mehfil naat  complete( Lahore Data Nagir)( Umair Zubair) 12 naat lyrics & videos

Mehfil E Naat

https://www.youtube.com/watch?v=WPiOMCLGHF8

mehfil naat  complete( Lahore Data Nagir)( Umair Zubair) 12 naat lyrics & videos with Lyrics and Video in Urdu  got  fame with voice of famous umair zubair qadri. mehfil naat  complete( Lahore Data Nagir)( Umair Zubair) 12 naat lyrics & videos-kalam in Urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of mehfil naat  complete( Lahore Data Nagir)( Umair Zubair) 12 naat lyrics & videos are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this kalam  umair zubair qadri tribute to The allah for  the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This kalam is recorded mhfil e naat with soft melodious voice of umair zubair qadri.

mehfil naat  complete( Lahore Data Nagir)( Umair Zubair) 12 naat lyrics & videos | umair zubair qadri  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu kalam is exclusively describes the koi to ha jo nazam hasti chala raha ha and available with out duff. This kalam  is praised with very Softwith  zikar. mehfil naat  complete( Lahore Data Nagir)( Umair Zubair) 12 naat lyrics & videosis originally recited by umair zubair qadri and got fame but now it is available in voice of umair zubair qadriumair zubair chaenel.

Naat 1>koi to ha jo nazam hasti chala raha hy

Naat 2>rab rab karna chaiy da

Naat 3>kardy karm rab saiyana

Naat 4>allah allah karda rawana

Naat 5 >lam yati nazeero kafi

Naat 6 >meyry waras ny karblha waly

Naat 7 >khudah qismat badal dy

Naat 8 >jo v mangha sarkar atha kardy ny

Naat 9>khuda ka zikaer

Naat 10>keu log ye kahte he

Naat11>sohna lagda ali wala

Naat 12 >loko meri ma deayan duawan mery nal ny

 

mehfil naat  complete( Lahore Data Nagir)( Umair Zubair) 12 naat lyrics & videos is  Urdu kalam available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi  language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

mehfil naat  complete( Lahore Data Nagir)( Umair Zubair) 12 naat lyrics & videos lyrics in Roman/English

Naat no 1 lyrics > Koi To Hai Jo, Nizaam-E-Hasti

Chala Raha Hai, Wohi Khuda Hai

 

Dikhayi Bhi Jo Na De Nazar Bhi

Jo Aa Raha Hai, Wohi Khuda Hai

Wohi Khuda Hai, Wohi Khudaa Hai

Wohi Khuda Hai..

 

Nazar Bhi Rakhe, Samaatein Bhi

Woh Jaan Leta Hai, Neeatein Bhi

Jo Khana-E-Lashaoor Mein Jagmaga Raha Hai

Wohi Khuda Hai, Wohi Khudaa Hai

Wohi Khudaa Hai, Wohi Khudaa Hai

 

Talash Uss Ko, Na Kar Buttoun Mein

Woh Hai Badalti Hui Ruttoun Mein

Jo Din Ko Raat Aur Raat Ko Din

Bana Raha Hai, Wohi Khuda Hai

Wohi Khuda Hai, Wohi Khudaa Hai

Wohi Khudaa Hai…

 

Koi To Hai Jo, Nizaam-E-Hasti

Chala Raha Hai, Wohi Khuda Hai

Dikhayi Bhi Jo Na De Nazar Bhi

Jo Aa Raha Hai, Wohi Khuda Hai

Wohi Khuda Hai, Wohi Khudaa Hai

Wohi Khuda Hai..

 

Nazar Bhi Rakhe, Samaatein Bhi

Woh Jaan Leta Hai, Neeatein Bhi

Jo Khana-E-Lashaoor Mein Jagmaga Raha Hai

Wohi Khuda Hai, Wohi Khudaa Hai

Wohi Khudaa Hai, Wohi Khudaa Hai

 

Koi To Hai Jo, Nizaam-E-Hasti

Chala Raha Hai, Wohi Khuda Hai

 

Dikhayi Bhi Jo Na De Nazar Bhi

Jo Aa Raha Hai, Wohi Khuda Hai

Wohi Khuda Hai, Wohi Khudaa Hai

Naat 2 lyrics> Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Har lamha ham pe ya rab hai lutf-e-aam tera

Lab pe rahe hamesha zikr-e-dawam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Jinn-o-bashar malayek sare hain teri khalqat

Sare jahan me kya kya hai intezam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Shah-o-gada sabhi hain mohtaj tere aksar

Garche nahin wo lete ghaflat me naam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Chahe to pal ek pal me munkir ko tu mita de

Bandon se door lekin hai intiqaam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Hai kafiron ka shewa mayus tujh se hona

Deta hai ye shahadat sacchha kalam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Hokar shikasta dil jo aaya hai dar pe tere

Ho hi gaya moqarrab rabb-e-anam tera n

Naat no 3 lyrics > Karam karam karam karam karam karam mola

Kar karam karam mola

Tu bad shah mein haan gadda rakheen sharam mola

Kar karam karam mola

Karam karam karam karam karam karam mola

1. Subhan wee tu rehman wee tu,

sultanan da sultan wee tu.

Duniya noun banwan wala tu,

is dunya da nigihbaan wii tu.

Tu eyn ila tu kibriya,

tera karam mola.

Kar karam karam mola.

Karam karam karam karam karam karam mola

Kar karam karam mola

Tu bad shah mein haan gadda rakheen sharam mola

Kar karam karam mola

Karam karam karam karam karam karam mola

2. Aey raheem kareem aleem rabba,

taufeeq ibadat dey dey tu.

Mehshar wich sadqa sonay da soghaat shafa’at dey dey tu,

Mein jundiyan takda rawan,

tera haram mola.

Kar karam karam mola

Karam karam karam karam karam karam mola

Kar karam karam mola

Tu bad shah mein haan gadda rakheen sharam mola

Kar karam karam mola

Karam karam karam karam karam karam mola

3. Mein chuk kay paar gunawan da,

meydaan-e-hashar jadon jawan mein.

naat no 4 lyrics > Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Har lamha ham pe ya rab hai lutf-e-aam tera

Lab pe rahe hamesha zikr-e-dawam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Jinn-o-bashar malayek sare hain teri khalqat

Sare jahan me kya kya hai intezam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Shah-o-gada sabhi hain mohtaj tere aksar

Garche nahin wo lete ghaflat me naam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Chahe to pal ek pal me munkir ko tu mita de

Bandon se door lekin hai intiqaam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Hai kafiron ka shewa mayus tujh se hona

Deta hai ye shahadat sacchha kalam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Hokar shikasta dil jo aaya hai dar pe tere

Ho hi gaya moqarrab rabb-e-anam tera

Naat 5 lyrics > lam yati nazeero kafi nazarin lyrics

Lamyati Nazeero Kaafi Nazarin

Misle To Na Shud Paida Jaana

Jag Raaj Ko Taaj Tore Sar So

Hai Tujh Ko Shahey Do Sara Jaana

 

Ana Fi Atshiv Wa Sakha Ka Atam

Aye Gesu E Paak Aye Abr E Karam

Barsan Haare Rimjhim Rimjhim

Do Boond Idhar Bhi Gira Jaana

 

Al Bahro Alaa Wal Mavjo Tagha

Mann Bekaso Tufaan Hosh Ruba

Manjdhaar Me Hu Ya Rasoolallah

Manjdhaar Me Hu Bigri Hai Hawaa

Moori Naiya Paar Laga Jaana

 

Ar Rooho Fida Ka Fazid Harka

Yak Shola Digar Barzan Ishqa

Mora Tan Mann Dhan Sab Phoonk Diya

Yeh Jaan Bhi Pyaare Jala Jaana

 

Al Qalbo Shyjivm Wal Hamo Shujut

Dil Dar Chuna Jaan Zer Chuno

Pat Apni Bhi Pat Mai Kaise Kahu

Mera Kaun Hai Tere Siwa Jaana

 

Bas Khaama E Khaam Nawa E Raza

Na Yeh Taraz Meri Na Yeh Rang Mera

Irshaad E Ahibba Na Atik Tha

Nachaar Is Raah Para Jaana

Mora Jiyera Larje Dharak Dharak

Naat 6 lyrics >coming soon

Naat 7 lyrics > Dhundhla jaayein jo manzilein

Ik pal ko tu nazar jhuka

Jhuk jaaye sar jahan wahin

Milta hai rab ka raasta

Teri kismat tu badal de

Rakh himmat bas chal de

Tere saathi mere kadmon ke hain nishaan

Tu na jaane aas pass hai khuda

If the destinations get hazy,

lower your sight for a moment,

wherever your head bows down,

there only the way to God is found,

You Change your luck

Be strong, just start moving,

My footprints are your companion

You don’t know God is nearby..

Khud pe daal tu nazar, Haalaton se haar kar

Kahaan chala re

Haath ki lakeer ko, Modta marodta,

Hai hausla re

Toh khud tere khwabon ke rang mein

Tu apne jahan ko bhi rang de

Ke chalta hoon main tere sang mein

Ho shaam bhi toh kya

Jab hoga andhera

Tab paayega dar mera

Uss dar pe phir hogi teri subah

Tu na jaane aas pass hai khuda

Naat 8 lyrics > Jo ve Manga Menoo SarKar aata kar de Nay

Jo ve manga Menu Sarkar ata kerde ne

Jo ve manga Menu Sarkar ata kerde ne

Apne Magte Nal Payar Aaqa Bara Kar day Ney

Jo vee Manga Menoo SarKar aata kar de Nay

Apne Magte Nal Payar Aaqa Bara Kar day Ney

Jo vee Manga Menoo SarKar aata kar de Nay

Bare Lagpal Nay Aaqa Bare Lagpal Nay Aaqa

Bare Lagpal Nay Aaqa Bare Lagpal Nay Aaqa

Jo vee Manga Menoo SarKar aata kar de Nay

Jo vee Manga Menoo SarKar aata kar de Nay

Haar Iztaan Da sada unnah day Gal Vich pena

Onnah Kushbakhata Da Naam Mar k Ve Zinda rehna

Jarey Sarkar Doo Alam Dee sana kar day nay

Jo ve manga Menu Sarkar ata kerde ne

Jo vee Manga Menoo SarKar aata kar de Nay

Bare Lagpal Nay Aaqa Bare Lagpal Nay Aaqa

Bare Lagpal Nay Aaqa Bare Lagpal Nay Aaqa

Jo vee Manga Menoo SarKar aata kar de Nay Ghooor ess Sachi Ibadat tay Vee karna Chaia’Daa

Phela Kalma Fir Unnah Lokaa nu Parna Chai’daa

Mery Aaqa Nuu jary Khuda to Juda karday Nay Jo ve manga Menu Sarkar ata kerde ne

Jo vee Manga Menoo SarKar aata kar de Nay

Bare Lagpal Nay Aaqa Bare Lagpal Nay Aaqa

Bare Lagpal Nay Aaqa Bare Lagpal Nay Aaqa

Naat 9 lyrics > khuda ka zikr karezikr mustfa na kare

hamare munh mai ho aesi zaba khuda na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

madine jake niklana na sahar se bahar

khuda na khwasta ye zindadi wafa na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

asir jisako banakar rake madine main

tamam umr rihai ki wo dua na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

kaha khuda ne safaat ki bat mehshar main

mera habib kare koi dusara na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

saure naat bhi ho or zabaan bhi ho ‘adib’

wo aadami nahi jo unka hakk ada na kare

gadae naam siya ka kaha thikana hain

sadaat  iski jo mahshar main mustafa na kare

kami ho ishqe nabi me kabhi khuda na kare

naat 10 lyrics > Kyon Log Ye Kehte He Ghamkhar Nahi Milta

Taiba Me Chala Jee Jise Pyar Nahin Milta

 

Wo Ek Hi Nagri He Sarkare Madina Ki

Jis Nagri Me Sunne Ko Inkar Nahin Milta

 

Ao Chalen Taiba Me Duniya Ki To Adat He

Sau Bar Sawal Kare Ek Bar Nahin Milta

 

Milta He Sukun Ake Sarkar Ke Qadmon Me

Jab Dil Ko Koi Sachcha Dildar Nahin Milta

 

Har Gham Mit Jata He Sarkar Ki Basti Me

Milti He Dawa Lekin Beemar Nahin Milta

 

Wo Din Mera Faruqi BecHe Guzarta He

Jis Din Koi Panjtan Ka Wafadar Nahin Milta

naat 11 lyrics > changa lagdai Ali wala lyrics

changa lagdai Ali wala sohna lagda Ali wala

kisay wayad maidan vchon sun le sun le sun le nahi bajdai Ali wala

Khyber day vich pak nabi jadd Haider nun sed maari

mein haazir mein aaya aqqa mein sadqy mein vari

Salman akhaan o piya ound ound oundaya sher jali wala

maar ke بودلا saaien jis dam handiaan day vich paaya

taivar badlay laal sakhi day josh Shahbaz koo aya

bodlh kith wi ton aure aja teeno sadday Ali wla

puchya ae mein Shahbaz day koloon kive parwaaz mili ae

sadqa panjaa baran da. ae meri auqaat hi ki ae

dar Haider te qmbr mism abozr mein tan sagh haan gali wala

See translation

Naat 12 lyrics > Ohoo topien daa ni daar Mayno

Chawien mary naal nay

Ohoo loko mari maa dayien

Duwaien mary naal nay

Loko mari maa dayien

Duwaien mary naal nay

(Rog pawien lakhien nay par

Mari maa daa sadqaa) ×2

Loor naei dawien dee

Shafawien mary naal nay

(Ohoo loko mari maa dayien

Duwaien mary naal nay) ×2

(Maa day paar chum k may

Jadoun karoun tor naa) ×2

Lagda aay manzilein mary naal nay

(Ohoo loko mari maa dayien

Duwaien mary naal nay) ×2

(Shiker duparay jadoun

Yaad maa dee ohndi aay) ×2

Lagda aay thandien awawien

Mary naal nay

 

 

mehfil naat  complete( Lahore Data Nagir)( Umair Zubair) 12 naat lyrics & videos lyrics in Urdu/Arabic ()

 

umair zubair qadri is a very Famous naat  recite  have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of umair zubair qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:koi to hai jo nizam hasti chala raha hai,

koi to hai jo nizam hasti chala raha hai wohi khuda hai,

koi to hai jo nizam hasti chala raha hai nusrat fateh ali khan,

koi to hai jo nizam hasti chala raha hai naat,

koi to hai jo nizam hasti chala raha hai status,

koi to hai jo nizam hasti chala raha hai wohi khuda hai nusrat fateh ali khan,

koi to hai jo nizam hasti chala raha hai khuda,

koi to hai jo nizam hasti chala raha hai atif aslam,

koi to hai jo nizam hasti chala raha hai wohi khuda hai naat,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai wohi khuda hai,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai atif aslam,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai naat,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai status,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai muzaffar warsi,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai coke studio,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai wohi khuda hai naat,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai nusrat fateh ali khan,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai rahat fateh ali khan,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai full naat,

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai nusrat fateh ali ki awaz mai

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply