Hum Hai Miladi

Urdu Naat

Hum Hai Miladi with Lyrics and Video in Urdu  got  fame with voice of famous Muhammad Abbas Qadri. Hum Hai Miladi-ہم ہیں میلادیNaat in Urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Hum Hai Miladi are also available on naatvideos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Naat  Muhammad Abbas Qadri tribute to The The Holy prophet muhammad (P.B.U.H) for  the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Naat is recorded in studio with soft melodious voice of Muhammad Abbas Qadri.

Hum Hai Miladi | Muhammad Abbas Qadri  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu Naat is exclusively describes the naat khawan is naat ma aqa sa iltga kar raha ha k ya nabi krm kijey doriono na mara ha der py ma ny jo waqat guzara ha ham par rahm farmajey and available with out duff. This Naat  is praised with very joshwith out zikar. Hum Hai Miladiis originally recited by Muhammad Abbas Qadri and got fame but now it is available in voice of Muhammad Abbas Qadrisafa islamic.

Hum Hai Miladi is  Urdu Naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi  language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Hum Hai Miladi lyrics in Roman/English

ai to miladi hu  Mai to miladi hu

Ghar ghar gali me gunji hai sada e marhaba

Aur balb ke kumkumon se sajaya hai mohalla

Janda utha ke har koi kehta hai marhaba

Milad ke mele saje Ashiq sabhi khush ho gaye

Bache bade kehne lage Mai to miladi hu …..

Jashn e viladat ki ronak pe yaaron

Marte hai sunni marte rahenge

Apne nabi ki azmat ka charcha

Karte hai sunni karte rahenge

Bache bade ye kehne lage Mai to miladi hu …..

Mosam ho jaisa sardi ho garmi

Mai to manau jashn e viladat

Shehron me gumu Gaon me jaau

Mai to manau jashn e viladat

Bache bade ye kehne lage Mai to miladi hu …..

Safr o hajar me gadi me bas mai

Hu rail me ya paidal chalu mai

Ishk e nabi ka janda uthaye

Zikr e muhammad karta rahu mai

Bache bade ye  kehne lage Mai to miladi hu …..

Galiyon mahollon me khushiya hi khushiya

Jalse juluson me anvar barse

Amad ki naatein ghar ghar me gunji

Aaye muhammd sarkar aaye

Milad reli mehdood karna

Chaho to fir bhi kar nahi sakte

Ham reliyon ki karna hifazat

Khud jante hai tal nahi sakte

Bache bade ye kehne lage Mai to miladi hu …..

Ham se ye kampe kaisar o kisra

Dodaye ham ne dariya me gode

Ae kafiron tum takkar na lena

Ham sari duniya mai faile hue hai

Bache bade ye kehne lage Mai to miladi hu …..

Vo din bhi aye allah ke ghar me

Ham bhi Ujagar mehfil sajaye

Jaae viladat se mash’al utha kar

Amad ki makke me dhume machaye

Hathiyar jinke hatho me honge

Unko muhabbat ka paigam dunga

Mai inkilabi jazbe se yaaron

Naatein nabi ki padta rahunga

 

Hum Hai Miladi lyrics in Urdu/Arabic (ہم ہیں میلادی)

 

Muhammad Abbas Qadri is a very Famous naat  recite  have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Muhammad Abbas Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:hum hai khiladi hum hai piro

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

 

Leave a Reply