Sehar Ka Waqt Tha Lyrics and Video(سحر کا وقت تھا)
Sehar Ka Waqt Tha with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous Sehrish Ahmed. Sehar Ka Waqt Tha-سحر کا وقت تھا Kalam in urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Sehar Ka Waqt Tha are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Kalam Sehrish Ahmed tribute to The Sehar Ka Waqt Thafor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Kalam is recorded Al Jilani Studio
with soft melodious voice of Sehrish Ahmed.
Sehar Ka Waqt Tha | Sehrish Ahmed | urdu Lyrics & Video
This urdu Kalam exclusively describes the is naat mian naat khawan kehte hia k jb aap(SAW) is dunia mian tashreef lay to hr tarf noor he noor tha or jb ap(SAW) is dunia mian aay to sehr ka waqt tha or hr shay ny aap(SAW)k aany pr khushe mnae and available Without Duff. This Kalam is praised with very soft Without Zikar. Sehar Ka Waqt Tha is originally recited by Sehrish Ahmed and got fame but now it is available in voice of Sehrish Ahmed Al Jilani Studio
.
Sehar Ka Waqt Tha is urdu Kalam available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.
Sehar Ka Waqt Tha lyrics in Roman/EnglishSahar ka waqt tha masoom kaliyan muskurati thin Hawayen khair maqdam ke tarane gungunati thi Abhi jibril (as) bhi utre na then k’abe ke member se Ke itne me sada aayi hai Abdullah ke ghar se Mubarak ho shahe har dusra tashreef le aye Mubarak ho Mohammad Mustafa (saw) tashreef le aaye Maula ya Salli Wasalim da-Iman Abadan ‘Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kulli hi mi Muhammad un Sayyidul Kawnaini Wa-Thakalain Wal-Faree qaini Min Urbin Wa Min-Ajami Na koi aap jaisa hai Na koi aap jaisa tha Koi Yusuf (as) se poochhe Mustafa (saw) ka husn kaisa tha Zameen-o-aasman me Koi bhi misal na mili Maula ya Salli Wasalim da-Iman Abadan ‘Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kulli hi mi Durud un par salam un par Yehi kehana khuda ka hai Khuda ke baad jo hai Martaba salle ‘ala (saw) ka hai Wahi sardar-e-‘alam hain Wahi gham khawar ummat hain Wahi to hashr ke maidan me Sab ki shifa’at hain Shifa’at ke liye sab ki Nazar un par lagi hogi Maula ya Salli Wasalim da-Iman Abadan ‘Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kulli hi mi Salam us par ke jisne Bekason ki dastagiri ki Salam us par ke jisne Badshahi me faqeeri ki Salam us par ke jiske Ghar na chandi thi na sona tha Salam us par ke toota boriya Jiska bichhona tha Salam ae aamna ke laal Ae mahboob subhani Salam ae fakhr-e-maujoodat Fakhr-e-nuye insani Teri soorat teri seerat Tara naqsha tera jalwa Tawassum guftugu banda Nawazi khalqat-e-shani Tera dar ho mera sar ho Mera dil ho tera ghar ho Tamanna mukhtasar si hai Magar tamhid qurani Maula ya Salli Wasalim da-Iman Abadan ‘Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kulli hi mi
| Sehar Ka Waqt Tha lyrics in Urdu/Arabic (سحر کا وقت تھا)سحر کا وقت تھا معصوم کلیاں مسکراتی تھیں ہوائیں خیر مقدم کے ترانے گنگناتی تھیں ابھی جبریل بھی اُترے نہ تھے کعبے کے ممبر سے کہ اتنے میں صدا آئی ہے عبدﷲ کے گھر سے مبارک ہو شہِ ہر دوسرا تشریف لے آئے مبارک ہو محمد مصطفٰیﷺ تشریف لے آئے وہ محمد فخرِ عالم،بادشاہِ انس و جاں سیدِ کونین،سلطانِ عرب شاہِ عجم ایک دن جبریل سے کہنے لگے شاہِ امم تم نے دیکھے ہیں جہاں بتلاؤ تو کیسے ہیں ہم؟ عرض کی جبریل نے اے شاہِ دیں،اے محترم! آپ کا کوئی مماثل ہی نہیں رب کی قسم نہ کوئی آپ سا ہوگا نہ کوئی آپ جیسا تھا کوئی یوسف سے پوچھے مصطفیٰ کا حسن کیسا تھا زمین و آسماں میں کوئی بھی مثال نہ ملی درود اُن پر سلام اُن پر یہی کہنا خدا کا ہے خدا کے بعد جو ہے مرتبہ صلی اعلیٰ کا ہے وہی سردار عالم ہیں، وہی غمخوار اُمت ہیں وہی تو حشر کے میدان میں سب کی شفاعت ہے شفاعت کے لئے سب کی نظر اُن پر لگی ہوگی درِ محبوب سے ہٹ کر گزارا ہو نہیں سکتا یہ وہ در ہے کہ جس در سے کنارا ہو نہیں سکتا قسم اللہ کی لوگو! میرا ایمان کہتا ہے نبی کا نام لیوا بے سہارا ہو نہیں سکتا نبی کے چاہنے والوں کے دامن سے ہوں وابستہ یقیں ہے قبر میں میری اندھیرا ہو نہیں سکتا تقاضہ ہے *نیازی* یہ میرے ایمانِ کامل کا جسے نسبت نہیں ان سے ہمارا ہو نہیں سکتا
|
Sehrish Ahmed is a very youngnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Sehrish Ahmed always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.
Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.
| Users also Searched for:sehrish ahmad, sehrish ahmad naat, sehrish sheikh, sehrish shah, dr sehrish |
“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

