Qurban Zamana Hyn Lyrics and Video(قربان زمانہ ہے)

Urdu Naat

Qurban Zamana Hy with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous Hafiz Noor Sultan. Qurban Zamana Hy-قربان زمانہ ہے Naat in Urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Qurban Zamana Hy are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Naat Hafiz Noor Sultan tribute to The Qurban Zamana Hyfor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Naat is recorded Live channal new naat live in studio with soft melodious voice of Hafiz Noor Sultan.

Qurban Zamana Hy | Hafiz Noor Sultan  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu Naat  exclusively describes the Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai,

Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob Yagana Hai.

and available without duff. This Naat is praised with very emotions without zikar. Qurban Zamana Hy is originally recited by Hafiz Noor Sultan and got fame but now it is available in voice of Hafiz Noor Sultan Live channal new naat 2021.

Qurban Zamana Hy is Urdu Naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Qurban Zamana Hy lyrics in Roman/English

Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai ,

Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai,

Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob Yagana Hai.

Kal Pul Say Hamein Jis Nay Khud Par Lagana Hai,

Zahra Ka Woh Baba Hai Hasnain Ka Nana Hai.

Iss Hashmi Dulha Per Konain Ko Main Waroon,

Jo Husn O Shumail Mein Yakta E Zamana Hai.

Izzat Say Na Marjayein Kyun Naam E Muhammad Par,

Youn Bhi Kisi Din Hum Ne Duniya Say Toh Jana Hai.

Yoon Shah E Madina Ki Mein Pusht Panahi Mein,

Kiya Iski Mujhe Parwah Dushman Jo Zamana Hai.

Soh Bar Agar Tauba Tuti Bhi To Kiya Hairat,

Bakhshih Ki Riwayat Mein Toba To Bahana Hai.

Pur Noor Si Rahein Hain, Gunbad Pay Nigahein Hai,

Jalwey Bhi Anokhay Hain, Manzar Bhi Suhana Hai.

Yeh Keh Kay Dar E Haq Say Li Maut Mein Kuch Mohlat,

Milad Ki Aamad Hai Mehfil Ko Sajana Hai.

Aao Dar E Zahra Par Phalaye Hue Daman,

Yeh Nasal Kareemon Ki Lajpal Gharana Hai.

Qurban Us Aaqa Per Kal Hashr Ke Din Jisnay,

Iss Ummat E Aasi Ko Kamli Mein Chupana Hai.

Har Waqt Woh Hain Meri Duniya E Tasawar Mein,

Aie Shoq Kahin Ab To Aana Hai Na Jana Hai.

Hum Kyun Na Kahein Unsay Rodad E Alam Apni,

Jab Unka Kaha Khud Bhi Allah Nay Mana Hai.

Mehroom E Karam Is Ko Rakhiye Na Sar E Mehshar,

Jaisa Hai Naseer Aakhir, Sahil Toh Purana Hai.

 

Qurban Zamana Hy lyrics in Urdu/Arabic (قربان زمانہ ہے)

اک میں ہی نہیں ان پر قربان زمانہ ہے ،

اک میں ہی نہیں ان پر قربان زمانہ ہے ،

جو رب دو عالم کا محبوب یگانہ ہے .

کل پل سے ہمیں جس نئے خود پر لگانا ہے ،

ظہرہ کا وہ بابا ہے حسنین کا نانا ہے .

اِس ہاشمی دلہا پر کونین کو میں وارون ،

جو حُسْن و شمائل میں یكتا زمانہ ہے .

عزت سے نا مرجاین کیوں نام محمد پر ،

یوں بھی کسی دن ہم نے دُنیا سے تو جانا ہے .

یوں شاہ مدینہ کی میں پشت پناہی میں ،

کیا اسکی مجھے پرواہ دشمن جو زمانہ ہے .

سوح بار اگر توبہ ٹوٹی بھی تو کیا حیرت ،

باخشیح کی روایت میں توبہ تو بہانہ ہے .

پر نور سی راہیں ہیں ، گنبد پے نگاہیں ہے ،

جلوے بھی انوکھے ہیں ، منظر بھی سہانا ہے .

یہ کہہ کے دَر حق سے لی موت میں کچھ مہلت ،

میلاد کی آمد ہے محفل کو سجانا ہے .

آؤ دَر ظہرہ پر پھالایی ہوئے دامن ،

یہ نسل کاریمون کی لجپال گھرانا ہے .

قربان اس آقا پر کل حشر كے دن جس نے ،

اِس امت ایسی کو کملی میں چھپانا ہے .

ہر وقت وہ ہیں میری دُنیا تصور میں ،

اے شوق کہیں اب تو آنا ہے نا جانا ہے .

ہم کیوں نا کہیں اُس نے روداد الم اپنی ،

جب انکا کہا خود بھی اللہ نئے منع ہے .

محروم کرم اِس کو رکھیے نا سَر محشر ،

جیسا ہے نصیر آخِر ، ساحل تو پرانا ہے

 

Hafiz Noor Sultan is a very Famousnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Hafiz Noor Sultan always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:qurban zamana hai,

qurban zamana hai naat,

qurban zamana hai naat sharif,

qurban zamana hai naat asad attari,

qurban zamana hai naat lyrics,

qurban zamana hai ek main hi nahi un par,

qurban zamana hai naat laiba fatima,

qurban zamana hai naat status,

qurban zamana hai status,

qurban zamana hai asad attari,

qurban zamana hai naat a paak,

bin dekhe qurban zamana hai,

ek mahine qurban zamana hai,

laiba fatima qurban zamana hai,

hi nahi un par qurban zamana hai,

ak ma hi nahi un par qurban zamana hai,

ik main hi nahi qurban zamana hai,

ik me hi nahi un par qurban zamana,

ik me hi nahi un par qurban zamana hai,

muhammad par qurban zamana hai,

main nahi qurban zamana hai,

main hi nahi un par qurban zamana hai,

qurban zamana hai nazam,

naat qurban zamana hai,

nahi un par qurban zamana hai,

un par qurban zamana hai,

par qurban zamana hai naat,

un par qurban zamana hai naat sharif,

par qurban zamana hai naat sharif,

tum par qurban zamana hai naat,

par qurban zamana hai,

tum par qurban zamana hai,

ek main hi nahi un par qurban zamana hai qari shahid mahmood

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply