Naat Lyrics Pegham Saba Layi Hai Video and Lyrics by NaatVideos
Pegham Saba Layi Hai with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous Zahra Haidery. Pegham Saba Layi Hai-پیغام صبا لائی ہےnaat in urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Pegham Saba Layi Hai are also available on naat videos.com and many other naats with lyrics are also available here. In this naat Zahra Haidery tribute to The The Holy prophet muhammad (P.B.U.H) for the forgiveness of their sins and wish reward in shape of blessing. This naat is recorded in studio with soft melodious voice of Zahra Haidery.
Pegham Saba Layi Hai | Zahra Haidery | urdu Lyrics & Video
This urdu naat is exclusively describes the Pegham Saba Layi Hai and available with duff. This naat is praised with very Softwith out zikar. Pegham Saba Layi Haiis originally recited by Owais Raza Qadri and got fame but now it is available in voice of Zahra HaideryStudio 5.
Pegham Saba Layi Hai is urdu naat available online with lyrics. A Hamd (Urdu:حمد)are the words Only in praise of The Allah Almighty, Naat is not Hamd because Hamad is the Exclusive praise of The Allah Almighty (Creator of the World) Who is Only One but a Na`at(Urdu: نعت) is a poetry that specifically praises the Holy Prophet Muhammad (صلى الله عليه وسلم). The practice is popular in Pakistan, England, Turkey, India, Bangladesh and other some muslim countries, Properly in Urdu or Punjabi language. folks that recite Naat or Hamad are called Naat-Khua’an or Sana’a-Khua’an.
Pegham Saba Layi Hai lyrics in Roman/EnglishPaigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi (saw) se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Har aah gayi arsh pe ye aah ki qismat Har ashq pe ek khuld hai har ashq ki qeemat Tohfa ye mila hai mujhe sarkar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Shukr-e-Khuda ke aaj ghadi us safar ki hai Jis par nisaar jaan falah-o-zafar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Garmi hai tap hai dard hai kulfat safar ki hai Na shukr ye tu dekh azimat kidhar ki hai Lutten hain mare jaaten hain yun hi suna ke ye Har bar bhi wo aman ke ghairat hazar ki hai Hamko to apne saye me aaram hi se laye Hile bahane walon ko ye raah dar ki hai Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Maah-e-Madeena apni tajalli ata kare Ye dhalti chandni to pahar do pahar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Uske toofail haj bhi khuda ne kara diye Asl-e-murad hazri us paak dar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Kaabe ka naam tak na liya taiba hi kaha Poochha tha hamse jisne bhi nuhzat kidhar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Un par darud jinko hajar tak karen salam Un par salam jinko tahiyat shajar ki hai Un Par darud jinko kasen be kasan kahe Un Par salam jinko khabar be khabar ki hai Jinn-o-bashar salam ko hazir hai assalam Ye bargaah malike jinn-o-bashar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Shams-o-qamar salam ko hazir hai assalam Khoobi unhin ki jut se shams-o-qamar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Sango shajar salam ko hazir hai assalam Kalme se tar zaban darakht-o-hajar ki hai Sab bahr-o-bar salam ko hazir hai assalam Kamli unhi ke naam to har bahr-o-bar ki hai Arz-o-asar salam ko hazir hai assalam Maljan ye bargaah duaon asar ki hai Shorida sar salam ko hazir hai assalam Rahat unhin ke qadmon me shorida sar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Khasta jigar salam ko hazir hai assalam Marham yahin ki khak to khasta jigar ki hai Sab khushk-o-tar salam ko hazir hai assalam Ye jalwah gah malike har khush-o-tar ki hai Sab Karr-o-bar salam ko hazir hai assalam Toti yahin to khak pe har karr-o-farki hai Ahl-e-nazar salam ko hazir hai assalam Ye gard hi to surma sab ahl-e-nazar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Bhaati nahin hamdam mujhe jannat ki jawani Sunta nahin zahid se main hooron ki kahani Ulfat hai mujhe saya-e-deeware Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Ye pyari pyari kyari khana baab ki Sar jiske aab-o-taab se atish safar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Jannat me aake naar jaat nahin koi Shukr-e-khuda naweed na to zafar ki hai Ulfat hai mujhe saaya-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Momin hoon mominon pe rauqurraheem ho Saail hoon saailon ko khushi lanazar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Jin jin muradon ke liye ahbab ne kaha Peshe khabeer kya mujhe hajat qabar ki hai Aa kuchh suna de ishq ke bolon me ae Raza Mushtaq tab’a lazzaten sauzen jigar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Bhini suhani subh me thandhak jigar ki hai Kaliyan khili thin ruh ki hawa ye kidhar ki Ubti hui andar me ada kis sahar ki hai Chubhti hui jigar me sada kis gajar ki hai Dalen hari hari hain to balen bhari bhari Kishten amal pari hai ye barish kidhar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Ham jayen aur qadam se lipat kar haram kahen Sounpa khuda ko tujh ko ye azmat safar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Ham gird-e-kaaba phirte the kal tak aur aaj wo Ham par nisaar hai ye iradat kidhar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Kalak jabeen ki sajdahe har se chhuraoge Mujh ko bhi le chalo ye tamanna hajar ki hai Dooba hua hai shouq me zam zam aur aankh se Jhalen baras rahen ye hasrat kidhar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se
Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Farsa ke jane walon pe gauhar karoon nisaar Abre karam se arz ye mizab-e-zar ki hai Aaghosh shouq kholenge jinke liye hakeem Wo phir ke dekhten nahin ye dhun kidhar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi (saw) se Haan haan rahe madeena hai ghafil zara to jaag O paaon rakhne wale ye jaa chashm-o-sar ki hai Waaroon qadam qadam ye har dam hai jaan lo Ye rahe jaan fiza mere maula kidhar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Har aah gayi arsh pe ye aah ki qismat Har ashq pe ek khuld hai har ashq ki qeemat Tohfa ye mila hai mujhe sarkar-e-Nabi (saw) se Ghadiyan gini hain barson ki ye shubh ghadi phiri Mar mar ke phir ye sil mere seene se sar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Allahu akbar apne qadam our ye khak-e-paak Hasrat malaaika ko jahan wazhe sar ki hai Miraj ka sama hai kahan pahunche zahiron Kursi se unchi kursi isi paak dar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Sauden ka qiran hai pahlu maah me Jhurmut ki qataren tajalli qamar ki hai Mahboob-e-rabb-e-arsh hai is sabz khubb me Pahlu me jalwa gah atiq-o-umar ki hai Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Paigham saba layi hai ghulzar-e-Nabi se Aya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se Chhaye malaaika ne lagatar hai darud Badle hain pahre badle me barish turar ki hai Sattar hazar subh hain sattar hazar shaam Kyun bandagi ye zulfon aathon pahar ki hai Jo ek baar aye dobara na ayenge Rukhsat ki bargah se bas is qadar ki hai Tadpa kare badal ke phir aana kahan naseeb Be hukm kab majal parinde ko par ki hai Ae wahe bekasi ye tamnna ke ab ummeed Din ko na shaam ki hai na shab ko sahar ki hai Ye badliyan na ho to caroron ki aas jaye Our bargah marhamaten aam tar ki hai Mahsoom to hai umr me sirf ek bar bar
| Pegham Saba Layi Hai lyrics in Urdu/Arabic (پیغام صبا لائی ہے)پیغام صبا لائی ہے گلزارِ نبی سے آیا ہے بلاوا مجھے دربارِ نبی سے بھاتی نہیں ہمدم مجھے جنّت کی جوانی سنتا نہیں زاہد سے میں حوروں کی کہانی عاشق ہوں مجھے عشق ہے دیوار نبی سے آیا ہے بلاوا مجھے دربارِ نبی سے واللہ رازدار ہیں طیبہٰ کے باب کے بکھرے ہوئے ورق مری دل کی کتاب کے مجھ کو سنبھالیئے مجھے اپنی جناب سے آیا ہے بلاوا مجھے دربارِ نبی سے ہر آہ گئی عرش پہ یہ آہ کی قسمت ہر اشک پہ اک خُلد ہے ہراشک کی قیمت تحفہ یہ ملا ہے مجھے دربار نبی سے آیا ہے بلاوا مجھے دربارِ
|
Zahra Haidery is a very famous naat recite have very peaceful melodious voice touches to the heart of the listeners. Voice of Zahra Haidery always appreciated by the listeners. He Recite Hamad, Naat ,kalam and manqabat in different languages. You can listen, download and read lyrics in urdu and english online on this best platform of naats.
Naatvideos is a platform have a lot of Hamad , Naat, Urdu Naat , Punjabi Naat , Arabic Naat and Other Languages by Categories of NaatKhawan/Naat Reciter. Famous Kalam , Nasheed and Manqabat are also available in Video Format with Urdu and Roman/English Lyrics. Additional Feature added in Naatvideos is Submit , Where any user/artist can upload his naat or kalam from his computer/mobile.
Users also Searched for::paigham e saba lai hai, paigham e saba lai hai gulzar nabi se, paigham e saba lai hai owais qadri, paigham e saba lai hai naat, paigham e saba naat, paigham e saba owais raza qadri, paigham e saba layi hai, paigham e saba lai hai by imran abbas, paigham e saba lai hai ahmed raza qadri, paigham e saba lai hai status, paigham e saba lai hai lyrics, paigham e saba lai h, paigham e saba lai hai gulzar e nabi se lyrics, paigham e saba naat sharif, paigham e saba naat lyrics in urdu, paigham e saba naat mp3 download, naat paigham e saba lai hai, paigham e saba owais raza qadri mp3 download |
“Disclaimer: All the Naats at NaatVideos.com are originally hosted at YouTube. This website only describes the interpretation and lyrics in different languages of Naat and Hamad, We allow our user to post their favorite naats on this portal. However if you believe that your copyrighted content has been posted without your permission, Please Contact us.”