Sarta Baqadam Tan e Sultan e Zaman Phool Lyrics and Video (سرتا بقدم تن سلطان زمان پھول)

Urdu Naat

Sarta Baqadam Tan e Sultan e Zaman Phool with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous Allama Hafiz Bilal Qadri. Sarta Baqadam Tan e Sultan e Zaman Phool-سرتا بقدم تن سلطان زمان پھول

naat in urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Sarta Baqadam Tan e Sultan e Zaman Phool are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this naat Allama Hafiz Bilal Qadri tribute to The Sarta Baqadam Tan e Sultan e Zaman Phoolfor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This naat is recorded Allama Hafiz Bilal Qadri at mehfil with soft melodious voice of Allama Hafiz Bilal Qadri.

Sarta Baqadam Tan e Sultan e Zaman Phool | Allama Hafiz Bilal Qadri  | urdu Lyrics & Video

This urdu naat  exclusively describes the is naat ma shayir apny habeeb py Droodo Slam baj rha ha and available without duff. This naat is praised with very soft without  zikr. Sarta Baqadam Tan e Sultan e Zaman Phool is originally recited by Allama Hafiz Bilal Qadri and got fame but now it is available in voice of Allama Hafiz Bilal Qadri Allama Hafiz bilal qadri.

Sarta Baqadam Tan e Sultan e Zaman Phool is urdu naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Sarta Baqadam Tan e Sultan e Zaman Phool lyrics in Roman/English

Sar ta ba-qadam hai tan e sultane zaman phool

Lab phool, dahan phool, zakan phool, badan phool

Sadqe me tere baagh to kya laye hai ban phool

Iss guncha e dil ko bhi to imaa ho ki ban phool

Tinka bhi hamare to hilaye nahi hilta

Tum chaho to ho jaye abhi kohe mehan phool

WALLAH jo mil jaye mere ghul ka paseena

Maange na kabhi itr na fir chahe dulhan phool

Dil-basta wa khu-gashta na khusbu na latafat

Kyo guncha kahu hai mere AAQA ka dehan phool

Shab yaad thi kin daanto ki shabnam ki dam e subh(a)

Shokhane bahari ke jada-u hai kiran phool

Dandaan o lab o zulf o rukhe shah ke fidayi

Hai durre adan la’ale yaman mushke khotan phool

Bu hoke nahi ho gaye taabe rukhe shah me

Lo ban gaye hai ab to haseeno ka dahan phool

Ho baare gunah se na khazil doshe azeeza(n)

Lillah meri na’ash kar aaye jane chaman phool

Dil apna bhi shaidayi hai us naakhun e paa ka

Itna bhi mahe nou pe na ay charkhe kuhan phool

Dil khol ke khu ro le game aarize shah me

Nikle to kahi hasrat e khu-naaba shudan phool

Kya gaaza mala garde madeena ka jo hai aaj

Nikhre hue joban me qiyamat ki phaban phool

Garmi ye qiyamat hai ki kaante hai zabaa(n) par

Bulbul ko bhi ay saaqi e sahba wa laban phool

Hai kaun ki girya kare ya faatiha ko aaye

Bekas ke uthaye teri rehmat ke bharan phool

Dil ghum tujhe ghere hai khuda tujhko wo chamkaye

Suraj tere khirman ko bane teri kiran phool

Kya baat Raza us chamanistaan e karam ki

Zahra hai kali jisme husain aur hasan phool

 

Sarta Baqadam Tan e Sultan e Zaman Phool lyrics in Urdu/Arabic (سرتا بقدم تن سلطان زمان پھول

)

سر تا بقدم ہے تنِ سلطان زمن پھول

لب پھول دہن پھول زقن پھول بدن پھول

 

صدقے میں ترے باغ تو کیا لائے ہیں بن پھول

اِس غنچہ دل کو بھی تو ایما ہو کہ بن پھول

تنکا بھی تو ہمارے تو ہلائے نہیں ہلتا

تم جو چاہو تو ہو جائے ابھی کوہ محن پھول

واللہ جو مل جائے مرے گل کا پسینہ

مانگے نہ کبھی عطر نہ پھر چاہے دلہن پھول

 

دلِ بستہ وخوں گشتہ، نہ خوشبو  نہ لطافت

کیوں غنچہ کہوں ہے مِرے آقا کا دہن پھول

شب یاد تھی کن دانوں کی شبنم کہ دَم صبح

شو خان بہاری کے جڑاؤ ہیں کرن پھول

دندان و لب و زلف و رُخ شاہ کے فدائی

ہیں در عدن لعلِ یمن مشک ختن پھول

 

بو ہو کے نہاں سو گئے تابِ رُخ شہ میں

لو بن گئے ہیں اب تو حسینوں کا دہن پھول

ہوں بار گنہ سے نہ خجل دوشِ عزیزاں

للہ مری نعش کر اے جان چمن پھول

دل اپنا بھی شیدائی ہے اُس ناخنِ پا کا

اتنا بھی مہ نو پہ نہ اے چرخ کہن پھول

دل کھول کے خوں رو لے غم عارض شہ میں

نکلے تو کہیں حسرت خوں نا بہ شدن پھول

کیا غازہ مل گرد مدینہ کا جو ہے آج

نکھرے ہوئے جوبن میں  قیامت کی پھبن پھول

گرمی یہ قیامت ہے کہ کانٹے ہیں زباں پر

بلبل کو بھی اے ساقی صہبا و لبن پھول

 

ہے کون کہ گریہ کرے یا فاتحہ کو آئے

بیکس کے اٹھائے تِری رحمت کے بھرن پھول

دل غم تجھے گھیرے ہیں خدا تجھ کو وہ چمکائے

سورج ترے خرمن کو بنے تیری کرن پھول

کیا بات رضا اس چمنستان کرم کی

زہرا ہے کلی جس میں حسین اور حسن پھول

 

Allama Hafiz Bilal Qadri is a very famousnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Allama Hafiz Bilal Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:sar ta ba qadam,

ka sar ta lahbi,

sartaba qadam hai tane sultane zaman phool,

sartaba qadam hai tane sultane zaman phool naat,

sartaba qadam hai tane sultane,

sartaba qadam hai tane sultane zaman phool nadeem raza faizi,

sartaba qadam hai tane sultane zaman phool habibullah faizi,

sartaba qadam hai tane sultane zaman phool sayyed abdul wasi,

sartaba qadam hai tane sultane zaman phool status,

sartaba qadam hai tane sultane zaman phool asad iqbal,

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply