ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN Lyrics and Video (روزہ دارو قیامت كے دن ہیں)

Manqabat

ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous Ali & Zainab Fatima. ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN-روزہ دارو قیامت كے دن ہی manqbat in urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this manqbat Ali & Zainab Fatima tribute to The ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAINfor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This manqbat is recorded recording in studio with soft melodious voice of Ali & Zainab Fatima.

ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN | Ali & Zainab Fatima  | urdu Lyrics & Video

This urdu manqbat  exclusively describes the ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN

IBNE MULJIM NE HAIDER KO MARA

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN and available with duff. This manqbat is praised with very soft without ziker. ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN is originally recited by Ali & Zainab Fatima and got fame but now it is available in voice of Ali & Zainab Fatima recording in studio in 2021.

ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN is urdu manqbat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN lyrics in Roman/English

Aye rozadaro aaho buka ke ye roz hain

Sadaat per nuzoole bala ke ye roz hain

Sartaj e Ausiya ki Aza ke ye roz hain

Tumse vida e Sher e Khuda kay ye roz hain

 

ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN

IBNE MULJIM NE HAIDER KO MARA

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN

Humse bichra hai mola hamara

Roza daro qayamat kay din hai

IBNE MULJIM NE HAIDER KO MARA

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN

 

Khaake bewarisi hai saron per

Kalay parcham lage hain gharon per

Hum se bichra hai maula hamara

Shab ye uneesween kysi aayi

Khoon me dooba Mohammad ka bhai

Roraha hai sahar ka sitara

ROZA DARO QAYAMATH KE DIN HAIN

Ibne muljim sitam kaisa dhaya

Qabr me Sayyeda ko rulaya

Kaise bachon ka hoga guzara

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAI

Taigh sar pe Ali kay lagi hai

Aaj shamme Imamat bujhi hai

Dil yateemo ka hai para para

ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN

Maa kay marne ka gham kam nahi tha

Aik kohe alam aur toota

Sog me ghar hai Zehra ka sara

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN

Ghar me Haider kay aaho fughan hai

Eid nazdeek gham ka samaa hai

Aisa Ramzan na aye dobara

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN

Umme Kulsoom Zainab se boleen

Aaj baba ne aankhen na kholeen

Maine shaana hila kar pukara

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN

Sina kobi ko “Rehan” o “Mesum”

Kyun na farsh e aza pe chalain ham

Ghamzada chaar su hai nazara

ROZADARON QAYAMAT KAY DIN HAIN

IBNE MULJIM NE HAIDER KO MARA

ROZA DARO QAYAMAT KE DIN HAIN

 

ROZADARO QAYAMAT KE DIN HAIN lyrics in Urdu/Arabic (روزہ دارو قیامت كے دن ہیں)

آئے روزہ دارو آہو بکا كے یہ روز ہیں

سادات پر نوزولی بلا كے یہ روز ہیں

سرتاج اوسیا کی اذا كے یہ روز ہیں

تم سے وداع شیر خدا کے یہ روز ہیں

روزہ دارو قیامت كے دن ہیں

ابن ملجیم نے حیدر کو مارا

روزہ دارو قیامت كے دن ہیں

ہم سے بچھڑا ہے مولا ہمارا

روزہ دارو قیامت کے دن ہے

ابن ملجیم نے حیدر کو مارا

روزہ دارو قیامت كے دن ہیں

کھاکے بیواریسی ہے سروں پر

کالے پرچم لگے ہیں گھروں پر

ہم سے بچھڑا ہے مولا ہمارا

شب یہ انییسویں کیسی آئی

خون میں ڈوبا محمد کا بھائی

روراحا ہے سحر کا ستارہ

روزہ دارو قیامت كے دن ہیں

ابن ملجیم ستم کیسا ڈھایا

قبر میں سیدا کو رلایا

کیسے بچوں کا ھوگا گزارا

روزہ دارو قیامت كے دن ہے

تیغ سَر پہ علی کے لگی ہے

آج شام  امامت بجھی ہے

دِل یتیموں کا ہے پارا پارا

روزہ دارو قیامت كے دن ہیں

ماں کے مرنے کا غم کم نہیں تھا

ایک کوہے الم اور ٹوٹا

سوگ میں گھر ہے زہرہ کا سارا

روزہ دارو قیامت كے دن ہیں

گھر میں حیدر کے آہو فغن ہے

عید نزدیک غم کا سماں ہے

ایسا رمضان نا آئے دوبارہ

روزہ دارو قیامت كے دن ہیں

اوم كلثوم زینب سے بولی

آج بابا نے آنکھیں نا کھولیں

میں نے شانہ ہلا کر پکارا

روزہ دارو قیامت كے دن ہیں

سینا کبی کو “ریحان” و “مصوم”

کیوں نا فرش اذا پہ چلیں ہَم

غمزدہ چھاڑ سو ہے نظارہ

روزہ دار قیامت کے دن ہیں

ابن ملجیم نے حیدر کو مارا

روزہ دارو قیامت كے دن ہیں

 

Ali & Zainab Fatima is a very youngnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Ali & Zainab Fatima always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:rozadaro qayamat ke din hain whatsapp status,

rozadaro qayamat ke din hai whatsapp status,

rozadaro qayamat ke din hai lyrics,

rozadaro qayamat ke din hai irfan haider,

rozadaro qayamat ke din hai farhan ali waris,

rozadaro qayamat ke din hai mp3 download,

rozadaro qayamat ke din hain noha lyrics,

rozadaro qayamat ke din hain lyrics in urdu,

rozadaro qayamat ke din hain lyrics,

qayamat k din,

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *