Naat Main To Panjtan ka Ghulam Hoon(میں تو پنجتن) is a very heart touching naat recited by Syed Muhammad Fasih-ud-Din Soharwardi who considered a king of naat khawn’s due to his beautiful and effectual voice. His passion is very high toward reciting naat that’s why all of his naats are very popular. His style of reciting naat is different to other naat khawan’s so his magnificent spirit impresses the listener.
Main to Pajtan Ka Ghulam Hoon Urdu Naat Downlaod Video & Lyrics
Syed Fasih-ud-din’s naat mai to panjtan ka ghulam hoon is a very popular naat describes what a wonderful thing to be slave of the Holy Prophet’s (P.B.U.H) family. This is muslim’s good luck to be slave of the Holy Prophet’s (P.B.U.H) generation to generation. I love all those things which belongs to him, i love his home even the streets wherever you passed or moved, i love his son-in-law Hzarat Ali (R.A), Hazarat Imam Hussan (a.s), Hazart Imam Hussain (a.s). Hazarat Hassan and Hussain (a.s) are the king of young people in heaven and they knew how to protect and save their grand father Hazart Muhammad’s(P.U.B.H) religion islam in Qarbla by sacrificing their lives. Ummati of Hazarat Muhammad (P.U.B.H) greeting the Holy family all the time.
Lyrics of Naat Main to Panjtan Ka Ghulam hoon in english:
Main to panjtan ka ghulam hoon
Main ghulam ibn e ghulam hun
Mujhe ishq hai to Khuda sy hai
Mujhe ishq hai to Rasool sy
Yeh karam yi Sara Batool ka
Mery munh sy aay mehak sadaa
Jo main naam lun tera jhoom ky
Main to panjtan ka ghulam hoon
Mujhe ishq Sarv o Saman se hai
Mujhe ishq saare Chaman se hai
Mujhe ishq un kay Watan se hai
Mujhe ishq unki Gali se hai
Mujhe ishq hai to Ali se hai
Mujhe ishq hai to Hassan sy hai
Mujhe ishq hai to Hussain sy hai
Mujhe ishq Shah e Zaman sy hai
Main to panjtan ka ghulam hoon
Hua kaise tan se wo sar judah
Jahan ishq ho wahin Karbala
Meri baat unhe ki baat hy
Mere saamne wohi zaat hai
Wohe jinko Sher-e-Khuda kahen
Jinhain baab e Sall-e-ala kahen
Wohe jinko Aal-e-Nabi kahen
Wohe jinko zaat-e-Ali kahen
Wohe Pukhta hain, main to Khaam hoon
Main to panjtan ka ghulam hoon
Men qamar hon share be nawa
Meri haiseyat hi hy bhala kia
Woh hain Badshahon ky Badshah
Main hon un ke dar ka, bas ik gadaa
Mera Panjatan sy hai wasta
Mera nisbaton ka hai silsila
Main Faqeer Khair-ul-Anam hun
Main to panjtan ka ghulam hun
Main Ghulam ibn e Ghulam hun
Lyrics of میں تو پنجتن کا غلام ہوں in Urdu:
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
میں غلام ابن غلام ہوں
مجھے عشق ہے تو خدا سے ہے
مجھے عشق ہے تو رسول سے
یہ کرم ہے سارا بتول کا
میرے منہ سے آئے مہک سدا
جو میں نام لوں تیرا جھوم کے
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
مجھے عشق سروسامان سے ہے
مجھے عشق سارے چمن سے ہے
مجھے عشق ان کے وطن سے ہے
مجھے عشق ان کی گلی سے ہے
مجھے عشق ہے تو علی سے ہے
مجھے عشق ہے تو حسین سے ہے
مجھے عشق شاہ زمن سے ہے
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
ہوا کیسے تن سے سر جدا
جہاں عشق ہو وہیں کربلا
میری بات ان ہی کی بات ہے
میرے سامنے وہی ذات ہے
وہی جن کو شیر خدا کہیں
جنہیں باب صلےعلہ کہیں
وہی جن کو ال نبی کہیں
وہی جن کو ذات علی کہیں
وہی پختہ ہیں میں تو خام ہوں
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
میں قمر ہوں شہر بے نوا
میری حیثیت ہے بھلا کیا
وہ ہیں بادشاہوں کے بادشاہ
میں ہوں ان کے در کا بس ایک گدا
میرا پنجتن سے ہے واسطہ
میرا نسبتوں کا ہے سلسلہ
میں فقیر خیر الانعام ہوں
میں تو پنجتن کا غلام ہوں
میں غلام ابن غلام ہوں
Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of Naat Khawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.