Sahara Chahiye Sarkar Lyrics And Video By NaatVideos
Sahara Chahiye Sarkar with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous Hafiz Tahir Qadri. Sahara Chahiye Sarkar-سہارا چاہیئے سرکار
Naat in urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Sahara Chahiye Sarkar are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Naat Hafiz Tahir Qadri tribute to The The Holy prophet muhammad (P.B.U.H) for the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Naat is recorded studio with soft melodious voice of Hafiz Tahir Qadri.
Sahara Chahiye Sarkar | Hafiz Tahir Qadri | urdu Lyrics & Video
This urdu Naat is exclusively describes the Sahara Chahiye Sarkar and available with out duff. This Naat is praised with very Softwith out zikar. Sahara Chahiye Sarkaris originally recited by Hafiz Tahir Qadri and got fame but now it is available in voice of Hafiz Tahir QadriHafiz Tahir Qadri.
Sahara Chahiye Sarkar is urdu Naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.
Sahara Chahiye Sarkar lyrics in Roman/EnglishMere aaqa madiny bula lijiye Mere aaqa madiny bula lijiye Sahara chahye sarkar zindagi k liye… Tarap raha hoon madine ki haazri k liye.. Tayyaba k jaany waly..Jaa kr bary adab se.. Mera bhi qisaa e gham kehna shah-E-arab se.. Kehna k shah-e- aalam..Ek ranjo ghum ka mara.. Dono jahan mein jis ka hain aap hi sahara.. Haalat e pur alam se iss dum guzar raha hai Or kampty labon se faryaad kr raha hai.. Paaye gunaah apna hai dosh par uthaye.. Koi nahi hai aesa jo pochny ko aaye.. Bola howa musafir manzil ko dondta hai.. Taarikyoo ko maah-e-kamil ko dondta hai.. Seeny mein hai andhera..Dil hai shiyaah khana.. Ye hai meri kahani sarkaar ko sunana.. Kehna mere nabi se maheroom hoo khushi se.. Kehna mere nabi se maheroom hoo khushi se.. Sarwar qabr-e-ghum hai.. ashkon se aankh num hai… Paamal-e-zindgi hoo sarkar umati hoo.. Ummat k rehnmao kuch arz-e-haal sun lo.. faryaad kr raha ho..main dil figar kb se.. Mera bhi qissa-e-ghum kehna mery nabi se… Hazoor aesa koi intzamm ho jaye.. Salam k liye hazir ghulaam ho jaye.. Sahara chahye sarkar zindgi k liye.. tarap raha hoo madine ki hazri k liye.. Mera dil tarap raha mera jal raha hai seena.. K dawa wahi mily gi mujy le chalo madina.. Nahi maal-o-zar to kya hai..Main greeb hoo yahi na.. Mere ishq mujh ko le chal..Tuhi janb-e-madina.. Aaqa na toot jaye ye dil ka aabghina…. Ab k baras bhi muala reh jaon main kahin na.. Dil ro raha hai jin ka.. aanso chalak rahy hain.. Un aashqo ka sadqa.. bolwaeye madinaaaaa.. Mere aaaqa madiny bula lijiye…….. Madiny jaaon, phir aaon, dobara phir jaaon.. Ye zinagi meri yonhi tamam ho jaye….. Sahara chahye sarkar zindagi k liye.. Tarap raha hoo madiny ki haazri k liye.. Ae aazm-e-madina.. ja kr nabi se kehna… Sody humen alam se.. ab jal raha hai seena.. Kehna k bar rahi, ab dil ki iztrabi.. Qadmo se door hoo mai, qismat ki hai khrabi… Kehna k dil me mere arman bhary howe hain Kehna k hasrtoon k nashtar choby howe hain Hai aarzo ye dil ki main bhi madina jaao.. Sultan-e-do jahan ko..Daaghy jigar dikhao.. Kaato hazar chakar, tayyaba ki har gali k.. Yonhi guzaar do aayam zindgi k.. Pholon py jaan nisaron.. kanton py dil ko waaron.. Zarron ko doon salami.. dar ki karon ghulami.. Dewaro dar ko chomon.. chokhat py sar ko rakh doon.. Rozy ko dekh kr main, rota raho brabar.. Aalam k dil mein hai ye, hasrat najaany kab se… hum sab k hai dil mein hasrat najany kab se.. Mera bhi qisa e ghum kehna shah-e-arab se… Sahara chahaye sarkar zindgi k liye.. Tarap raha hoo madiny ki haazri k liye.. Ek roz ho ga jaana.. sarkar ki gali mein.. Ho ga wahi thikana.. sarkar ki gali mein.. Dil mein nabi ki yaaden, lab par nabi ki naaten.. Jana to aese jana, sarkar ki gali me.. Ya mustafa khudara.. do izn haazri ka.. Kr lo nazara aakr.. main ap ki gali ka.. Ek baar to dikha do ramzan mein madina.. Iss bar to dikha do ramzan mein madina.. Aaqqa humen dikha do ramzan me madina.. Beshak bana lo aaqa mehman do ghari ka.. Naseeb walo mein mera bhi naam ho jaye.. Jo zindgi ki madiny mein shaam ho jaye.. Shahra chahye sarkar zindgi k liye.. Tarap raha hoo madiny ki haazri k liye.. Bula lo na…….. bula lo na………… Aaqaq aaqa aqqa……… ……………..
| Sahara Chahiye Sarkar lyrics in Urdu/Arabic (سہارا چاہیئے سرکار)
|
Hafiz Tahir Qadri is a very Famous naat recite have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Hafiz Tahir Qadri always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.
Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.
Users also Searched for:sahara chahiye sarkar |
“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”