud Wajd aa rahe the

Tabarakallah hai Shan Teri

Tuji ko Zaiba hai be-Niyazi

Kahin to Wo Joshe Lan-Tarani

Kahin Takaze Wisal ke the

Badh Aye Muhammad Karin ho Ahmed

Qarib aa Sarware Mumajjad

Nisar Jaun Ye Kya Nida thi

Ye Kya Sama tha Ye Kya Maze the

Hijab Uthne mein lakhon parde

Har Ek Parde mein Lakhon Jalwe

Ajab gadi thi ke Wasle Furkat

Janam ke bichhde gale mile the

Wahi hai Awwal Wahi hai Aakhir

Wahi hai Batin Wahi hai Zahir

Usi ke Jalwe Usi se Milne

Usi se Uski taraf gaye the

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Aqsa mein Sawari jab pahunchi

Jibreel ne badh ke kahi Takbeer

Nabiyon ki Imamat ab badh kar

Sultane Jahan farmate hein

Wo Kaisa hasin manzar hoga

Jab Dulha bana Sarwar hoga

Usshaq Tasawwur kar kar ke

Bas rote hi reh jate hein

Hai saf-arah sab Hoor Malak

Aur Gilma Khuld sajate hein

Ek dhoom hai Arshe Aazam par

Mehman Khuda ke aate hein

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Namaze Aqsa mein tha yahi sirr

Ayan ho mana-e-Awwal Aakhir

Ke Dast basta hein pichhe hazir

Jo Saltanat aage kar gaye the

Nabi-e-Rehmat Shafi-e-Ummat

Raza pe Lillah ho Inayat

Ise bhi In Khil’aton se hissa

Jo khas Rehmat ke waan bate the

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

Ya Mustafa Ya Mujtaba

Salle Ala Mere Aaqa

Allah ki Rehmat se Dilbar

Jaa Pahunche Dana ki manzil par

Allah ka Jalwa bhi dekha

Deedar ki lazzat paate hein

Me’raj ki Shab to yaad rakkha

Fir Hashr mein kaise bhulenge

Attar Isi ummid pe Ham

Din Apne guzare jate hein

Hai saf-arah sab Hoor Malak

Aur Gilma Khuld sajate hein

Ek dhoom hai Arshe Aazam par

Mehman Khuda ke aate hein

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha

Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha

 

Mere Muhammad Bane Hai Dulha lyrics in Urdu/Arabic (میرے محمد بنے ہے دلہا)

سو منتہا وہ چلے نبی

کوئی حد ہے ان کے ورورز کی

بالاجال ولابی کامالیحی

ہے ساف-اراح سب حور ملك

اور جیلما خلد سجاتی ہیں

اک دھوم ہے عرشے اذام پر

مہمان خدا كے آتے ہیں

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا دلہا

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا

یا مصطفی یا مجتبی

صلی اعلی میرے آقا

ہے آج فلک روشن روشن

ہیں تارے بھی جاجماج جاجماج

محبوب خدا كے آتے ہیں

محبوب خدا كے آتے ہیں

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا دلہا

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا

وہ سارواری Kیشواری رسالت

جو عرش پر جالواگھار ہوئے تھے

نئے نرالے طراب كے سامان

ارب كے مہمان كے لیے تھے

وہاں فلک پر یہاں زمین میں

رچی تھی شادی مچی تھی دحومیں

اُدھر سے انور ہنستے آتے

ادھر سے ناف ’ ہٹ اٹھ رہے تھے

اُتَر کر ان کے رخ کا صدقہ

وہ نور کا بانٹ رہا تھا بادَہ

كے چند سورج مچل مچل کر

جبیں کی خیریت مانجاتی تھے

وہی تو اب تک چھلک رہا ہے

وہی تو جوبن ٹپک رہا ہے

نہانے میں جو گرا تھا پانی

کتوری تاروں نے بھر لیے تھے

بچہ جو تلووں کا ان کے دھواں

بنا وہ جنت کا رنگو روگن

جنہوں نے دلہا کی پائی اُتْرَن

وہ فول گلزاری نور كے تھے

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا دلہا

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا

قربان ہے شانو عظمت پر

سوئے ہیں چین سے بستر پر

جیبریلی آمین حاضر ہوکر

میں ’ راج کا مزدا سناتے ہیں

جیبریل براق سجا کر كے

فیردوسی بڑی سے لے آئے

بارات فیریشتون کی آئی

میں ’ راج کو دلہا جاتے ہیں

ہے ساف-اراح سب حور ملك

اور جیلما خلد سجاتی ہیں

اک دھوم ہے عرشے اذام پر

مہمان خدا كے آتے ہیں

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا دلہا

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا

گوبر بن کر نثار جاؤں

کاہان اب اس راہ گزر کو پاؤں

ہمارے دِل ہووریون کی آنکھیں

فیریشتون كے پر جہاں لگے تھے

باہر ہے شادیون مبارک

چمن کو آبادیان مبارک

ملك فلک اپنی اپنی لے میں

یہ گھار-انا دِل کا بولتے تھے

خوشی كے بَدَل امت كے آئے

دلوں كے طائوس رنگ لائے

وہ نغمہ نعت کا سماں تھا

حرام کو خود وجد آ رہے تھے

تاباراکالاح ہے شان تیری

توجی کو زیبا ہے بی-نیازی

کہیں تو وہ جوشی لان-تارانی

کہیں تقاضے وصال كے تھے

بڑھ آئے محمد کریں ہو احمد

قریب آ سارواری موماججاد

نثار جاؤں یہ کیا ندا تھی

یہ کیا سماں تھا یہ کیا مزے تھے

حجاب اٹھنے میں لاکھوں پردے

ہر اک پردے میں لاکھوں جلوے

عجب گاڑی تھی كے واسلی فرقت

جنم كے بچھڑے گلے ملے تھے

وہی ہے اول وہی ہے آخر

وہی ہے باطن وہی ہے ظاہر

اسی كے جلوے اسی سے ملنے

اسی سے اسکی طرف گئے تھے

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا دلہا

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا

اقصی میں سواری جب پہنچی

جبریل نے بڑھ كے کہی تکبیر

نابیون کی امامت اب بڑھ کر

سولتانی جہاں فرماتے ہیں

وہ کیسا حسین منظر ھوگا

جب دلہا بنا سرور ھوگا

وسشاق تصور کر کر كے

بس روٹ ہی رہ جاتے ہیں

ہے ساف-اراح سب حور ملك

اور جیلما خلد سجاتی ہیں

اک دھوم ہے عرشے اذام پر

مہمان خدا كے آتے ہیں

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا دلہا

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا

نامازی اقصی میں تھا یہی سیر

عیاں ہو منع اول آخر

كے دست بستا ہیں پیچھے حاضر

جو سلطنت آگے کر گئے تھے

نبی رحمت شفیع امت

رضا پہ للہ ہو عنایت

اسے بھی ان کھل ’ ایٹون سے حصہ

جو خاص رحمت كے واں باتیں تھے

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا دلہا

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا

یا مصطفی یا مجتبی

صلی اعلی میرے آقا

اللہ کی رحمت سے دلبر

جا پہنچے دانہ کی منزل پر

اللہ کا جلوہ بھی دیکھا

دیدار کی لذت پاتے ہیں

میں ’ راج کی شب تو یاد رکھا

فر حشر میں کیسے بھلائیں گے

عتار اسی امید پہ ہَم

دن اپنے گزارے جاتے ہیں

ہے ساف-اراح سب حور ملك

اور جیلما خلد سجاتی ہیں

اک دھوم ہے عرشے اذام پر

مہمان خدا كے آتے ہیں

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا دلہا

میرے محمد پیارے بنے ہیں دلہا

 

Hafiz Tahir Qadri is a very youngnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Hafiz Tahir Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:mere muhammad bane hain dulha,

mere muhammad bane hain dulha naat,

mere muhammad bane hain dulha status,

mere muhammad bane hain dulha lyrics,

mere muhammad bane hain dulha laiba fatima,

mere muhammad bane hain dulha tahir qadri,

mere muhammad bane hain dulha naat sharif,

mere muhammad bane hain dulha naat status,

mere muhammad bane hain dulha dulha,

mere muhammad pyare bane hain dulha aqsa abdul haq,

mere muhammad pyare bane hain dulha faraz attari,

mere muhammad pyare bane hain dulha anas attari,

mere muhammad pyare bane hain dulha asad attari,

mere muhammad pyare bane hain dulha by ashfaq attari,

naat mere muhammad bane hain dulha,

meray muhammad banay hain dulha,

mere muhammad pyare bane hain dulha dulha mere muhammad bane hain dulha,

mere muhammad pyare bane hain dulha dulha bane hain dulha,

mere muhammad pyare bane hain dulha by dawateislami,

mere muhammad pyare bane hain dulha bilal qadri,

mere muhammad bane hain dulha mere muhammad bane hain dulha,

mere muhammad pyare bane hain dulha madani channel,

mere muhammad pyare bane hain dulha dulha,

mere muhammad pyare bane hain dulha dulha naat,

mere muhammad pyare bane hain dulha dulhan,

mere muhammad pyare bane hain dulha dulha status,

mere muhammad pyare bane hain dulha dulha tahir qadri,

mere muhammad pyare bane hain dulha dj,

mere muhammad pyare bane hain dulha dawateislami,

mere muhammad bane hain dulha full naat,

mere muhammad pyare bane hain dulha hooria faheem,

mere muhammad pyare bane hain dulha full naat,

mere muhammad pyare bane hain dulha status full screen,

mere muhammad pyare bane hain dulha hafiz tahir qadri,

mere muhammad pyare bane hain dulha hafiz tahir qadri status,

mere muhammad pyare bane hain dulha lyrics in urdu,

mere muhammad pyare bane hain dulha written in urdu,

mere muhammad ka bane hai dulha,

mere muhammad bane hain dulha laiba fatima naat,

mere muhammad pyare bane hain dulha lyrics,

mere muhammad bane hain dulha naat lyrics,

mere muhammad pyare bane hain dulha ghulam mustafa,

mere muhammad pyare bane hain dulha owais qadri,

mere muhammad pyare bane hain dulha,

mere muhammad pyare bane hain dulha status,

mere muhammad pyare bane hain dulha tahir qadri,

mere muhammad pyare bane hain dulha sajid qadri,

mere muhammad pyare bane hain dulha tahir qadri status,

mere muhammad pyare bane hain dulha qtv,

mere muhammad pyare bane hain dulha dulha naat sharif,

mere muhammad pyare bane hain dulha dulha song,

mere muhammad pyare bane hain dulha umair zubair,

mere muhammad pyare bane hain dulha video,

mere muhammad bane hain dulha whatsapp status,

mere muhammad pyare bane hain dulha whatsapp status,

mere muhammad pyare bane hain dulha with lyrics,

mere muhammad pyare bane hain dulha whatsapp status tahir qadri,

mere muhammad pyare bane hain dulha dulha wali naat,

mere muhammad pyare bane hain dulha whatsapp status hafiz tahir qadri,

mere muhammad pyare bane hain dulha 2021,

mere muhammad pyare bane hain dulha 2

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *