Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun Qawwali Lyrics and Video Rahat Fateh Ali Khan
Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun” with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous Rahat Fateh Ali Khan. Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun”-“تیرے عشق کی محبت چاہتا ہے”Qawwali in urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun” are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this Qawwali Rahat Fateh Ali Khan tribute to The sufi kalam for the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This Qawwali is recorded studio with soft melodious voice of Rahat Fateh Ali Khan.
Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun” | Rahat Fateh Ali Khan | urdu Lyrics & Video
This urdu Qawwali is exclusively describes the Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun” and available with duff. This Qawwali is praised with very joshwith out ziker. Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun”is originally recited by Rahat Fateh Ali Khan and got fame but now it is available in voice of Rahat Fateh Ali KhanGaane Shaane.
Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun” is urdu Qawwali available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.
Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun” lyrics in Roman/EnglishPukhta Hoti hai agar Maslehat-Andaish ho Aqal Ishq ho Maslehat-Andaish to hai Khaam abhi
Bekhatar Kood Pada Aatishishq Aqal hai Mahw-e-Tamaasha-e-Lab-e-Baam abhi Ishq Farmooda-e-Qasid se Sabak Ghaam-e-A’mal Aqal Samjhi hi nahiñ Maani-e-Paighaam abhi
Shewa-e-Ishq hai Azadi-e-Dehraa shobi Tu hai Zunnari-e-Butkhana-e-Ayyam abhi
Tere ishq ki Tere ishq ki Intaha Chahta Hooñ. Tere ishq ki Intaha Chahta Hooñ. Meri saadgi dekh Meri saadgi dekh, kya chahta hoon Tere ishq ki intaha chahta hoon… Tere ishq ki intaha chahta hoon… Tere ishq ki Intaha..intaha….intaha chahta hoon… Tere ishq ki Intaha chahta hoon…
Tere ishq mein, Tere ishq meiñ… Tere ishq mein, Tere ishq meiñ…
Ishq teri Intaha, ishq meri Intaha Tu bhi abhi na Tamaam, mein bhi abhi na Tamaam Tere Ishq meiñ, Tere Ishq meiñ…
Agar ho Ishq toh hai Kufr bhi Musalmaani Na ho toh Mard-e-Musalman bhi Kaafir-o-Zandeeq Tere ishq mein, Tere ishq mein…
Banaya ishq ne Dariya na payda kara mujh ko Ye meri khud-Nigehdari mera sahil na ban jaye Tere ishq mein, Tere ishq mein… Tere ishq mein, Tere ishq mein… Tere ishq mein, Tere ishq mein…
Rulaati hai Mujhe Raatoñ ko Khaamoshi Sitaaroñ ki Niraala Ishq hai mera, niraale mere Naale haiñ Tere ishq mein, Tere ishq mein…
Ishq Dam-e-Jibraeel, Ishq Dil-e-mustafa Ishq Khuda ka Rasool, Ishq Khuda ka Kalaam Tere ishq mein, Tere ishq mein…
Aqal-o-Dil-o-Nigah ka Murshid-e-Awwaliñ hai ishq Ishq na ho to Sharaa-o-Deeñ But-kada-e-Tasawwuraat Sidq-e-Khaleel bhi hai Ishq, Sabr-e-Husain bhi hai Ishq Maarkaa-e-Wajood meiñ Badr-o-Hunain bhi hai Ishq Tere ishq mein, Tere ishq mein…
Jamaal-e-Ishq-o-Masti Nay-Nawazi Jalaal-e-Ishq-o-Masti Be-Niyazi Kamaal-e-Ishq-o-Masti Zarf-e-Haider Zawaal-e-Ishq-o-Masti Harf-e-Raazi Tere ishq mein, Tere ishq mein… Tere ishq mein, Tere ishq mein…
Kabhi Aawara-o-Be-Khan-ma ishq Kabhi Shah-e-Shahañ Nausherwañ ishq Kabhi Maidañ meiñ aata hai Zirah-posh Kabhi Uryañ-o-Be-Tegh-o-Sanaañ Ishq Tere ishq mein, Tere ishq mein… Tere ishq mein, Tere ishq mein…
Kabhi Tanhai-e-Koh-o-Daman Ishq Kabhi Souz-o-Suroor-o-Anjuman ishq Kabhi Sarmaya-e-Mehrab-o-Mimbar Kabhi Maula Ali Khaibar-Shikan Ishq Tere ishq mein, Tere ishq mein…
Tere ishq ki inteha chahta hoon.. Tere ishq ki inteha chahta hoon.. Meri Saadgi dekh Meri Saadgi dekh, kya Chahta hoon Tere ishq ki Intaha Chahta hooñ.. Tere ishq ki Intaha Chahta hooñ..
Yeh Jannat Mubaarak rahe Zahidoñ ko… Yeh Jannat Mubaarak rahe Zahidoñ ko… Umeed-e-Hoor ne sab kuch sikha rakha hai Waa-iz ko Ye Hazrat dekhne meiñ seedhe-saadhe bhole-bhaale haiñ Yeh Jannat Mubaarak rahe Zahidoñ ko… Yeh Jannat Mubaarak rahe Zahidoñ ko Ke meiñ Aapka Saamna Chahta hooñ
Kabhi ae Haqeekat-e-Muntazir, Nazar aa Libaas-e-Majaaz meiñ Ke Hazaroñ Sajde tadap rahe haiñ teri Jabeen-e-Niyaaz meiñ Ke mein aapka saamna chahta hoon… Ke mein aapka saamna chahta hoon…
Koi dam ka Mehmaañ hoon ae Ahl-e-Mehfil.. Koi dam ka Mehmaañ hoon ae Ahl-e-Mehfil..
Nahiñ Begaan-gi Achhi Rafiq-e-Raah-e-Manzil se Theher ja ae Sharar, Hum bhi to Aakhir mitne waale hai Koi dam ka Mehmaañ hoon ae Ahl-e-Mehfil… Koi dam ka Mehmaañ hoon ae Ahl-e-Mehfil…
Koi dam ka mehmaan hoon ae ahl-e-mehfil Charagh-e-Sahar hoon, bujha chahta hoon. …bujha chahta hoon charagh-e-seher hoon, bujha chahta hoon.
Sitam ho, ke ho Waada-e-Be-Hijaabi… Waada-e-,…….Waada- ….e-Be-Hijaabi… Sitam ho, ke ho Waada-e-Be-Hijaabi Koi baat Sabr-Aazmañ chahta hoon Koi baat Sabr-Aazmañ chahta hoon
Ishq bhi ho Hijaab meiñ, Husn bhi ho Hijaab meiñ Ya tu Khud Aashkaar ho, Ya mujhe Aashkaar kar Koi baat Sabr-Aazmañ chahta hoon..
Bhari Bazm meiñ Bhari Bazm meiñ Raaz ki Baat keh di… Raaz ….. Raaz ki Baat keh di… Bhari Bazm meiñ Raaz ki baat keh di Bada be-adab hoon, sazaa chahta hoon Bada be-adab hoon, sazaa chahta hoon…
Agar kaj-rau haiñ Anjum, Asmañ tera hai ya mera ? Mujhe Fikr-e-jahan kyuñ ho, jahañ tera hai ya mera? Agar Hungaama-haaye shauq se hai Laa-Makaañ khali Khata kis ki hai Ya Rab, Laa-Makaañ Tera hai ya mera?
Use Subahe-Azal inkaar ki jurrat hui kyuñ-kar Mujhe maloom kya, woh Razdaañ Tera hai ya mera Muhammad ﷺ bhi Tera, Jibreel bhi, Quran bhi Tera Muhammadﷺ bhi Tera, Jibreel bhi, Quran bhi Tera Magar ye Harf-e-Sheeriñ tarjuma tera hai ya mera? Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon…
Meri Jafa-Talabi ko duaen deta hai wo Dasht-e-saada, wo tera Jahaan-e-be-bunyad Maqam-e-shauq tere Qudsiyoñ ke bas ka nahiñ Unhi ka kaam hai, jin ke hausle haiñ zayyad Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon…
Huzur-e-haq meiñ Huzur-e-haq meiñ Israfeel ne meri Shikayat ki Ye Banda waqt se pehle Qayamat kar na de barpa Main sazaa chahta hoon, bada be-adab hooñ…
Bagh-e-Bahisht se mujhe Hukm-e-safar diya tha kyuñ Kaar-e-jahaañ daraaz hai, ab mera Intizaar kar Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon…
Faarig to na baithega Mehshar meiñ junooñ mera Ya apna Girebaañ chaak, ya daaman-e-yazdaañ chaak Main sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon…
Roz-e-hisaab jab mera pesh ho daftar-e-a’mal Aap bhi sharmsaar ho, mujh ko bhi sharmsaar kar Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon… Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon…
Hum ko Jam-eeyat-e-Khatir ye Pareshani thi Warna Ummat Tere Mehboob ki Deewaani thi
Hum se Pehle tha Ajab tere Jahañ ka Manzar Kahiñ Masjood the Patthar, Kahiñ Maabood Shajar Khu-gar-e-Paikar-e-Mahsoos thi Insañ ki Nazar Maanta phir Koi Andekhe Khuda ko kyuñkar Tujh ko Maaloom hai, Leta tha koi Naam Tera Tujh ko Maaloom hai, Leta tha koi Naam Tera Quwwat-e-Bazu-e-Muslim ne kiya Kaam Tera Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon… Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon… Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon…
Saf’ha-e-dahr se batil ko mitaya ham ne Nau-e-insañ ko ghulami se chhudaya ham ne Tere ka’abe ko jabeenoñ se basaya ham ne Tere qur’an ko seenoñ se lagaya ham ne Phir bhi ham se ye gila hai ke wafa-dar nahiñ Phir bhi ham se ye gila hai ke wafa-dar nahiñ Hum wafa-dar nahiñ, too bhi to dildar nahiñ .. Mai sazaa chahta hoon, bada be-adab hooñ… Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon…
Ummateñ aur bhi haiñ un meñ gunahgar bhi haiñ Ijz waale bhi haiñ, mast-e-mai-e-pindaar bhi haiñ In meñ kaahil bhi haiñ, ghaafil bhi haiñ, hushiyar bhi haiñ Saikdoñ haiñ ki tere naam se be-zaar bhi haiñ Rahmateñ haiñ teri Aghyar ke Kaashaanoñ par Barq girti hai to bechaare Musalmaanoñ par .. Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon…
Büt sanam-khanoñ meñ kahte haiñ musalmān gaye Hai khushi inko ke ka’abe ke nigahban gaye Manzil-e-dahr se ooñtoñ ke hudi-ḳhwaan gaye Apni baghloñ meñ dabaa-e hue qur’aan gaye Khanda-zan kufr hai, Ehsaas tujhe hai ki nahi Apni Tauheed ka kuchh paas tujhe hai ki nahi Sazaa chahta hoon, bada be-adab hooñ… Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon… Bada be-adab hooñ, saza chahta hoon
Tere ishq ki inteha chahta hoon Meri saadgi dekh, Meri saadgi dekh, kya chahta Hooñ Tere Ishq ki Intaha chahta hooñ Tere Ishq ki Intaha chahta hooñ…
| Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun” lyrics in Urdu/Arabic (“تیرے عشق کی محبت چاہتا ہے”)تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں میری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں ستم ہو کہ ہو وعدہء بے حجابی کوئی بات صبر آزما چاہتا ہوں تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں بھری بزم میں راز کی بات کہہ دی بڑا بے ادب ہوں سزا چاہتا ہوں تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں کوئی دم کا مہماں ہوں اے اہل محفل چراغِ سحر ہوں بجھا چاہتا ہوں تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں میری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں
|
Rahat Fateh Ali Khan is a very Famous naat recite have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Rahat Fateh Ali Khan always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.
Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.
Users also Searched for:teray ishq ki inteha chahta hun”, tere ishq ki inteha chahta hun status, tere ishq ki inteha chahta hun naat, tere ishq ki inteha chahta hoon allama iqbal, tere ishq ki inteha chahta hun kavvali, tere ishq ki inteha chahta hoon rahat fateh ali khan, tere ishq ki inteha chahta hun naat sharif, tere ishq ki inteha chahta hun whatsapp status, tere ishq ki inteha chahta hun ringtone, kalam tere ishq ki inteha chahta hun, tere ishq ki inteha chahta hoon asrar, tere ishq ki inteha chahta hoon asrar lyrics, tere ishq ki inteha chahta hoon afshan fawad, allama iqbal ki nazam tere ishq ki inteha chahta hun, tere ishq ki inteha chahta hoon by asrar, tere ishq ki inteha chahta hoon by junaid jamshed, tere ishq ki inteha chahta hoon by allama iqbal, tere ishq ki inteha chahta hoon original, tere ishq ki inteha chahta hoon radhika chopra, tere ishq ki inteha chahta, tere ishq ki inteha chahta hoon, tere ishq ki inteha chahta ho, tere ishq ki inteha chahta hun, tere ishq ki inteha chahta hoon explanation in urdu, tere ishq ki inteha chahta hoon full song, tere ishq ki inteha chahta hoon female version, tere ishq ki inteha chahta hoon full ghazal, tere ishq ki inteha chahta hoon full, main tere ishq ki inteha chahta hun, tere ishq ki inteha chahta hoon ghazal, tere ishq ki inteha chahta hoon instrumental, tere ishq ki inteha chahta hoon junaid jamshed, tere ishq ki inteha chahta hoon karaoke, tere ishq ki inteha chahta hoon ajaib khana, tere ishq ki inteha chahta hoon lyrics, tere ishq ki inteha chahta hoon lofi, tere ishq ki inteha chahta hoon meaning, tere ishq ki inteha chahta hoon without music, me tere ishq ki inteha chahta hoon, tere ishq ki inteha chahta hu, tere ishq ki inteha chahta hoon nusrat fateh ali khan, tere ishq ki inteha chahta hoon naat, tere ishq ki inteha chahta hoon poetry, tere ishq ki inteha chahta hoon malika pukhraj, tere ishq ki inteha chahta hoon abida parveen, tere ishq ki inteha chahta hoon qawali, tere ishq ki inteha chahta hoon ajmal raza qadri, tere ishq ki inteha chahta hoon ringtone, tere ishq ki inteha chahta hoon remix, tere ishq ki inteha chahta hoon reaction, tere ishq ki inteha chahta hun song, tere ishq ki inteha chahta hoon status, tere ishq ki inteha chahta hoon slowed, tere ishq ki inteha chahta hoon sufi kalam, tere ishq ki inteha chahta hoon sadaf iqbal, tere ishq ki inteha chahta hoon whatsapp status, tere ishq ki inteha chahta hoon tahira syed, tere ishq ki inteha chahta hoon jazim sharma, tere ishq ki inteha chahta hoon coke studio, tere ishq ki inteha chahta hoon tashreeh, tere ishq ki inteha chahta hoon english translation, tere ishq ki inteha chahta hoon new version, teray ishq ki inteha chahta hun yai, teray ishq ki inteha chahta hun yar, tere ishq ki inteha chahta hoon zia mohiuddin, teray ishq ki inteha chahta hun 01, teray ishq ki inteha chahta hun 03, teray ishq ki inteha chahta hun 00, teray ishq ki inteha chahta hun 02, tere ishq ki inteha chahta hun 1201, tere ishq ki inteha chahta hun 1201 exam 1, tere ishq ki inteha chahta hun 1201 fsu, teray ishq ki inteha chahta hun 13, teray ishq ki inteha chahta hun 17, teray ishq ki inteha chahta hun 10, teray ishq ki inteha chahta hun 19, tere ishq ki inteha chahta hun 2201, tere ishq ki inteha chahta hun 2202 exam 1, tere ishq ki inteha chahta hun 2202 comprehensive final exam, teray ishq ki inteha chahta hun 2021, teray ishq ki inteha chahta hun 20, teray ishq ki inteha chahta hun 2020, teray ishq ki inteha chahta hun 2019, teray ishq ki inteha chahta hun 33, teray ishq ki inteha chahta hun 31, teray ishq ki inteha chahta hun 30, teray ishq ki inteha chahta hun 38, teray ishq ki inteha chahta hun 43, teray ishq ki inteha chahta hun 40, teray ishq ki inteha chahta hun 45, teray ishq ki inteha chahta hun 41, teray ishq ki inteha chahta hun 50, teray ishq ki inteha chahta hun 55, teray ishq ki inteha chahta hun 51, teray ishq ki inteha chahta hun 60, teray ishq ki inteha chahta hun 63, teray ishq ki inteha chahta hun 69, teray ishq ki inteha chahta hun 67, teray ishq ki inteha chahta hun 70, teray ishq ki inteha chahta hun 73, teray ishq ki inteha chahta hun 71, teray ishq ki inteha chahta hun 75, teray ishq ki inteha chahta hun 80, teray ishq ki inteha chahta hun 83, teray ishq ki inteha chahta hun 87, teray ishq ki inteha chahta hun 88, teray ishq ki inteha chahta hun 97, teray ishq ki inteha chahta hun 93, teray ishq ki inteha chahta hun 98, teray ishq ki inteha chahta hun 99 |
“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”