Qawwali

Jitny Bhi Zakham Hain Mare Dil Par Doston Ke Lagaye Huwy Qawwali Lyrics and Video Nusrat Fateh Ali Khan

https://www.youtube.com/watch?v=ZXQqQ6BuXTo

Jitny Bhi Zakham Hain Mare Dil Par Doston Ke Lagaye Huwy with Lyrics and Video in punjabi  got  fame with voice of famous Nusrat Fateh Ali Khan. Jitny Bhi Zakham Hain Mare Dil Par Doston Ke Lagaye Huwy-وہ سارے زخم جو میرے دل پر دوستوں نے لگائے ہیں۔Qawwali in punjabi can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Jitny Bhi Zakham Hain Mare Dil Par Doston Ke Lagaye Huwy are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Qawwali  Nusrat Fateh Ali Khan tribute to The sufi kalam for  the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Qawwali is recorded studio with soft melodious voice of Nusrat Fateh Ali Khan.

Jitny Bhi Zakham Hain Mare Dil Par Doston Ke Lagaye Huwy | Nusrat Fateh Ali Khan  | punjabi Lyrics & Video

This punjabi Qawwali is exclusively describes the Jitny Bhi Zakham Hain Mare Dil Par Doston Ke Lagaye Huwy and available with  duff. This Qawwali  is praised with very joshwith out ziker. Jitny Bhi Zakham Hain Mare Dil Par Doston Ke Lagaye Huwyis originally recited by Nusrat Fateh Ali Khan and got fame but now it is available in voice of Nusrat Fateh Ali KhanAll In One.

Jitny Bhi Zakham Hain Mare Dil Par Doston Ke Lagaye Huwy is  punjabi Qawwali available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi  language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Jitny Bhi Zakham Hain Mare Dil Par Doston Ke Lagaye Huwy lyrics in Roman/English

Gardishon K Hain Maray Huay Na

Dushmano K Sataye Huay Hain

Jitne Bhi Zakham Hain Mere Dil Per

Doston Ke Lagaye Huay Hain

Ishq Ko Rog Maar Dete Hain

Aqal Ko Sog Maar Dete Hain

Aadmi Khud Ba Khud Nahi Marta

Doosre Log Maar Dete Hain

Log Kaanton Se Bach K Chalte Hain

Humne Phoolon Se Zakhm Khaye Hain

Tum To Gairon Ki Baat Karte Ho

Hum Ne Apne Bhi Aazmaye Hain

Kasaaye e Deed Le K Duniya Mein

Maine Deedaar Ki Gadayi Ki

Mere Jitne Bhi Yaar Thay Sab Ne

Hasb e Taufeeq Be Wafai Ki

Jitne Bhi Zakham Hain Mere Dil Per

Doston Ke Lagaye Huay Hain

O Jab Se Dekha Tere Qad o Kamat

Tumhe Dekha To Zahid Ne Kaha

Emaan Hi Ye Hai K Ab Insaan Ko

Sajda Rawa Hone Ka Waqt Aaya

Jab Se Dekha Tere Qad o Kamat

Ae Mast e Naz Dekhne

Walon K Dil To Dekh

Paamaal Ho Gaye Teri

Raftaar Dekh Kar

Jab Se Dekha Tere Qad o Kamat

Giraya Hath Se Sheesha

Surahee Tor Di Maine

Jab Se Dekha Tere Qad o Kamat

Sharaab Seekh Pe Daali

Kabaab Sheeshay Mein

Jab Se Dekha Tere Qad O Kamat

In Ankhon Se Qayamat Ki

Nishani Kaun Dekhe Ga

But e Kaafir Teri Uth ti

Jawani Kaun Dekhe Ga

Jab Se Dekha Tere Qad O Kamat

Jab Se Dekha Tere Qad O Kamat

Dil Pe Tuti Hui Hai Qayamat

Har Bala Se Rahe To Salamat

Din Jawani Ke Aaye Huay Hain

Aur De Mujhko De Aur Saaqi

Qareeb Aur Bhi Aao K

Shauq e Deen Mittay

Sharaab Aur Pilao K

Kuch Nasha Utray

Aur De Mujhko De Aur Saaqi

Apne Dil e Sil Chak

Ko See Sakta Hun

Mehroom e Karam Ho K

Bhi Jee Sakata Hun

Mauqoof Nahi Jaam Pe Rindi Meri

Saaqi Tere Ghussay Ko

Bhi Pee Sakta Hun

Aur De Mujhko De Aur Saaqi

Aur De Mujhko De Aur Saaqi

Hosh Rehta Hai Thora Sa Baaqi

Aaj Talkhi Bhi Hai Inteha Ki

Aaj Wo Bhi Paraye Huay Hain

Kal Thay Aabaad Pehlu Main Mere

Ab Hain Ghairon Ki Mehfil Main Daire

Meri Mehfil Main Kar K Andhere

Apni Mehfil Sajaye Huay Hain

Apne Hathon Se Khanjar Chala Kar

Kitna Masum Chehra Bana Kar

Apne Kaandhon Pe Ab Mere Qatil

Meri Mayat Uthaye Huay Hain

Mahwashon Ko Wafa Se Kya Matlab

In But’ton Ko Khuda Se Kya Matlab

Inki Masoom Nazron Ne Nasir

Log Pagal Banaye Huay Hain

Gardishon K Hain Maray Huay Na

Dushmano K Sataye Huay Hain

Jitne Bhi Zakham Hain Mere Dil Per

Doston Ke Lagaye Huay Hain

 

Jitny Bhi Zakham Hain Mare Dil Par Doston Ke Lagaye Huwy lyrics in Urdu/Arabic (وہ سارے زخم جو میرے دل پر دوستوں نے لگائے ہیں۔)

 

Nusrat Fateh Ali Khan is a very Famous naat  recite  have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Nusrat Fateh Ali Khan always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:jitny bhi zakham hain mare dil par,

jitnay bhi zakhm hain mere dil par remix,

jitnay bhi zakhm hain mere dil par,

jitne bhi zakhm hain mere dil par remix,

jitny bhi zakham hain mere dil par

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

 

Leave a Reply