Paigam Saba Lai Hai Gulzar e Nabi Se Lyrics and Video (پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے)

Urdu Naat

Paigam Saba Lai Hai Gulzar e Nabi Se with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous Mohammad Zeeshan Qadri. Paigam Saba Lai Hai Gulzar e Nabi Se-پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے naat in urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Paigam Saba Lai Hai Gulzar e Nabi Se are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this naat Mohammad Zeeshan Qadri tribute to The Paigam Saba Lai Hai Gulzar e Nabi Sefor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This naat is recorded Al-Ghosia production at mehfil with soft melodious voice of Mohammad Zeeshan Qadri.

Paigam Saba Lai Hai Gulzar e Nabi Se | Mohammad Zeeshan Qadri  | urdu Lyrics & Video

This urdu naat  exclusively describes the is naat ma shayir apny habeeb sy muhabbat ka izhar krty hoya unko slam pash kr rhy han and available without duff. This naat is praised with very soft with zikr. Paigam Saba Lai Hai Gulzar e Nabi Se is originally recited by Mohammad Zeeshan Qadri and got fame but now it is available in voice of Mohammad Zeeshan Qadri AL-Ghosia production.

Paigam Saba Lai Hai Gulzar e Nabi Se is urdu naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Paigam Saba Lai Hai Gulzar e Nabi Se lyrics in Roman/English

Paigham saba layi hai yeh Gulzaar e Nabi se

Aaya hai bulawa mujhe Darbar e Nabi se

Har aah gaee arsh peh yeh aah ki qismat

Har ashk peh ik khuld he her ashk ki qimat

Tohfa yeh mila he mujhe Sarkar e Nabi se

Aaya hai bulawa mujhe Darbar e Nab se

Shukar Khuda ke aaj ghadi us safar ki hai

Jis par nisaar jaan falah o zafar ki hai

Garmi hai tap hai dard hai kulfat safar ki hai

Na shukr yeh toh dekh azimat kidhar ki hai

Uske tufail Hajj bhi Khuda ne karadiye

Asle muraad Haazri us paak dar ki hai

Kaabe ka naam tak na liya Taiba hi kaha

Poocha tha hum se jiss ne ki nuhzat kidhar ki hai

Kaalak jabhi ki Sajda e Darr se churaoge

Mujh ko bhi le chalo yeh tamanna hajar kee he

Dooba huwa hai shoq mai zamzam aur ankh se

Jaahle baras rahe hai yeh hasrat kidhar ki hai

Aaghosh e Showk khole he jin ke liye Hateem

Woh phir ke dekhthe nahi ke yeh dhun kidhar ki hai

Ha ha raahe Madina hai gafil zara toh jaag

O pao rakhne waale yeh jaa Chasm o Sar ki hai

Waaru qadam qadam pe ke har dum hai jaan no

Yeh Raah e Jaan Fiza mere Maula ke dar ki hai

Allahu Akbar apne qadam aur yeh Khak e Paak

Hasrat malaaika ko jahan wazhe sar ki hai

Meraj ka sama hai kaha pohnche zahiro

Kursi sai oonchi kursi isi paak ghar ki hai

Sattar hazaar subho hai sattar hazaar shaam

Yuh Bandagi e Zulf o Rukh aatho pahar ki hai

Joh ek baar aye dobara na ayenge

Rukhsat hi bargah se bus is qadar ki hai

Tadpa kare badal ke phir aana kaha naseeb

Be hukm kab majhal parinde ko par ki hai

Maasum ko hai umar mai sirf ek baar baar

Aasi pare rahe to salah umar bhar ki hai

Zinda rahe toh Hazri e Baargah naseeb

Mar jaye toh Hayat e Abad esh ghar ki hai

Kaaba dulhan hai Turbat e Athar nayi dulhan

Yeh Rashk e Aftab woh ghairat qamar ki hai

Uf be hayaiya ke yeh munh aur tere huzur

Ha tu Karim hai teri khoo dar guzar ki hai

Arsh e Bari pe kyu na ho Firdous ka dimaag

Utri huwi shab’ih tere baam o’dar ki hai

Lab wah hai ankhe bandh hai faili hai johliya

Kitne maze ki bheekh tere paak dar ki hai

Maange ge maange jayege munh mangi payenge

Sarkar mai na laa hai na hajat agar ki hai

Mangta ka haath uthte hi daata ki dain hai

Doori Qubul o Arz me bus haath bhar ki hai

Jannah na de na de teri rooyat ho khair se

Iss ghul ke aage kis ho hawas barg o bar ki hai

Sharbat na de na de toh kare baat lutf se

Ye shahad ho toh phir kise parwa shakar ki hai

Aa kuch suna de ishq ke bolo me aye Raza

Mushtaq tab`a lazzat e Soaz e Jigar ki hai

 

 

Paigam Saba Lai Hai Gulzar e Nabi Se lyrics in Urdu/Arabic (پیغام صباء لائی ہے گلزار نبی سے)

یغام صباء لائی ہے یہ گلزار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نبی سے

ہر آہ گئی عرش پہ یہ آہ کی قسمت

ہر اشک پہ اک خلد ہے ہر اشک کی قیمت

تحفہ یہ ملا ہے مجھے سرکار نبی سے

آیا ہے بلوا مجھے دربار نب سے

شکر خدا كے آج گھڑی اس سفر کی ہے

جس پر نثار جان فاعلہ و ظفر کی ہے

گرمی ہے ٹپ ہے دَرْد ہے کلفت سفر کی ہے

نا شکر یہ تو دیکھ عزیمت کدھر کی ہے

اسکے طفیل حج بھی خدا نے کرادیی

اسلے مراد حاضری اس پاک دَر کی ہے

کعبے کا نام تک نا لیا تائبہ ہی کہا

پوچھا تھا ہم سے جس نے کی نوحزات کدھر کی ہے

کالاک جب ہی کی سجدہ ڈر سے چوراوجی

مجھ کو بھی لے چلو یہ تمنا ہجر کی ہے

ڈوبا ہُوا ہے شوق میں زم زم اور آنکھ سے

جاحلی برس رہے ہے یہ حسرت کدھر کی ہے

آغوش شووک کھولے ہے جن كے لیے حطیم

وہ پِھر كے دیختحی نہیں كے یہ دھن کدھر کی ہے

ہا ہا راہی مدینہ ہے غافل ذرا تو جاگ

و پاؤ رکھنے والے یہ جا چشم و سَر کی ہے

وارو قدم قدم پہ كے ہر دم ہے جان نو

یہ راہ جان فضا میرے مولا كے دَر کی ہے

اللہ اکبر اپنے قدم اور یہ خاک پاک

حسرت مالاایکا کو جہاں واضح سَر کی ہے

معراج کا سماں ہے کہا پہنچی زاحیرو

کرسی سائی اونچی کرسی اسی پاک گھر کی ہے

ستّر ہزار صبحوں ہے ستّر ہزار شام

یوں بندگی زلف و رخ آتحو پہاڑ کی ہے

جو اک باڑ آئے دوبارہ نا آئینگے

رخصت ہی بارگاہ سے بس اِس قدر کی ہے

تڑپا کرے بَدَل كے پِھر آنا کہا نصیب

بے حكم کب ماجحال پرندے کو پر کی ہے

معصوم کو ہے عمر میں صرف اک باڑ باڑ

ایسی پرے رہے تو صلح عمر بھر کی ہے

زندہ رہے تو حاضری بارگاہ نصیب

مر جائے تو حیات آباد یش گھر کی ہے

کعبہ دلہن ہے تربت اٹھار نئی دلہن

یہ رشک آفتاب وہ غیرت کمر کی ہے

اف بے حایایا كے یہ منه اور تیرے حضور

ہا تو کریم ہے تیری خوں دَر گزر کی ہے

عرش بڑی پہ کیوں نا ہو فردوس کا دماغ

اتری ہوئی شب ’ یح تیرے بام و ’ دَر کی ہے

لب واہ ہے انکہے باندھ ہے فیلی ہے جوحلیا

کتنے مزے کی بحییخ تیرے پاک دَر کی ہے

مانگے گی مانگے جائیں گے منه مانگی پائینگے

سرکار میں نا لا ہے نا حاجت اگر کی ہے

مانگتا کا ہاتھ اٹھتے ہی داتا کی دین ہے

دوری قوبول و ارض میں بس ہاتھ بھر کی ہے

جناح نا دے نا دے تیری Rویات ہو خیر سے

اِس گُھل كے آگے کس ہو ہوس برگ و بار کی ہے

شربت نا دے نا دے تو کرے بات لطف سے

یہ شہد ہو تو پِھر کسی پرواہ شکر کی ہے

آ کچھ سنا دے عشق كے بولو میں آئے رضا

مشتاق تب ` آ لذت سوز جگر کی ہے

 

 

Mohammad Zeeshan Qadri is a very youngnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Mohammad Zeeshan Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:paigam saba lai hai gulzar e nabi se naat,

pegham saba lai hai gulzar e nabi se,

paigham e saba lai hai gulzar e nabi se lyrics,

paigham e saba lai hai gulzar e nabi se,

paigham e saba lai hai gulzar e nabi se naat,

paigham saba lai hai gulzar nabi se naat lyrics

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *