Mein Khush Naseeb Hoon Lyrics And Video By NaatVideos

Urdu Naat

Mein Khush Naseeb Hoon – Mujh Pa Karam Hussain Ka Ha with Lyrics and Video in Urdu  got  fame with voice of famous Syed Fasih Uddin Soharvard. Mein Khush Naseeb Hoon – Mujh Pa Karam Hussain Ka Ha-میں خوش نصیب ہوں – مجھ پر کرم حسین کا ہاNaat in Urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Mein Khush Naseeb Hoon – Mujh Pa Karam Hussain Ka Ha are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Naat  Syed Fasih Uddin Soharvard tribute to The The Holy prophet muhammad (P.B.U.H) for  the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Naat is recorded Studio with soft melodious voice of Syed Fasih Uddin Soharvard.

Mein Khush Naseeb Hoon – Mujh Pa Karam Hussain Ka Ha | Syed Fasih Uddin Soharvard  | Urdu Lyrics & Video

This Urdu Naat is exclusively describes the  and available with out  duff. This Naat  is praised with very Softwith out  zikar. Mein Khush Naseeb Hoon – Mujh Pa Karam Hussain Ka Hais originally recited by Syed Fasih Uddin Soharvard and got fame but now it is available in voice of Syed Fasih Uddin SoharvardSoharvardia Naat Foundation.

Mein Khush Naseeb Hoon – Mujh Pa Karam Hussain Ka Ha is  Urdu Naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت‎) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi  language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.

Mein Khush Naseeb Hoon – Mujh Pa Karam Hussain Ka Ha lyrics in Roman/English

Mai Shaheed E Rah E Khuda (S.w.t.) Hun

 

Karam Husain (A.s.) Ka Mujh Par Mazeed Ho Jaaie

Maru  Jo Farsh E Aza Par To Eid Ho Jaie

Ajeeb Jazbah Hai Har Maan Duaien Karti Hai

Khuda Kare Mera Baccha Shaheed Ho Jaaie

 

Aati Hai Har Shaheed Ki Yeh Khuld Se Sada

Main Khush Naseeb Hun

 

Wajh E Hayat Ban Gai Mere Liye Qaza

Main Khush Naseeb Hun

 

Labbaik Ki Uthi Thi Har Ek  Simt Sadaien

Khud Maut Mujhe Deti Thi Jeene Ki Duaien

Tazeem Ko Phir Jhuk Gai Khud Meri Nigahen

Phir Murtuza (A.s.) Ne Mujhko Gale Se Laga Liya

 

Main Khush Naseeb Hun

 

Yeh Dars Mujhe Apni Shahadat Se Mila Hai

Shabbir (A.s.) Pe Marne Mein Hi Jine Ka Maza Hai

Ab Taba Qaiyamat Mera Ghar Karbobala Hai

Katrah Tha Apni Zat Mein Darya Sa Jaa Mila

 

Main Khush Naseeb Hun

 

 

Sau Jaan Se Qurban Mili Kaisi Saadat

Maujood The Bali Pe Meri Shah  (A.s.) E  Wilayat

Us Dam Thi Nigahein Meri Masroof  E Ziyarat

Kab Mera Dam Nikal Gaya Mujhko Nahi Pata

 

Main Khush Naseeb Hun

 

Masum Ke Anwar Ka Yun Ban Gaya Zair

Jaise Kisi Manzil Par Pohunch Jaaie Musafir

Gazi (A.s.) Se Mutahir Ne Kya Hai Mujhe Tahir

Sub Dahul Gaie Gunah Lahu Jub Mera Baha

 

Main Khush Naseeb Hun

 

Turbat Se Andheron Ka Guzar Ho Nahi Sakta

Maujood Hai Masoom (A.s.) Hai Mahoul Kisa Ka

Matam Kabhi Hota Hai Kabhi Hota Hai Girya

Mera Mazar Sheh (A.s.) Ka Azakhana Bangaya

 

Main Khush Naseeb Hun

 

Main Kaise Bhula Sakta Hun Ashoor E Moharram

Zakhmon Se Badan Chur Tha Aur Karb Ka Aalam

Yaad Aagaie Fitrus Ki Kahani Mujhe Us Dam

Dali Nazar Husain (A.s.)  Ne Har Zakhm Bhar Gaya

 

Main Khush Naseeb Hun…

 

Aai Doston Ho Lakh Mukhalif Yeh Zamana

Sar Apna Kabhi Zulm Ke Aage Na Jhukana

Nau Lakh Bhi Aajaie To Tum Khauf Na Khana

Meri Tarha Jo Tum Ko Bhi Deni Hai Yeh Sada

 

Main Khush Naseeb Hun

 

Aab Mere Aaizza Ke Liye Hai Yeh Meri Baat

Jeeta To Kahan Hoti Bhala  Meri Yeh Aukat

Hai Khuld Mein Ghar Hur E Dilawar Ka Mere Sath

Zarre Se Mujhko Shah (A.s.) Ne Suraj Bana Diya

 

Main Khush Naseeb Hun

 

Paygam Takallum Yeh Zamane Ko Suna Do

Rutba Jo Shaheedon  Ka Hai Dunia Ko Bata Do

Lashon Ke Shahadat Ki Kutch Is Tarha Batado

Jaan De Ke Har Husain (A.s.) Ka Aashik Yeh De Sada

 

Main Khush Naseeb Hun

 

Mai Shaheed E Rah E Khuda (S.a.w.w.) Hun

 

Mein Khush Naseeb Hoon – Mujh Pa Karam Hussain Ka Ha lyrics in Urdu/Arabic (میں خوش نصیب ہوں – مجھ پر کرم حسین کا ہا)

میں شہید راہ خدا ( س . ڈبلیو . ٹی . ) ہوں

کرم حسین ( علیہ السلام . ) کا مجھ پر مزید ہو جایی

ماروں جو فرش اذا پر تو عید ہو جائی

عجیب جذبہ ہے ہر معاً دعائیں کرتی ہے

خدا کرے میرا بچا شہید ہو جایی

آتی ہے ہر شہید کی یہ خلد سے سدا

میں خوش نصیب ہوں

وجه حیات بن گئی میرے لیے قضا

میں خوش نصیب ہوں

لبیک کی اٹھی تھی ہر اک سمت صدائیں

خود موت مجھے دیتی تھی جینے کی دعائیں

تعظیم کو پِھر جھک گئی خود میری نگاہیں

پِھر مورتوزا ( علیہ السلام . ) نے مجھکو گلے سے لگا لیا

میں خوش نصیب ہوں

یہ درس مجھے اپنی شہادت سے ملا ہے

شبیر ( علیہ السلام . ) پہ مرنے میں ہی جینے کا مزہ ہے

اب تبعہ قایامت میرا گھر کربوبالا ہے

کاتراح تھا اپنی ذات میں دریا سا جا ملا

میں خوش نصیب ہوں

سو جان سے قربان ملی کیسی سعادت

موجود تھے بالی پہ میری شاہ ( علیہ السلام . ) ولایت

اس دم تھی نگاہیں میری مصروف زیارت

کب میرا دم نکل گیا مجھکو نہیں پتہ

میں خوش نصیب ہوں

موسم كے انور کا یوں بن گیا زیر

جیسے کسی منزل پر پہنچ جایی مسافر

جازی ( علیہ السلام . ) سے موتاحیر نے کیا ہے مجھے طاہر

سب داحول گئی گناہ لہو جب میرا بہا

میں خوش نصیب ہوں

تربت سے اندھیروں کا گزر ہو نہیں سکتا

موجود ہے معصوم ( علیہ السلام . ) ہے ماحول قصہ کا

ماتم کبھی ہوتا ہے کبھی ہوتا ہے گریا

میرا مزار شہہ ( علیہ السلام . ) کا ازاخانا بن گیا

میں خوش نصیب ہوں

میں کیسے بھلا سکتا ہوں اشور محرم

زخموں سے بدن چور تھا اور کرب کا عالم

یاد آجایی فیتروس کی کہانی مجھے اس دم

ڈالی نظر حسین ( علیہ السلام . ) نے ہر زخم بھر گیا

میں خوش نصیب حون…

آئی دوستوں ہو لاکھ مخالف یہ زمانہ

سَر اپنا کبھی ظلم كے آگے نا جھکانا

نو لاکھ بھی آجایی تو تم خوف نا كھانا

میری طرح جو تم کو بھی دینی ہے یہ سدا

میں خوش نصیب ہوں

آب میرے آیزا كے لیے ہے یہ میری بات

جیتا تو کاہان ہوتی بھلا میری یہ اوقات

ہے خلد میں گھر ہُر دلاور کا میرے ساتھ

ذرے سے مجھکو شاہ ( علیہ السلام . ) نے سورج بنا دیا

میں خوش نصیب ہوں

پیغام تاکالوم یہ زمانے کو سنا دو

رتبہ جو شہیدوں کا ہے دنیا کو بتا دو

لاشوں كے شہادت کی کچ اِس طرح بتادو

جان دے كے ہر حسین ( علیہ السلام . ) کا عاشق یہ دے سدا

میں خوش نصیب ہوں

میں شہید راہ خدا ( صلی اللہ علیہ وسلم . ) ہوں

 

 

Syed Fasih Uddin Soharvard is a very Famous naat  recite  have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Syed Fasih Uddin Soharvard always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.

Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.

Users also Searched for:main khush naseeb hoon mujh pe karam hussain ka hai,

main khush naseeb hoon mujh pe karam hussain ka hai lyrics,

main khush naseeb hoon mujh pe karam hussain ka hai status,

qasida main khush naseeb hoon mujh pe karam hussain ka hai,

main khush naseeb hun mujh par karam hussain ka hai lyrics,

main khushnaseeb hun mujh par karam hussain ka hai

“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us

Leave a Reply