Sarkar Ka Nokar Ho Koi Aam Lyrics and Video (سرکار کا نوکر ہوں کوئی عام نہیں ہو)

Urdu Naat

Sarkar Ka Nokar Ho Koi Aam with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous Hafiz Tahir Qadri | Hafiz Ahsan Qadri. Sarkar Ka Nokar Ho Koi Aam-سرکار کا نوکر ہوں کوئی عام نہیں ہو Naat in Urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Sarkar Ka Nokar Ho Koi Aam are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Naat Hafiz Tahir Qadri | Hafiz Ahsan Qadri tribute to The Sarkar Ka Nokar Ho Koi Aamfor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Naat is recorded Live in mahfil with soft melodious voice of Hafiz Tahir Qadri | Hafiz Ahsan Qadri.

Sarkar Ka Nokar Ho Koi Aam | Hafiz Tahir Qadri | Hafiz Ahsan Qadri  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu Naat  exclusively describes the Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh le sarkar jo naukari ke liye

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

and available With zikar. This Naat is praised with very soft With zikar. Sarkar Ka Nokar Ho Koi Aam is originally recited by Hafiz Tahir Qadri | Hafiz Ahsan Qadri and got fame but now it is available in voice of Hafiz Tahir Qadri | Hafiz Ahsan Qadri live in mahfil in 2019.

Sarkar Ka Nokar Ho Koi Aam is Urdu Naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Sarkar Ka Nokar Ho Koi Aam lyrics in Roman/English

Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh le sarkar jo naukari ke liye

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

Duniya ke kisi shobe mai nakam nahi hu

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

Mere ne jaafida yahi rasta dikhai de

Allah muje makt madina dikhai de

Roza e mustafa hai jaha par ae momino

Aashik vahi hai jita marta dikhai de

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

Duniya ke hukmara se darta nahi kabhi

Daulat aur riyal se bikta nahi kabhi

Jis zehn mai samaya hai fakat dast e karbala

Momin vo sar katata hai jukta nahi kabhi

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

Aqa ka faisala vahi kudrat ka faisala

Mehshar mai unki hoga shafa’at ka faisala

Kese bhala vo jaae jahannam ki aag mai

Karle huzur jiski himayat ka faisala

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

Pabandi kya lagegi durud o salam par

 

Kyu dalte ho pehra ibadat ke kaam par

Batil ko keh do aashikon ka imtihan le

Ham jaan denge apni Muhammad ke naam par

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

Iksi safi layi hui divaar hai ham log

Sarkar ke aashik hai pur asrar hai ham log

Jo shaya kare khak jitne vo charlis

Un sab ko mitane ko hi tayyar hai ham log

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

Mid’hat kisam ke log shararat ko chhod de

Aqa ke mamale mai siyasat ko chhod de

Sunvai ho rahi ho jo jabbali mint mai

Namus e risalat pai tijarat ko chhod de

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

Mehre sama’aton mai vo sach ki azan hai

Aqa Javam ul kalam ki unchi shan hai

Allah ne huzur ko vo lehja de diya

Ahle zaban jitne sab be zaban hai

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

Engineer vakil ya tajir ho doctor

Sab kuchh to ho magar tumhe itni bhi hai khabar

Haq mustafa ka hampe UJAGAR hai umr bhar

Zillat ka jina chhod ke izzat ki maut mar

Sarkar ka naukar hu koi aam nahi hu

 

Sarkar Ka Nokar Ho Koi Aam lyrics in Urdu/Arabic (سرکار کا نوکر ہوں کوئی عام نہیں ہو)

اتنا کافی ہے زندگی كے لیے

رکھ لے سرکار جو ناوکاری كے لیے

سرکار کا نوکر ہوں کوئی عام نہیں ہو

سرکار کا نوکر ہوں کوئی عام نہیں ہو

دُنیا كے کسی شوبی میں ناكام نہیں ہو

سرکار کا نوکر ہوں کوئی عام نہیں ہو

میرے نے جافیدا یہی رستہ دکھائی دے

اللہ مجھے مکت مدینہ دکھائی دے

روزہ مصطفی ہے جہاں پر اے مومنو

عاشق وہی ہے جیتا مرتا دکھائی دے

سرکار کا نوکر ہو کوئی عام نہیں ہو

دُنیا كے Hوکمارا سے ڈرتا نہیں کبھی

دولت اور ریال سے بکتا نہیں کبھی

جس ذہن میں سمایا ہے فقط دست کربلا

مومن وہ سَر کاتاتا ہے جوکتا نہیں کبھی

سرکار کا نوکر ہو کوئی عام نہیں ہو

آقا کا فیصلہ وہی قدرت کا فیصلہ

محشر میں انکی ھوگا شفا ’ ایٹ کا فیصلہ

کیسے بھلا وہ جائے Jاحاننام کی آگ میں

کرلے حضور جسکی حمایت کا فیصلہ

سرکار کا نوکر ہو کوئی عام نہیں ہو

پابندی کیا لگے گی درود و سلام پر

کیوں ڈالتے ہو پہرہ عبادت كے کام پر

باطل کو کہہ دو عاشقوں کا امتحان لے

ہَم جان دینگے اپنی محمد كے نام پر

سرکار کا نوکر ہو کوئی عام نہیں ہو

یکسی ثافی لائی ہوئی دیوار ہے ہَم لوگ

سرکار كے عاشق ہے پر اصرار ہے ہَم لوگ

جو شایہ کرے خاک جتنے وہ چارلیس

ان سب کو مٹانے کو ہی تیار ہے ہَم لوگ

سرکار کا نوکر ہو کوئی عام نہیں ہو

مڈ ’ ہٹ قسِم كے لوگ شرارت کو چھوڑ دے

آقا كے مامعلے میں سیاست کو چھوڑ دے

سونvای ہو رہی ہو جو جاببالی منٹ میں

ناموس رسالت پائی تجارت کو چھوڑ دے

سرکار کا نوکر ہو کوئی عام نہیں ہو

میحری سماں ’ ایٹون میں وہ سچ کی اَذان ہے

آقا جاvام ال كلام کی اونچی شان ہے

اللہ نے حضور کو وہ لہجہ دے دیا

اہل زبان جتنے سب بے زبان ہے

سرکار کا نوکر ہو کوئی عام نہیں ہو

انجینئر VAKIL یا تاجر ہو ڈاکٹر

سب کچھ تو ہو مگر تمہیں اتنی بھی ہے خبر

حق مصطفی کا ہمپی اُجاگَر ہے عمر بھر

ذلت کا جنا چھوڑ كے عزت کی موت مر

سرکار کا نوکر ہو کوئی عام نہیں ہو

 

Hafiz Tahir Qadri | Hafiz Ahsan Qadri is a very youngnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Hafiz Tahir Qadri | Hafiz Ahsan Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:sarkar ka nokar hun koi aam nahi ho,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi dj song,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi dj qawwali,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon status,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon by hafiz tahir qadri,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon whatsapp status,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon dj,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon by hafiz tahir qadri status,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon ringtone,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon status dj,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi status,

sarkar ka nokar hun koi aam nahin hun dj mein,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi hu tahir qadri,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi ringtone,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi naat sharif,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi tahir qadri,

sarkar ka nokar hun koi aam nahi whatsapp status,

sarkar ka nokar hun naat

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *