mehfil naat  complete   (Qari Shahid Mehmood)8 naat lyrics & videos

Mehfil E Naat

mehfil naat  complete   (Qari Shahid Mehmood)8 naat lyrics & videos with Lyrics and Video in Urdu  got  fame with voice of famous . mehfil naat  complete   (Qari Shahid Mehmood)8 naat lyrics & videos-naat in Urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of mehfil naat  complete   (Qari Shahid Mehmood)8 naat lyrics & videos are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this naat   tribute to The The Holy prophet muhammad (P.B.U.H) for  the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This naat is recorded mhfil e naat with soft melodious voice of .

mehfil naat  complete   (Qari Shahid Mehmood)8 naat lyrics & videos |   | Urdu Lyrics & Video

This Urdu naat is exclusively describes the bachapan sy he sarkar k tokrono sy pala ho and available with out  duff. This naat  is praised with very Softwith out zikar. mehfil naat  complete   (Qari Shahid Mehmood)8 naat lyrics & videosis originally recited by Qari Shahid Mehmood Qadri and got fame but now it is available in voice of hafiz muhammad danish.

Naat 1> Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala

Naat 2> allah k name

Naat 3> allah allah allah

Naat 4 > khodha kary tyybha sy peyam aya

Naat 5> ali ka nokar ho

Naat 6> maera gadha mera mangta

Naat 7> suny kon qesa e derd e dill

Naat 8> ma di shan

mehfil naat  complete   (Qari Shahid Mehmood)8 naat lyrics & videos is  Urdu naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi  language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

mehfil naat  complete   (Qari Shahid Mehmood)8 naat lyrics & videos lyrics in Roman/English

naat 1> Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun

Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun

Her Aan Taswer Ma Huzoori Ke Maza Han

Goya ka Ma Gunbad Ke Tala Naat Saraa Hun

Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun

Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun

Nazan He Mera Bukht pe Shahane Zamana

Qasa liye Dehleez e Payamber Pe Khara Hun

Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun

Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun

Hr Rooz Sujhate Han Nae Naat Ke Ashear

Herat Se Ma Un Ka Ye Karam Dikh Raha Hun

Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun

Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun

Ha Naaz Muja Nisbat e Hassan Peh Nazish

Wo Naat Ka Suraj Ha Me Chota Sa Diya Hun

Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun

Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun

naat 2> Home > Kamal Uddin > 99 Names of Allah

99 NAMES OF ALLAH LYRICS

99 Names of Allah – Asma Allah – In Arabic, English Meanings & Detailed Information

There are 99 names of Allah, Asma’ullah ulhusnaa

They are mentioned in the Holy Qur’an, La ilaha Illa huwar Rahman

Ar Rahman, Ar Raheem, Al Malikul, Quddoos

As Salaamul, Muminul, Muhaiminul, ‘Azeez

Al Jabbarul, Mutakabbirul, Khaliq

Al Bariul, Musawwirul, Gaffarul, Qahhar

There are 99 names of Allah, Asma’ullah ulhusnaa

They are mentioned in the Holy Qur’an, La ilaha Illa huwar Rahman

Al Wahhabur, Razzaq, Al ‘Aleemul, Fattah

As Samee’ul, Baseer, Al Lateeful, Khabeer

Al Gafoorul, Haleem, Ash Shakoorul, ‘Azeem

Al ‘Aliyyul, Kabeerul, Hafeezul, Kareem

There are 99 names of Allah, Asma’ullah ulhusnaa

They are mentioned in the Holy Qur’an, La ilaha Illa huwar Rahman

Al Muqeetul, Haseeb, Ar Raqeebul, Qareeb

Al Wasi’ul, Hakeemul, Wadoodul, Mujeeb

Al Wakeelush, Shaheed, Al Haqqul, Majeed

Al Qawiyul, Mateenul, Waliyul, Hameed

There are 99 names of Allah, Asma’ullah ulhusnaa

They are mentioned in the Holy Qur’an, La ilaha Illa huwar Rahman

Al Hayyul, Qayoom, Al Wahiduz, Zahir

Al Ahadus, Samadul, Awwalul, Akhir

Al Batinul, Walee, Al Muta’alee

Al Jami’ul , Ganniyun, Noorul, Hadee

There are 99 names of Allah, Asma’ullah ulhusnaa

They are mentioned in the Holy Qur’an, La ilaha Illa huwar Rahman

Al Afuwwur, Ra’oof, Al Akramush, Shakir

Al Barrut, Tawwabul, Muqtadirul, Qadir

Ar Rabbul, Badee’ Al Mubeenul, Qadeer

Al Kafeelul, Hafizul, Maleekun, Naseer

There are 99 names of Allah, Asma’ullah ulhusnaa

They are mentioned in the Holy Qur’an, La ilaha Illa huwar Rahman

Al Khallaqul, Mawla, Al ‘Allamul, Ilah

Al Muheetul, Mannan, Al Hafiyyul, Musta‘an

A Qahir, Al Gafir

Al Jaleel, A’la, Al Fatir

Ar Rafee’ul, Muhyee, Galibul, Kafee

Al Warisul, Mumeetul, Ba’isul, Baqee

There are 99 names of Allah, Asma’ullah ulhusnaa

They are mentioned in the Holy Qur’an, La ilaha Illa huwar Rahman

Asma Allah Information:

Naat 3> Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Har lamha ham pe ya rab hai lutf-e-aam tera

Lab pe rahe hamesha zikr-e-dawam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Jinn-o-bashar malayek sare hain teri khalqat

Sare jahan me kya kya hai intezam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Shah-o-gada sabhi hain mohtaj tere aksar

Garche nahin wo lete ghaflat me naam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Chahe to pal ek pal me munkir ko tu mita de

Bandon se door lekin hai intiqaam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Hai kafiron ka shewa mayus tujh se hona

Deta hai ye shahadat sacchha kalam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Hokar shikasta dil jo aaya hai dar pe tere

Ho hi gaya moqarrab rabb-e-anam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Rahmat teri hai aisi phir kyun ham aas toden

Hain jaan-o-Dil se hazir sun kar payam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Aasi bhi ham hain behad nakara bewafa hain

Tawwab tu hai lekin ghaffar naam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Rahmat ki wus’aton me tu dhank le hame bhi

Teri sifat hai Rahman Rahmat hai kaam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Bakhshish hamari kar de ruswa na hon kahin ham

Tu hai Kareem aaqa Sattar naam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Mazda teri raza ka ae kashid-e-malayek

Ho waqt-e-marg lab pe jari kalam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Tashna labi me hamko hasil ho roz-e-mehshar

Tere Nabi ke hathon kausar ka jaam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Zer-e-lewa rahen ham us rahmate jahan ke

Maskan bane hamara darood salam tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Sardar ambiya ki hamko mile shifa’at

Deedar bhi hame ho har subh-o-sham tera

Allah Allah Allah Allah hu Allah

Allah Allah Allah Allah hu Allah

naat 4> coming soon

Naat 5> Kabhi Deewaar Hilti Hai

Kabhi Dar Kaanp Jata Hai

Ali Ka Naam Sun Kar

Ab Bhi Khaiber Kaanp Jata Hai

Ali Warga Zamane Te Koi Peer Wikha Menu

Ali Varga Zamaane Te Koi Peer Wikha Menu

Ali Baaj Muhammad Da,

Ali Baaj Muhammad Da, Koi Veer Wikhaa Menu

Ali Varga Zamaane Te Koi Peer Wikha Menu

Ali Varga Zamaane Te Koi Pir Wikhaa Menu

Unchi Zaat Ali Di Aey, Kayenaat Ali Di Aey

Unchi Zaat Ali Di Aey, Kayenaat Ali Di Aey

Unchi Zaat Ali Di Aey, Kayenaat Ali Di Aey

Ali Jitni Kise Di Vi

Ali Jitni Kise Di Vi, Jaagir Wikha Menu

Ali Varga Zamaane Te Koi Peer Wikha Menu

Ali Varga Zamaane Te Koi Pir Wikhaa Menu

Kabe Wich Aawan Hai, Masjid Wich Jaawan Hai

Kabe Wich Aawan Hai, Masjid Wich Jaawan Hai

Ali Wargi Kise Di Vi,

Ali Wargi Kise Di Vi, Touqeer Wikha Menu

Ali Varga Zamaane Te Koi Peer Wikha Menu

Ali Varga Zamaane Te Koi Pir Wikhaa Menu

Ali Dilaan Nu Tod’da Nai, Ali Khali Mod’da Nai

Ali Dilaan Nu Tod’da Nai, Ali Khali Mod’da Nai

Ali Baaj Jag Utthe,

Ali Baaj Jag Utthe, Koi Ameer Wikha Mainu

Ali Varga Zamaane Te Koi Peer Wikha Menu

Ali Varga Zamaane Te Koi Pir Wikhaa Menu

Hakim He Ali Hakim, He Shere Jali Hakim

Hakim He Ali Hakim, He Shere Jali Hakim

Mere Gal Vich Milne Di,

Mere Gal Vich Milne Di, Zanjeer Wikha Menu

Ali Varga Zamaane Te Koi Peer Wikha Menu

Ali Varga Zamaane Te Koi Pir Wikhaa Menu

Naat 6 > Mera gada mera mangta mera ghulam aye.

Khuda karre kabhi taiba se ye payam aaye..

Durood syed e konain ke wasile se

Mere zubaan pe aqa tera hi naam aye..

Mai is yaqeen se aya hu unke roze se,

Wo phir kahenge ke wapis mera ghulam aye..

Ghulam e zehra hun mai toh ali ka naukar huun..

Humesha panjatani nisbat hi mere kaam aaye..

Mai dhekta hi rahaon bas tumhare roze ko

Janab e zehra ka sadqa ke aisi sham aye.

Naat 7> sunay kon qisssa e dard e dil

mera gham gusaar chala gaya

jisay aashnaon ka pass tha

wo wafa shiaar chala gaya

wohee bazm he wohee dhoom he

wohee aashiqoan ka hujoom he

he kamee to bas mere sheikh/ peer kee

jo kalaam ko chala gaya

wo sukhan shanaas wo door been

wo gadaa nawaz wo maah jabeen

wo haseen wo behr e uloom e deen

mera taajdaar chala gayaa

jiisay me sunata tha dard e dil

wo jo poochta tha gham e daroon

wo gadaa nawazx bicharr gaya

wo ataa shiaar chalaa  gaya

sunay kon qissa e dard e dil

bahay kyu naseer na na ashk e gham

rahay kyu na lab pe mere fughaan

mjhe be karaar wo chorr kar

sar e raah guzaar chala gaya

Naat 8> Dukh Duniya De Kera Lende Paa, Mawan Jadoon Mar Jandiyaan

Koi kehnda nahiyoon put kerh aa, mawan jadhoon mer jandiyan

Apniyaan mawan waali, thand kon panda aie?

Moun matha chum kay tay, sinay kon landa aie?

Kon mangda aye magroon dua, mavan jadhoon mer jandiyan.

Apnay paraie saray, mukh mor lenday nay

Samj yateem saray, dil tor denday nay

Rehnday dil which dil walay cha, mawan jadhon mer jandiyan

Koi Kehnda nahiyoon put kerh aa, mawan jadhoon mer jandiyan

Put panhway bura howay, maa bura kehndi nahin

Mer kay whi bachayaan da, kadhay dukh sendhi nahin

Kadhi lagan dendhi nahin tatti waa, mawan jadhoon mer jandiyan

Maae ni maae, aayein gi kehri rutay

Kamli walaya karam kamaween,

Maa meri noun jannat pohnchaween… [AMEEN]

Ker kay rehmat utay,

Maae ni maae aayein gi kehri rutay…

Mawan tay teeyan da saath aanokha,

Mawan tay putraan da saath aanokha

Puch lei pawan sarayaan lokan

Maa bina koi na puchay,

Ni maae aayein gi kehri rutay…???

Ma meri nay bagh lagaya,

Perh per mashkaan pani pawaya

Lagay anguraan day guchay

ni maae aayein gi kehri rutay…

Eidaan tay shab raatan aaiyan

Lokan ker ker kushiyaan manayaan

Per teray bina kon puchay?

ni maae aayein gi kehri rutay…

Mawaan walay har welay khushiyaan mana’ounday nay

Mouyee manwan walay roo kay chup ho janday nay

Koi sunda nee jag tay sada, mawan jadhoon mer jandiyan

Jiday utay razi yaaro, Allah di so maa nahin

Udhayaan naseeban which jannatan di chaan nahin

Yaar Sanwala, aie kenhda aie Khuda, mawan jadhoon mer jandiyan

Koi Kehnda nahiyoon put kerh aa, mawan jadhoon mer jandiyan

Dukh Duniya De Kera Lende Paa, Mawan Jadoon Mar Jandiyaan

mehfil naat  complete   (Qari Shahid Mehmood)8 naat lyrics & videos lyrics in Urdu/Arabic ()

is a very Famous naat  recite  have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of  always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:bachapan sy he sarkar k tokrono sy pala ho

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”

Leave a Reply