Bhardo Jholi Meri Sarkar e Madina Lyrics And Video By NaatVideos

Urdu Naat

Bhardo Jholi Meri Sarkar e Madina with Lyrics and Video in Urdu  got  fame with voice of famous Owais Raza Qadri. Bhardo Jholi Meri Sarkar e Madina-بھر دو جھولی میریnaat in Urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Bhardo Jholi Meri Sarkar e Madina are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this naat  Owais Raza Qadri tribute to The The Holy prophet muhammad (P.B.U.H) for  the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This naat is recorded mehfil with soft melodious voice of Owais Raza Qadri.

Bhardo Jholi Meri Sarkar e Madina | Owais Raza Qadri  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu naat is exclusively describes the bhar do jholi mari sakar madina ma loot kar na jao a khali koch nawaso ka sdqa etha ho der pa ayaa ho bn ka sawali and available with duff. This naat  is praised with very Softwith out zikar. Bhardo Jholi Meri Sarkar e Madinais originally recited by Abdul Basit Qadri and got fame but now it is available in voice of Owais Raza QadriTayyiba Production.

Bhardo Jholi Meri Sarkar e Madina is  Urdu naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi  language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Bhardo Jholi Meri Sarkar e Madina lyrics in Roman/English

Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad

Lautkar Main Na Jaaunga Khaali

Tumhaare Aastaane Se Zamaana Kya Nahin Paata

Koi Bhi Dar Se Khaali Maangne Waala Nahin Jaata

Bhar Do Jholi Meri Sarkaar-E-Madeena

Bhar Do Jholi Meri Taajdaar-E-Madeena

Tum Zamaane Ke Mukhtaar Ho Ya Nabi

Bekason Ke Madadgaar Ho Ya Nabi

Sab Ki Sunte Ho Apne Ho Ya Ghair Ho

Tum Ghareebon Ke Gham-Khwaar Ho Nabi

Bhar Do Jholi Meri Sarkaar-E-Madeena

Bhar Do Jholi Meri Taajdaar-E-Madeena

Hum Hain Ranj-O-Museebat Ke Maare Hue

Saqt Mushkil Mein Hain Gham Se Haare Hue

Ya Nabi Kuchh Khudaara Humein Bheek Do

Dar Pe Aaye Hain Jholi Pasaare Hue

Bhar Do Jholi Meri Sarkaar-E-Madeena

Bhar Do Jholi Meri Taajdaar-E-Madeena

Hai Mukhaalif Zamaana Kidhar Jaaein Hum

Haalat-E-Bekasi Kisko Dikhlaaye Hum

Hum Tumhaare Bhikaari Hain Ya Mustafa

Kiske Aage Bhalaa Haath Phailaayein Hum

Bhar Do Jholi Meri Sarkaar-E-Madeena

Bhar Do Jholi Meri Taajdaar-E-Madeena

Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad

Lautkar Main Na Jaaunga Khaali

Kuchh Nawaason Ka Sadqa Ataa Ho

Dar Pe Aaya Hoon Bankar Sawaali

Haq Se Paayi Wo Shaan-E-Kareemi

Marhaba Dono Aalam Ke Waali

Uski Qismat Ka Chamka Sitaara

Jis Pe Nazr-E-Karam Tum Ne Daali

Zindagi Bakhsh Ki Bandagi Ko

Aabroo Deen-E-Haq Ki Bachaali

Wo Muhammad Ka Pyara Nawaasa

Jisne Sajde Mein Gardan Kataali

Jo Ibn-E-Murtaza Ne Kiya Kaam Khoob Hai

Qurbaani-E-Hussain Ka Anjaam Khoob Hai

Khurbaan Ho Ke Fatema Zehra Ke Chain Ne

Deen-E-Khuda Ki Shaan Badhaayi Hussain Ne

Bakhshi Hai Jisne Mazhab-E-Islam Ko Hayaat

Jitni Azeem Hazrat-E-Shabbir Ki Hai Zaat

Maidaan-E-Karbala Mein Shah-E-Khush Khisaal Ne

Sajde Mein Sar Kataa Ke Mohammad Ke Laal Ne

Zindagi Bakhsh Di Bandagi Ko

Aabroo Deen-E-Haq Ki Bachaali

Wo Muhammad Ka Pyara Nawaasa

Jisne Sajde Mein Gardan Kataali

Hashr Mein Unko Dekhenge Jis Dam

Ummati Ye Kahengey Khushi Se

Aa Rahey Hain Wo Dekho Mohammad

Jinke Kaandhe Pe Kambli Hai Kaali

 

Bhardo Jholi Meri Sarkar e Madina lyrics in Urdu/Arabic (بھر دو جھولی میری)

 

Owais Raza Qadri is a very Famous naat  recite  have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Owais Raza Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:bhar do jholi meri sarkare madina,

bhar do jholi meri sarkare madina laut kar main,

bhar do jholi meri sarkar e madina owais raza qadri,

bhar do jholi meri sarkare madina status,

bhar do jholi meri sarkare madina naat,

bhar do jholi meri sarkare madina qawwali,

bhar do jholi meri sarkare madina laut kar main na jaunga,

bhar do jholi meri sarkare madina song,

bhar do jholi meri sarkare madina laut kar main na jaunga khali,

bhar do jholi meri sarkar e madina amjad sabri,

bhar do jholi meri sarkare madina bhar do jholi,

bhar do jholi meri sarkare madina dj,

bhar do jholi meri sarkare madina gana,

bhar do jholi meri sarkar e madina,

bhar do jholi meri sarkare madina laut kar main na jaunga khali qawwali,

bhar do jholi meri sarkare madina laut kar main na jaunga khali status,

bhar do jholi meri sarkare madina laut kar main aaunga,

bhar do jholi meri sarkare madina laut kar main na jaunga khali ringtone,

bhar do jholi meri ya sarkare madina laut kar main na jaunga khali,

bhar do jholi meri ya muhammad sarkare madina,

bhar do jholi meri sarkare madina naat sharif,

bhar do jholi meri sarkare madina ringtone,

bhar do jholi meri sarkare madina whatsapp status,

bhar do jholi meri ya sarkare madina

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

 

Leave a Reply