Ye Karam Mujh Pay Kam Hussain Ka Hay Lyrics and Video(میں خوش نصیب ہوں مجھ پہ کرم حسین کا)
Ye Karam Mujh Pay Kam Hussain Ka Hay with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous Sarwar Hussain Naqshbandi. Ye Karam Mujh Pay Kam Hussain Ka Hay-میں خوش نصیب ہوں مجھ پہ کرم حسین کا Mankabat in Urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Ye Karam Mujh Pay Kam Hussain Ka Hay are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Mankabat Sarwar Hussain Naqshbandi tribute to The Ye Karam Mujh Pay Kam Hussain Ka Hayfor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Mankabat is recorded Live in mahfil with soft melodious voice of Sarwar Hussain Naqshbandi.
Ye Karam Mujh Pay Kam Hussain Ka Hay | Sarwar Hussain Naqshbandi | Urdu Lyrics & Video
This Urdu Mankabat exclusively describes the Karam Husain (A.s.) Ka Mujh Par Mazeed Ho Jaaie
Maru Jo Farsh E Aza Par To Eid Ho Jaie
Ajeeb Jazbah Hai Har Maan Duaien Karti Hai and available withoutzikar. This Mankabat is praised with very soft Without zikar. Ye Karam Mujh Pay Kam Hussain Ka Hay is originally recited by Sarwar Hussain Naqshbandi and got fame but now it is available in voice of Sarwar Hussain Naqshbandi live in mahfil in 2019.
Ye Karam Mujh Pay Kam Hussain Ka Hay is Urdu Mankabat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.
Ye Karam Mujh Pay Kam Hussain Ka Hay lyrics in Roman/EnglishMai Shaheed E Rah E Khuda (S.w.t.) Hun
Karam Husain (A.s.) Ka Mujh Par Mazeed Ho Jaaie Maru Jo Farsh E Aza Par To Eid Ho Jaie Ajeeb Jazbah Hai Har Maan Duaien Karti Hai Khuda Kare Mera Baccha Shaheed Ho Jaaie
Aati Hai Har Shaheed Ki Yeh Khuld Se Sada Main Khush Naseeb Hun
Wajh E Hayat Ban Gai Mere Liye Qaza Main Khush Naseeb Hun
Labbaik Ki Uthi Thi Har Ek Simt Sadaien Khud Maut Mujhe Deti Thi Jeene Ki Duaien Tazeem Ko Phir Jhuk Gai Khud Meri Nigahen Phir Murtuza (A.s.) Ne Mujhko Gale Se Laga Liya
Main Khush Naseeb Hun
Yeh Dars Mujhe Apni Shahadat Se Mila Hai Shabbir (A.s.) Pe Marne Mein Hi Jine Ka Maza Hai Ab Taba Qaiyamat Mera Ghar Karbobala Hai Katrah Tha Apni Zat Mein Darya Sa Jaa Mila
Main Khush Naseeb Hun
Sau Jaan Se Qurban Mili Kaisi Saadat Maujood The Bali Pe Meri Shah (A.s.) E Wilayat Us Dam Thi Nigahein Meri Masroof E Ziyarat Kab Mera Dam Nikal Gaya Mujhko Nahi Pata
Main Khush Naseeb Hun
Masum Ke Anwar Ka Yun Ban Gaya Zair Jaise Kisi Manzil Par Pohunch Jaaie Musafir Gazi (A.s.) Se Mutahir Ne Kya Hai Mujhe Tahir Sub Dahul Gaie Gunah Lahu Jub Mera Baha
Main Khush Naseeb Hun
Turbat Se Andheron Ka Guzar Ho Nahi Sakta Maujood Hai Masoom (A.s.) Hai Mahoul Kisa Ka Matam Kabhi Hota Hai Kabhi Hota Hai Girya Mera Mazar Sheh (A.s.) Ka Azakhana Bangaya
Main Khush Naseeb Hun
Main Kaise Bhula Sakta Hun Ashoor E Moharram Zakhmon Se Badan Chur Tha Aur Karb Ka Aalam Yaad Aagaie Fitrus Ki Kahani Mujhe Us Dam Dali Nazar Husain (A.s.) Ne Har Zakhm Bhar Gaya
Main Khush Naseeb Hun…
Aai Doston Ho Lakh Mukhalif Yeh Zamana Sar Apna Kabhi Zulm Ke Aage Na Jhukana Nau Lakh Bhi Aajaie To Tum Khauf Na Khana Meri Tarha Jo Tum Ko Bhi Deni Hai Yeh Sada
Main Khush Naseeb Hun
Aab Mere Aaizza Ke Liye Hai Yeh Meri Baat Jeeta To Kahan Hoti Bhala Meri Yeh Aukat Hai Khuld Mein Ghar Hur E Dilawar Ka Mere Sath Zarre Se Mujhko Shah (A.s.) Ne Suraj Bana Diya
Main Khush Naseeb Hun
Paygam Takallum Yeh Zamane Ko Suna Do Rutba Jo Shaheedon Ka Hai Dunia Ko Bata Do Lashon Ke Shahadat Ki Kutch Is Tarha Batado Jaan De Ke Har Husain (A.s.) Ka Aashik Yeh De Sada
Main Khush Naseeb Hun
Mai Shaheed E Rah E Khuda (S.a.w.w.) Hun
| Ye Karam Mujh Pay Kam Hussain Ka Hay lyrics in Urdu/Arabic (میں خوش نصیب ہوں مجھ پہ کرم حسین کا)میں شہید راہ خدا ہوں کرم حسین ( علیہ السلام . ) کا مجھ پر مزید ہو جایی ماروں جو فرش اذا پر تو عید ہو جائی
عجیب جذبہ ہے ہر معاً دعائیں کرتی ہے خدا کرے میرا بچا شہید ہو جایی آتی ہے ہر شہید کی یہ خلد سے سدا میں خوش نصیب ہوں وجه حیات بن گئی میرے لیے قضا میں خوش نصیب ہوں لبیک کی اٹھی تھی ہر اک سمت صدائیں خود موت مجھے دیتی تھی جینے کی دعائیں تعظیم کو پِھر جھک گئی خود میری نگاہیں پِھر مورتوزا ( علیہ السلام . ) نے مجھکو گلے سے لگا لیا میں خوش نصیب ہوں یہ درس مجھے اپنی شہادت سے ملا ہے شبیر ( علیہ السلام . ) پہ مرنے میں ہی جینے کا مزہ ہے اب تبعہ قایامت میرا گھر کربوبالا ہے کاتراح تھا اپنی ذات میں دریا سا جا ملا میں خوش نصیب ہوں سو جان سے قربان ملی کیسی سعادت موجود تھے بالی پہ میری شاہ ( علیہ السلام . ) ولایت اس دم تھی نگاہیں میری مصروف زیارت کب میرا دم نکل گیا مجھکو نہیں پتہ میں خوش نصیب ہوں موسم كے انور کا یوں بن گیا زیر جیسے کسی منزل پر پہنچ جایی مسافر جازی ( علیہ السلام . ) سے موتاحیر نے کیا ہے مجھے طاہر سب داحول گئی گناہ لہو جب میرا بہا میں خوش نصیب ہوں تربت سے اندھیروں کا گزر ہو نہیں سکتا موجود ہے معصوم ( علیہ السلام . ) ہے ماحول قصہ کا ماتم کبھی ہوتا ہے کبھی ہوتا ہے گریا میرا مزار شہہ ( علیہ السلام . ) کا ازاخانا بن گیا میں خوش نصیب ہوں میں کیسے بھلا سکتا ہوں اشور محرم زخموں سے بدن چور تھا اور کرب کا عالم یاد آجایی فیتروس کی کہانی مجھے اس دم ڈالی نظر حسین ( علیہ السلام . ) نے ہر زخم بھر گیا میں خوش نصیب حون… آئی دوستوں ہو لاکھ مخالف یہ زمانہ سَر اپنا کبھی ظلم كے آگے نا جھکانا نو لاکھ بھی آجایی تو تم خوف نا كھانا میری طرح جو تم کو بھی دینی ہے یہ سدا میں خوش نصیب ہوں آب میرے آیزا كے لیے ہے یہ میری بات جیتا تو کاہان ہوتی بھلا میری یہ اوقات ہے خلد میں گھر ہُر دلاور کا میرے ساتھ ذرے سے مجھکو شاہ ( علیہ السلام . ) نے سورج بنا دیا میں خوش نصیب ہوں پیغام تاکالوم یہ زمانے کو سنا دو رتبہ جو شہیدوں کا ہے دنیا کو بتا دو لاشوں كے شہادت کی کچ اِس طرح بتادو جان دے كے ہر حسین ( علیہ السلام . ) کا عاشق یہ دے سدا میں خوش نصیب ہوں میں شہید راہ خدا ( صلی اللہ علیہ وسلم . ) ہوں
|
Sarwar Hussain Naqshbandi is a very youngnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Sarwar Hussain Naqshbandi always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.
Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.
Users also Searched for:Karam Husain (A.s.) Ka Mujh Par Mazeed Ho Jaaie mujh pe karam hussain ka hai, Main khush Naseeb Hoon Mujh pe karam hussain k, Main khush Naseeb Hoon Mujh pe karam hussain k |Abid Rouf, Labbaik Ki Uthi Thi Har Ek Simt Sadaien, |
“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”