mehfil naat complete(in pakistan) owais raza qadri 10 naat lyrics & videos
mehfil naat complete(in pakistan) owais raza qadri 10 naat lyrics & videos with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous owais raza qadri. mehfil naat complete(in pakistan) owais raza qadri 10 naat lyrics & videos-naat in Urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of mehfil naat complete(in pakistan) owais raza qadri 10 naat lyrics & videos are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this naat owais raza qadri tribute to The The Holy prophet muhammad (P.B.U.H) for the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This naat is recorded mhfil e naat with soft melodious voice of owais raza qadri.
mehfil naat complete(in pakistan) owais raza qadri 10 naat lyrics & videos | owais raza qadri | Urdu Lyrics & Video
This Urdu naat is exclusively describes the Taiba Ke Jaane Wale and available with out duff. This naat is praised with very Softwith zikar. mehfil naat complete(in pakistan) owais raza qadri 10 naat lyrics & videosis originally recited by owais raza qadri and got fame but now it is available in voice of owais raza qadri urdu hits.
naat 1>Taiba Ke Jaane Wale
naat 2 >gunhno ki adat chara mery mula
naat 3>jagha g lagany ki duneya
naat 4>mahe ramzan ayay
naat 5>marhba aj chaliny gy
naat 6>mery aqa nghy karam
naat 7>mery nbi ka roza
naat 8>chalo deyary nbi k pas
naat9>me gdaay haram
naat 10>tybha k jany waly
mehfil naat complete(in pakistan) owais raza qadri 10 naat lyrics & videos is Urdu naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.
mehfil naat complete(in pakistan) owais raza qadri 10 naat lyrics & videos lyrics in Roman/Englishnaat 1> Taiba ke jaane wale, Jakar baray aadab se Mera bhi kisa-e gham, Kehna shah-e arab se Taiba Ke Jaane Wale Taiba Ke Jaane Wale.. Kehna ke sha-e aali, eik ranj-o gham ka mara Dono jahan mein iska, hai app hi sahara Halaat-e pur aalam se, har dam guzar raha hai Aur kanptay labhoon se, faryaad ker raha hai.. Baaray gunah apna, hai dosh per uthaye Koi nahin hai aisa, jo puchanay ko aiye Bhatka hua musafar manzil ko dhundta hai Tarikiyoon mein mah-e kamil ko dhundta hai.. Senay mein hai andhera, dil hai siyah khana Senay mein hai andhera, dil hai siyah khana Yeh sab meri haqeeqat sarkar ko sunana.. Kehna mere Nabi se, mehroom hoon khushi se, sar per eik abray gham hai Ashkoon say aankh naam hai, pamale zindagi hoon, sarkar ummati hun, Ummat kay rehnuma ho, kuch arz e hal sunlo, faryaad ker raha hun, Mein dil figar kab se, mera bhi kisa-e gham kehna shahe arab sai.. Taiba kay jaane wale, Jakar baray aadab se Mera bhi kisa-e gham, Kehna shah-e arab se Taiba Ke Jaane Wale Taiba Ke Jaane Wale.. naat 2 > Gunahon ki aadat chura mere maula Mujhe naik insan bana mere maula Joh tujhko joh tere Nabi ko pasand hai Mujhe aisa banda bana mere maula Mujhe naik insaan bana mere maula Tu masjood mera mai sajid hu tera Tu maalik mai banda tera mere maula Mujhe naik insan bana mere maula Tu lega agar adl se kaam apne Mai hu mustahiq naar ka mere maula Mujhe naik insan bana mere maula Joh rehmat teri Shaamil e Haal ho toh Maula Maula Maula Maula Thikana hai jannat mera mere maula Tujhe to khabar hai mai kitna bura hu Tu aibo ko mere chupa mere maula Mujhe naik insaan bana mere maula Meri ta qayamat joh nasle ho Ya Rab Ho sab Aashiq e Mustafa mere maula Mujhe naik insaan bana mere maula Na mohtaj kar tu jahan me kisi ka Mujhe muflisi se bacha mere maula Mujhe naik insan bana mere maula Hai Kaabe pe nazre Ubaid e Raza ki Ho maqbool har ek dua mere maula Mujhe naik insaan bana mere maula Naat 3> Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai Jehan main hain ibrat k her so namoonay Magar tujh ko andha kiya rang-o-boo nay Kabhi ghor se bhee yeh dekha hai tu nay Jo mamoor thay who mehal ab hain soonay Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai Mile khak main ahl-e-shan kese kese Makeen ho gaye la-makan kese kese Huwe naamwar be nishan kese kese Zamee kha gayee nojawan kese kese Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai Zameen k huwe log paiwand kia kia Malook-o-huzoor-o-khudawand kia kia Dikhae ga tu chand roz kia kia Ajal ne picharay tan-o-mand kia kia Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai Naat 4> Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya Shor-e-maheeno sun kar tujh tak me dawan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya Jab baan me tajalli par wo nayya re jaan aaya Sar tha jo gira jhuk kar dil tha jo tapan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya Taiba ke siwa sab baab pamaal-e-panah honge Dekhoge chaman walon jab ahd-e-khazan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya Jannat ko haram samjha aate to yahan aaya Ab tak ke har kaamu kahta hun kahan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya Sar aur wo sang-e-dar aankh aur wo bazm-e-noor Zalim ko watan ka dhiyan aaya to kahan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya Kuchh naat ke tabqe ka aalam hi nirala hai Sakte me padi hai aql chakkar main ghuma aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya Le tauq-e-alam se ab azad ho ab qumri Chitthi liye bakhshish ki wo sarw-e-rawan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya Taiba se ham aate hain kahiye to jina walon Kya dekh kar jeeta hai jo wahan se yahan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Naat 5> Marhaba aaj chale ge shah-e-abraar ke paas Insha’allah pohonch jaaein ge sarkaar ke paas Main gunahgaar gunahoon ke siwa kya lata Naikiaan hoti hai sarkaar niko-kar ke paas Dono aalam ki bhalayi ka sawali bhan kar Ik bikari hain khara aap ke darbar ke paas Istikaamat ise imaan pe ataa kar deejayein ya rasoolallah ik bikari hai khara aap ke darbar ke paas Kabr me yoon hi nakeeroon me nahi aa pohncha Hai ghulami ki sannad dekhlo Attar ke paas Naat Khawaan: Alhaaj Muhammad Owais Raza Qadri Writer: Maulana Allama Muhammad Ilyas Attar Qadri Razvi Naat 6 > Bhik ata ae nabi mohtasham ho Mere aqa nigah e karam ho (X 3) Deed ka hun talabghar aqa (X 2) Hun agarche gunahgar aqa Ek jalak apni sarkar aqa (X 2) Ab dikha do na ek baar aqa Is gunahghar par bhi karam ho (X 2) Mere aqa nigah e karam ho Chhut jaaye gunahon ki aadat (X 2) Rabb ki dil se karun mein ibadat Esi karde tu nazre inayat (X 2) Bas tere gham mein maahe Risalat Dil tadapta rahe aankh nam ho (X 2) Mere aqa nigah e karam ho Hai tamanna meri mere dilbar (X 2) Dekhlun kash har saal aa kar Teri masjid ke mehrabo mimbar (X 2) Aur roze ka pur kayf manzar Fir bayan haal ba chashme nam ho (X 2) Mere aqa nigah e karam ho Yaad aata hai mujko wo manzar (X 2) Jab chala tha madine se dilbar Muztarib qalb tha aankh thi tar (X 2) Us gadi arz ye thi zubaan par Baar baar aaun esa karam ho (X 2) Mere aqa nigah e karam ho Arz karta Ubaid e Raza hai Jo tere sar ka adna gada hai Mushkilon mein shaha ye giraan hai Tujse imdad ye chahta hai Door iska har ek ranjo gham ho (X 2) Mere aqa nigah e karam ho Naat 7> Arsh-E-Ula Se Aala Mere Nabiﷺ Ka Roza Hai Har Makaan Bala Mere Nabi ﷺ Ka Roza
Kaisa Hai Pyaara Pyaara Yeh Sabz Gumbad Kitna Hai Meetha Meetha, Mere Nabi ﷺ Ka Rawza
ٖFirdous Ki Bukandi Bhi Na Choo Saki Usko Khuld Barin Say Ooncha Mere Nabi ﷺ Ka Roza
Makke Se Isleeye Bhi Afzal Huwa Madinah Hisse Mein Iss Ke Aaya Mere Nabiﷺ Ka Roza
Kaabe Ki Azmaton Ka Munkir Hu Lekin Kaabe Ka Kabah Bhi Hai Mere Nabi ﷺ Ka Roza
Hogi Shafa’at Uski Jis Ne Madine Aakar Khwaab Ek Nazar Bhi Dekha Mere Nabiﷺ Ka Roza
Jiss Waqt Ruh Tan Sai Attar Ki Judaa Ho Ho Saamne Khudayaa Mere Nabiﷺ Ka Roza Naat 8> Chalo diyare Nabi ki janib Darood lab par saja saja kar Baharen lootenge ham karam ki Dilon ko daman bana bana kar Na unke jaisa sakhi hai koi Na unke jaisa ghani hai koi Wo be nawaaon ko har jagah se Nawazte hain bula bula kar Chalo diyare Nabi ki janib Darood lab par saja saja kar Hai unko ummat se payar kitna Karam hai rahmat shi’aar kitna Hamare jurmo ko dho rahe hain Huzoor aansoo baha baha kar Chalo diyare Nabi ki janib Darood lab par saja saja kar Main wo nikamma hun jiski jholi me Koi husn-e-amal nahin hai Magar wo ehsaan kar rahe hain Khatayen meri chhupa chhupa kar Chalo diyare Nabi ki janib Darood lab par saja saja kar Ye hi ehsas-e-amal hai meri Isi se bigdi bani hai meri Sametta hun karam khuda ka Nabi ki naaten suna suna kar Chalo diyare Nabi ki janib Darood lab par saja saja kar Agar muqaddar ne yawari ki Agar madine gaya main khalid Qadam qadam khak us gali ki Main choom lunga utha utha kar Chalo diyare Nabi ki janib Darood lab par saja saja kar Naat 9>coming soon Naat 10> Aie gunbad e khazra kay makeen, Meri madad ker Ya phir yeh bata, Kon mera teray siwa hai. Taiba ke jaane wale, Jakar baray aadab say Mera bhi kisa e gham, Kehna shah e arab say. Taiba Ke Jane Wale Taiba Kay Jaane Walay Kehna kay shah e aali, eik ranj o gham ka mara Dono jahan mein iska, hai app hi sahara Halaat e pur aalam say, har dam guzar raha hai Aur kanptay labhoon say, faryaad ker raha hai Baaray gunah apna, hai dosh per uthaye Koi nahin hai aisa, jo puchanay ko aiye Bhatka hua musafar manzil ko dhundta hai Tarikiyoon mein mah e kamil ko dhundta hai Senay mein hai andhera, dil hai siyah khana x2 Yeh sab meri haqeeqat sarkar ko sunana Kehna meray Nabi say, mehroom hoon khushi say, sar per eik abray gham hai Ashkoon say aankh naam hai, pamale zindagi hoon, sarkar ummati houn, Ummat kay rehnuma ho, kuch arz e hal sunlo, faryaad ker raha houn, Mein dil figar kab say, mera bhi kisa e gham kehna shahe arab sai. Taiba kay janay walay, Jakar baray aadab say Mera bhi kisa e gham, Kehna shah e arab say. Teiba Ke Jane Vale Taiba Kay Jaane Walay Kehna kay kha raha houn, mein thokarein jahan mein Tum hee batao aaqa, jaoon bhala kahan main Mehsoos ker raha houn, duniya hai aik dhoka Matlab kay yaar hain sab, koi nahin kisi ka Kis ko mein apna janoon, kis ka main loun sahara Mujko to meray aaqa hai aap ka sahara Tum hi suno gay meri, tum hee karam karo gay Dono jahan mein tumhi, mera bharam rakho gay. Tum daad kha e alam, mein eik naseeb e barham Tum bay kasoun kay wali, main bay nawas wali Tum aasiyoon ka yaara, mein gardishoon ka mara Rehmat ho tum sarapa, main murtiqam khata ka Houn sharam sar apnay, aamal kay sabab say Mera bhi kisa e gham, Kehna shah e arab say Taiba kay janay walay, Jakar baray aadab say Mera bhi kisa e gham, kehna shah e arab say. Taiba Ke Janay Wale Taiba Ke Janay Wale Aie aazam e madina, jaa kar Nabi say kehna Soz e gham e aalam say, aab jal raha hai seena Kehna kay dil mein lakhoon armaan bharay huay hain Kehna kay hasratoon kay nashtar chubhay huey hein Hai arzoo yeh dil ki, mein bhi madinay jayoun Sultan e dojahan ko, sab dagh e dil dikhoon. Katoun hazar chakar, taiba ki har gali kay Youn hee guzar doun mein, aayam zindagi kay. Phooloon pay jaan nisaroon, katoun pay dil ko waroun Zaroun ko doun salami, dar ki karoun ghulami Deewar o dar ko choumoon, qadmoon pay sar ko rakh doon Mehboob say lipat kar, rota rahoun bara ber Aalam kay dil mein hai yeh, hasrat najanay kab say Mera bhi kisa e gham, kehna shah e arab say Taiba kay janay walay, Jakar baray aadab sa
| mehfil naat complete(in pakistan) owais raza qadri 10 naat lyrics & videos lyrics in Urdu/Arabic ()
|
owais raza qadri is a very Famous naat recite have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of owais raza qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.
Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.
Users also Searched for:taiba ke jaane wale owais qadri, taiba ke jaane wale sabri brothers, taiba ke jaane wale lyrics, taiba ke jaane wale owais raza qadri, taiba ke jaane wale status, taiba ke jaane wale ahmed hussain, taiba ke jaane wala qari rizwan, taiba ke jaane wale whatsapp status, taiba ke jaane wale tahir qadri, taiba ke jaane wale ahmed raza qadri, taiba ke jaane wale amjad sabri, taiba ke jaane wale album, taiba ke jaane wale ahmad hussain status, taiba ke jaane wale ahmed hussain whatsapp status, taiba ke jaane wale ahmed hussain status, taiba ke jaane wale asad attari, taiba ke jaane wale by owais raza qadri, taiba ke jaane wale by mushtaq qadri, taiba ke jaane wale by qari rizwan, taiba ke jaane wale bass, taiba ke jaane wale boy, taiba ke jaane wale by girl, taiba ke jaane wale jakar bade adab se tahir qadri, taiba ke jaane wale cover, taiba ke jaane wale dj, taiba ke jaane wale dj mix, taiba ke jaane wale dj mein, taiba ke jaane wale dj song, taiba ke jaane wale dj remix, taiba ke jaane wale ringtone download, taiba ke jaane wale full naat, taiba ke jaane wale female version, taiba ke jaane wale full screen status, taiba ke jaane wale full song, taiba ke jaane wale female, taiba ke jane wale full lyrics, taiba ke jaane wale ghulam farid sabri, taiba ke jaane wale laiba fatima, taiba ke jaane wale gojol, taiba ke jaane wale hafiz tahir qadri, taiba ke jaane wale hassan raza qadri, taiba ke jaane wale hafiz tahir qadri status, taiba ke jaane wale haji mushtaq attari, haram se taiba ke jaane wale, taiba ke jaane wale lyrics in urdu, taiba ke jaane wale jakar bade adab se, taiba ke jaane wale jakar bade adab se owais raza qadri, taiba ke jaane wale jakar bade adab se tahir qadri status, taiba ke jaane wale kavvali, taiba ke jaane wale taiba ko ja rahe hain, taiba ke jaane wale live, taiba ke jaane wale lyrics in hindi, taiba ke jaane wale mushtaq qadri, taiba ke jaane wale muhammad owais raza qadri naats naat sharif 2018, taiba ke jaane wale mp3, taiba ke jane wale mp3, taiba ke jaane wale mp3 ringtone, taiba ke jaane wale mp3 naat, taiba ke jaane wale without music, taiba ke jane wale naat, taiba ke jaane wale naat owais raza qadri, taiba ke jane wale naat sharif, taiba ke jane wale naat status, taiba ke jane wale naat sharif status, taiba ke jaane wale new, taiba ke jaane wale new version, taiba ke jaane wale naat sharif tahir qadri, taiba ke jaane wale owais qadri lyrics, taiba ke jaane wale old, taiba ke jaane wale owais, taiba ke jaane wale owais qadri naat, taiba ke jaane wale owais qadri status, taiba ke jaane wale owais raza, naate paak taiba ke jaane wale, taiba ke jaane wale qawali, taiba ke jaane wale qawali amjad sabri, taiba ke jaane wale qari rizwan, taiba ke jaane wala qari rizwan sahab, taiba ke jaane wale remix, taiba ke jaane wale ringtone, taiba ke jane wale remix, taiba ke jane wale rizwan sahab, taiba ke jaane wale rehan qadri, taiba ke jaane wale owais raza qadri status, taiba ke jaane wale sabri brothers qawwali, taiba ke jaane wale saifi naat, taiba ke jaane wale status ahmad hussain, taiba ke jaane wale sabri brothers status, taiba ke jaane wale status 4k, taiba ke jane wale status, taiba ke jaane wale tahir qadri whatsapp status, taiba ke jane wale taiba ke jaane wale, taiba ke jaane wale video, taiba ke jaane wale with lyrics, taiba ke jaane wale 2021 |
“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”