Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka Lyrics and Video (یہ کون آیا كے ذکر جن کا)

Urdu Naat

Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous Zulfiqar Ali Hussaini. Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka-یہ کون آیا كے ذکر جن کا Naat in Urdu can be listened, downloaded, read and shared to others. Lyrics of Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Naat Zulfiqar Ali Hussaini tribute to The Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin kafor the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Naat is recorded Live in mahfil with soft melodious voice of Zulfiqar Ali Hussaini.

Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka | Zulfiqar Ali Hussaini  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu Naat  exclusively describes the Dilon Ki Kheti Hari Bhari Hai

Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka

Nagar Nagar Hai Gali Gali Hai

Diye Dilon Ke Jalaa Ke Rakha

Nabi Ki Mehfil Sajaa Ke Rakhna

Jo Rahate Dil Suqoone Jaan Hai and available Without duff. This Naat is praised with very josh With zikar. Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka is originally recited by Zulfiqar Ali Hussaini and got fame but now it is available in voice of Zulfiqar Ali Hussaini live in mahfil in 2020.

Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka is Urdu Naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد) are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Naat(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka lyrics in Roman/English

Karam Ke Badal Baras Rahe Hain

Dilon Ki Kheti Hari Bhari Hai

Karam Ke Badal Baras Rahe Hain

Dilon Ki Kheti Hari Bhari Hai

Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka

Nagar Nagar Hai Gali Gali Hai

Diye Dilon Ke Jalaa Ke Rakha

Nabi Ki Mehfil Sajaa Ke Rakhna

Jo Rahate Dil Suqoone Jaan Hai

Woh Zikr Zikre Muhammadi Hai

Jo Gaaliya Sun Ke De Duayen

Bado Ko Apne Galle Lagaye

Saraapa Lutfo Karam Jo Thehri

Woh Mere Aaqa Ki Zindigi Hai

Nabi Ko Apna Khuda Na Mano

Khuda Se Lekin Juda Na Jano

Hai Ahle Imaan Ka Ye Aqeeda

Khuda Khuda Hai Nabi Nabi Hai

Main Apni Qismat Pe Kyun Na Jhoomu

Main Kyun Na Waliyon Ke Dar Ko Choomu

Main Naam Lewa Hu Mustafa Ka

Khuda Ke Bandon Se Dosti Hai

Hai Dosh Par Jin Ke Kamli Kaali

Wohi To Hain Do Jahaan Ke Waali

Koi Sawaali Na Bejha Khaali

Ye Shaan Mere Kareem Ki Hai

Na Mango Dunya Ke Tum Khazaane

Niyaazi Aao Chalein Madine

Ke Badshah Se Bhadh Ke Pyare

Nabi Ke Dar Ki Gadaagari Hai

Nagar Nagar Hai Gali Gali Hai

Diye Dilon Ke Jalaa Ke Rakha

Nabi Ki Mehfil Sajaa Ke Rakhna

Jo Rahate Dil Suqoone Jaan Hai

Woh Zikr Zikre Muhammadi Hai

Jo Gaaliya Sun Ke De Duayen

Bado Ko Apne Galle Lagaye

Saraapa Lutfo Karam Jo Thehri

Woh Mere Aaqa Ki Zindigi Hai

Nabi Ko Apna Khuda Na Mano

Khuda Se Lekin Juda Na Jano

Hai Ahle Imaan Ka Ye Aqeeda

Khuda Khuda Hai Nabi Nabi Hai

Main Apni Qismat Pe Kyun Na Jhoomu

Main Kyun Na Waliyon Ke Dar Ko Choomu

Main Naam Lewa Hu Mustafa Ka

Khuda Ke Bandon Se Dosti Hai

Hai Dosh Par Jin Ke Kamli Kaali

Wohi To Hain Do Jahaan Ke Waali

Koi Sawaali Na Bejha Khaali

Ye Shaan Mere Kareem Ki Hai

Na Mango Dunya Ke Tum Khazaane

Niyaazi Aao Chalein Madine

Ke Badshah Se Bhadh Ke Pyare

Nabi Ke Dar Ki Gadaagari Hai

 

Yeh Kon Aaya Ke Zikr Jin ka lyrics in Urdu/Arabic (یہ کون آیا كے ذکر جن کا)

کرم كے بَدَل برس رہے ہیں

دلوں کی کھیتی ہاری بھری ہے

یہ کون آیا كے ذکر جن کا

نگر نگر ہے گلی گلی ہے

دیئے دلوں كے جلا كے رکھا

نبی کی محفل سجا كے رکھنا

جو رہتے دِل سوقونی جان ہے

وہ ذکر زکر محمدی ہے

جو گالیاں سن كے دے دعائیں

بدو کو اپنے گالی لگاے

سراپا لوتفو کرم جو ٹھہری

وہ میرے آقا کی زندگی ہے

نبی کو اپنا خدا نا منو

خدا سے لیکن جدا نا جانو

ہے اہل ایمان کا یہ عقیدہ

خدا خدا ہے نبی نبی ہے

میں اپنی قسمت پہ کیوں نا جحومو

میں کیوں نا والیون كے دَر کو چومو

میں نام لیوا ہو مصطفی کا

خدا كے بندوں سے دوستی ہے

ہے دوش پر جن كے کملی کالی

وہی تو ہیں دو جہاں كے والی

کوئی سوالی نا بیجھا خالی

یہ شان میرے کریم کی ہے

نا مانگو دنیا كے تم خزانے

نیازی آؤ چلیں مدینی

كے بادشاہ سے بحادح كے پیارے

نبی كے دَر کی جادااجاری ہے

 

Zulfiqar Ali Hussaini is a very youngnaat reciter have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Zulfiqar Ali Hussaini always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:ye kon aya k zikr jiska,

ye kon aaya ke zikr jiska nagar nagar hai gali gal,

naat ye kon aya k zikr jiska,

naat ye kon aya k zikr jiska lyrics

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply