Main to Aashiq Hoon Nabi Ka (میں تو عاشق ہوں نبیؐ کا) Farhan Qadri Naat
Main to Aashiq Hoon Nabi Ka (میں تو عاشق ہوں نبیؐ کا) by Farhan Ali Qadri is naat in urdu language.
Interpretation of Main to Aashiq Hoon Nabi Ka (میں تو عاشق ہوں نبیؐ کا) by Farhan Ali Qadri
Video and Lyric of Main To Aashiq Hu Nabi Ka میں تو عاشق ہوں نبیﷺ کا
Main To Aashiq Hu Nabi Ka
Main To Aashiq Hu Nabi Ka
Zikre Sarwar Mai Muje Khoya Huva Rehane Do
Isme Duniya Jo Khafa Hain To Khafa Rehane Do
Ya Muhmmad Ka Wazifa Hai Labo Par Har Gam
Dil Ko Bas Yaade Muhmmad Mai Fanaa Rahane Do
Main To Aashiq Hu Nabi Ka
Dil Mai Nabi Ki Yaade Ne Dera Jama Liya
Sare Gamo Se Aap Ke Gam Ne Bacha Liya
Qubaan Jao Ya Nabi Tera Makam Par
Tumne To Paththaro Ko Bhi Kalama Parha Liya
Wiraniya Na Aaegi Aankho Mai Ab Kabhi
Khake Dare Rasul Ka Surma Laga Liya
Sine Mai Hai Bahar Sa Maila Laga Huwa
Jab Se Tumhare Dard Ko Mehma Bana Liya
Main To Aashiq Hu Nabi Ka
Gulamiye Rasul Ka Tohafa Saja Ke Dekh
Nadan Unke Darpe Tu Sar Ko Zuka Ke Dekh
Aati Hai Kese Josh Mai Rahmat Huzur Ki
Tu Dastane Gam Zara Unko Suna Ke Dekh
Kadmo Mai Tere Honge Khzane Jahan Ke
Ik Bar Unke Naam Pe Sab Kuch Luta Ke Dekh
Main To Aashiq Hu Nabi Ka
Main To Aashiq Hu Nabi Ka
Jaha Jaha Bhi Gayee Wo Karam Hi Karte Gayee
Kisi Ne Manga Na Manga Wo Zoli Bharte Gayee
Ye Unki Banda Nawazi Ka Hi Karam Hai Ke
Mere Nasib The Bigare Magar Sawarate Gayee
Main Unki Dar Ki Gulami Pe Kyu Na Naaz Karu
Sahara Unka Raha Din Mere Guzrat Gayee
Main To Aashiq Hu Nabi Ka