Kehna Ghalat Ghalat To Chupaana Sehi Sehi Qawwali Lyrics and Video Nusrat Fateh Ali Khan

Qawwali

Kehna Ghalat Ghalat To Chupaana Sehi Sehi with Lyrics and Video in urdu  got  fame with voice of famous Nusrat Fateh Ali Khan. Kehna Ghalat Ghalat To Chupaana Sehi Sehi-کہنا غلت سے چپانا سہی سہیQawwali in urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Kehna Ghalat Ghalat To Chupaana Sehi Sehi are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Qawwali  Nusrat Fateh Ali Khan tribute to The sufi kalam for  the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Qawwali is recorded studio with soft melodious voice of Nusrat Fateh Ali Khan.

Kehna Ghalat Ghalat To Chupaana Sehi Sehi | Nusrat Fateh Ali Khan  | urdu Lyrics & Video

This urdu Qawwali is exclusively describes the Kehna Ghalat Ghalat To Chupaana Sehi Sehi and available with  duff. This Qawwali  is praised with very joshwith out ziker. Kehna Ghalat Ghalat To Chupaana Sehi Sehiis originally recited by Nusrat Fateh Ali Khan and got fame but now it is available in voice of Nusrat Fateh Ali KhanOriental Star Agencies Ltd.

Kehna Ghalat Ghalat To Chupaana Sehi Sehi is  urdu Qawwali available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi  language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Kehna Ghalat Ghalat To Chupaana Sehi Sehi lyrics in Roman/English

tanhayi mein faryaad to kar sakta hoon

veerane ko aabaad to kar sakta hoon

jab chahoon tumhein mil nahi sakta lekin

jab chahoon tumhein yaad to kar sakta hoon

koi hasse to tujhe gham lage hassi na lage

ke dilaagi bhi tered il ko dillagi na lage

to raoz roya kar uth ke chaand raatopn mein

khuda kare tera mere bagair jee na lage

achchi soorat ko sanwarne ki zaroorat kya hai

saadgi mein bhi qayaamat ki ada hoti hai

tum jo aa jaate ho masjid mein ada karne namaaz

tumko maloom hai kitnon ki kaza hoti hai

ye jo deewane se do chaar nazar aate hain

in mein kuch sahib e asraar nazar aate hain

teri mehfil ka bharam rakhte hain so jaate hain

warna ye log to bedaar nazar aate hain

mere daaman mein to kaanton ke siwa kuch bhi nahi

aap poolon ke khareedar nazar aate hain

hashar mein kaun meri gawaahi dega saagar

sab tumhare hi tarafdaar nazar aate hain

qasid payaam e khat ko dena bahut natoor

bas mukhtasir ye kehna ke aankhein taras gayi

kehna galat galat to chchupaana sahi sahi

qasid kaha jo usne bataana sahi sahi

ye subho subho chehre ki rangat udi hui

kal raat tum kahaan the bataana sahi sahi

maine poocha ke kal shab kahaan the

pehle sharmaaye phir hasn ke bole

baat kyun tum aisi poochte ho

jo bataane ke kaabil nahi hai

ye udi udi si rangat ye khule khule se gesu

teri sybho keh rahi hai teri shaam ka fasaana

na ham samjhe na tum aaye kahin se

paseena ponchiye apni jabeen se

dil leka mera haath mein kehte hain mujhse wo

kya loge iske daam bataana sahi sahi

ankhein milao gair se do hamko jaam e mai

saaki tumhein kasam hai pilaana sahi sahi

nasha pila kar giraana to sab ko aata hai

mazaa to tab hai girton ko thaam le saaki

nasha imaan hota hai suraahi deen hoti hai

jawaani ki ibaadat kis qadar rangeen hoti hai

sharaab e naab ko do aad shai bana ke pila

sharaab kam hai to saaki nazar mila ke pila

sharaab ka apna koi sharihe rang nahi

sharaab tajziya e ehtisaab karti hai

jo ehle dil hain badhaati hai aabru unki

jo beshaoor hain unko kharaab karti hai

aye maifarosh bheed hai teri dukaan par

gahak hain ham bhi maal dikhaama sahi sahi

sajid ko jaan o dil se faqat aap ka hai bas

kya aap bhi uske bataana sahi sahi

 

Kehna Ghalat Ghalat To Chupaana Sehi Sehi lyrics in Urdu/Arabic (کہنا غلت سے چپانا سہی سہی)

 

Nusrat Fateh Ali Khan is a very Famous naat  recite  have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Nusrat Fateh Ali Khan always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:kehna ghalat ghalat to chupaana sehi sehi,

kehna ghalat ghalat to chhupana sehi sehi,

kehna galat galat to chhupana sehi sehi remix,

kehna ghalat ghalat to chhupana sehi sehi lyrics

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

 

Leave a Reply